Ashfaq.hussain مراسلہ: 13 دسمبر 2012 Report Share مراسلہ: 13 دسمبر 2012 I know ke in ke jawabat forum per hai lekin agar posters mei jawb ho tu facebook per share karne mei asani hogi Jazak Allah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
SunniDefender مراسلہ: 14 دسمبر 2012 Report Share مراسلہ: 14 دسمبر 2012 kin k jawabat ? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Usman.Hussaini مراسلہ: 15 دسمبر 2012 Report Share مراسلہ: 15 دسمبر 2012 Ek pagal o jahil ke aisay poster ka jawab dena zaroori nahi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faysal مراسلہ: 15 دسمبر 2012 Report Share مراسلہ: 15 دسمبر 2012 r اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ashfaq.hussain مراسلہ: 15 دسمبر 2012 Author Report Share مراسلہ: 15 دسمبر 2012 bhaiyo mei ne sirf ye guzarish ki thi ke forums per in tamaam behooda ilzamat ya sawalaat ka jawab mojod hai agar kisi member se ho sakay tu inn ka jawab issi tarah poster ki soorat mei de de takay facebook pe share karne mei asaani ho. mein Alhamdolillah khud Sunni hi hun so mujh se sawalat ya mujh se naraaz hone ki zaroorat nahi. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam.e.Ahmed مراسلہ: 17 دسمبر 2012 Report Share مراسلہ: 17 دسمبر 2012 (ترمیم شدہ) bhaiyo mei ne sirf ye guzarish ki thi ke forums per in tamaam behooda ilzamat ya sawalaat ka jawab mojod hai agar kisi member se ho sakay tu inn ka jawab issi tarah poster ki soorat mei de de takay facebook pe share karne mei asaani ho. mein Alhamdolillah khud Sunni hi hun so mujh se sawalat ya mujh se naraaz hone ki zaroorat nahi. isi tarah poster ki soorat mein dena is liye sahih na hoga kyun keh behes phir bhi waheen rahegi, haan is k jawab mein Wahabiyon ki woh baatein jo unhon ne shuroo ker rakkhi hein ( bida'at ) un ko is tarah bana ker pesh kya ja sakta hai, magar woh bhi Jawab na hoga balke Aiteraaz k against Aiteraaz wali hi baat hogi. Ahl-e-Wahabiya yahan bhi naam badal badal ker aate hein or her martaba ya baaz aoqaat aik hi jaisi baat ko mukhtalif andaaz se baar baar repeat kerte hein. in ka bhi maqsad Shiyaon ki tarah musalmanon ko zehni-o-dili azziyat mein mubtila'a kerna hai, taake in k BARRAY in se khoosh hon. Edited 17 دسمبر 2012 by Ghulam.e.Ahmed اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔