Jump to content

نبی پاک اور حضرت علی سے مدد کیوں مانگیں؟


Muslampak

تجویز کردہ جواب

is Hawaly sy aap ktiny mazeed Sboot dey skty hn Maslan kitny Olia Kraam ki Fout k baad Taqtain bhrain our logon ki madad fermai

 

Seedhi sy baat Siaq o Asbaaq k hawaly sy to samjh aati hy k buton k bary mai hy lakin but bhe to insano k bnay howy hn

jaisy Hazrat nooh A.S sy pehly logon ny naik logon k but bna kr poojna shoro ker dala . Our Allah tala bhe in buton ko insan ya banda keh ker bta raha hy k in bandon k na pukaro blue high lights dekh lo

 

 

اِنَّ الَّذِیْنَ تَدْعُوْنَ مِنْ دُوْنِ اللّٰهِ عِبَادٌ اَمْثَالُكُمْ فَادْعُوْهُمْ فَلْیَسْتَجِیْبُوْا لَكُمْ اِنْ كُنْتُمْ صٰدِقِیْنَ۝۱۹۴سُوْرَةُ الْاَعْرَاف

. بے شک وہ جن کو تم اللہ کے سوا پوجتے ہو تمہاری طرح بندے ہیں تو انہیں پکارو پھر وہ تمہیں جواب دیں اگر تم سچے ہو

 

yar wo log naik insano ke but bana kar unki pooja(ibadat) shuru kardi, aur wo but Allah ke bande hai, theek hai qk har cheez ko Allahe peda kia hai

 

to bhai mere jab kisi ki ibadat karli to wo to shirk hi hua....

 

aur shirk karne ke baad pukara hai...

 

pukar ko shirk nahi kaha poojne ko shirk kaha hai....

 

sirf pukarne ko shirk kehne wali ayat ya hadees lao... apna aqeeda sahi karo

 

aur wo buto ko pukarte the, unki ibadat karte the.....

 

mil gaya jawab....ya nahi

 

iske ilawa ye thread parho is me sare saboot hai

Link to comment
Share on other sites

 

 

Jab kay Allah kay wali Rohaniyat say ilaj kartay han, injection yah capsul nahi datay han. :)

 

Agar wo waqai hi Wali Allah Thay tu phir unhan "Dr." na kahiya our na wo "Dr." kahlatay. Wali ka darja bara hay Dr. say.

 

Lakin yah tu batain, kay jis ko Allah Ta'ala nay rohaniyat ki takat ata farmai ho jo kay Allopatic say kahin zayada(app ki soch main bi anay say zayada) wo kyun kar Allah Ta'ala ki makhlooq ko Allopathic adviyat kay chakar main dalay ga? Kyun kar makhlooq khuda ka waqat, aram, pasa, sakoon bar;bad karay ga?

خاکسار صاحب کی باتوں سے مجھے ولی اور ولایت کے حوالے سے کافی گراں قدر معلومات ملی ہیں جن کا خلاصہ اور مفہوم یہ ہے کہ

اگر کوئی ڈاکٹر ، انجیینئیر، استاد وغیرہ ولی اللہ ہو جائیں تو وہ صرف ولی کہلائیں گے وہ ڈاکٹر ، انجینیئیر، استاد وغیرہ نہیں کہلا سکتے۔

 

اور دوسرا یہ کہ اگر کوئی ڈاکٹر ولی بن جائے تو وہ دواوں سے علاج کر کے لوگوں کو مشکل میں نہیں ڈالے گا بلکہ شف کر کے ان کا علاج کر دے گا۔

اور کوئی انجینیئر ولی اللہ بن جائے تو وہ بجائے کہ وہ پورا پراسس سر انجام دے صرف اپنی روحانی طاقت سے پراجیکٹ مکمل کر دے گا۔

اور اگر کوئی استاد یا مدرس ولی اللہ ہو جائےتو وہ بجائے اپنے طلبا، کو سبق یاد کرنے اسے سمجھنے کے چکروں میں ڈالے وہ اپنی روحانی قوت سے طلبا، کے سارے مسئلے حل کر دے گا۔

 

بہرحال یہ تو ایک ضمنی بات تھی میرا خیال ہے کہ یہ تھریڈ اپنےموضوع سے بالکل ہٹ رہا ہے اس لئے انشا،اللہ اگلی پوسٹ میں ایاک نعبد و ایاک نستعین کے حوالے سے چند گزارشات پیش کروں گا۔

Link to comment
Share on other sites

جناب مصطفوی صاحب کے عقائد کھل کر سامنے آرہے ہیں

 

وہابی کس طرح اولیاء اکرام انبیاء اکرام کا مذاق اڑتے ہیں ان صاحب

کی پوسٹوں سے یہ بات واضح ہوجاتی ہے ۔

 

اور تم پر میرئے آقا کی عنایت نہ سہی

نجدیو کلمہ پڑھانے کا بھی احسان گیا

ا

Link to comment
Share on other sites

خاکسار صاحب کی باتوں سے مجھے ولی اور ولایت کے حوالے سے کافی گراں قدر معلومات ملی ہیں جن کا خلاصہ اور مفہوم یہ ہے کہ

اگر کوئی ڈاکٹر ، انجیینئیر، استاد وغیرہ ولی اللہ ہو جائیں تو وہ صرف ولی کہلائیں گے وہ ڈاکٹر ، انجینیئیر، استاد وغیرہ نہیں کہلا سکتے۔

 

App kay walid sahab agar Musalman han tu app unhan Abo/Dadi/papa/walid Sb kuch asa hi pukartay hon gay, jab kay wo musalman honay kay natay app kay bhai han, Lakin app unhan bhai kyun nahi kahtay? Kyun kay baap ko ap bhara darja datay han. (Yah tu mari personal phelosopy hay, i don't know ap ka is main kya kam hay.)

 

Chalan shukar hay kuch tu samaj aya app ko. Lakin abi tak ap nay apna dawa pash nahi kiya kay ap ka dawa hay kya? Chahtay kya han app?

Our main nay kuch sawalat ap say kiyay thay un ka jawab abi tak muja nahi dikhai day raha.

 

 

اور دوسرا یہ کہ اگر کوئی ڈاکٹر ولی بن جائے تو وہ دواوں سے علاج کر کے لوگوں کو مشکل میں نہیں ڈالے گا بلکہ شف کر کے ان کا علاج کر دے گا۔

 

 

shaf tu nahi kah saktay, Allah Ta'ala ki ata karda kuwat say zaror kahan gay.

 

Aik Sahabi ki ankh ka dala nikal aya tha, Hazoor (saw) nay apna luab dahan say laga kar wapis ankh main laga dia tu wo pahlay say bi acha dakhnay lagay.

Ab app isay kya kahtay han yah tu muja nahi pata.

 

اور کوئی انجینیئر ولی اللہ بن جائے تو وہ بجائے کہ وہ پورا پراسس سر انجام دے صرف اپنی روحانی طاقت سے پراجیکٹ مکمل کر دے گا۔

اور اگر کوئی استاد یا مدرس ولی اللہ ہو جائےتو وہ بجائے اپنے طلبا، کو سبق یاد کرنے اسے سمجھنے کے چکروں میں ڈالے وہ اپنی روحانی قوت سے طلبا، کے سارے مسئلے حل کر دے گا۔

 

 

Is ki misal tu Quran Pak main moojod hay, Jis ko Takht Bilkees kay hawalay say jana jata hay. (Us waqat ap ki civil engineering kam nahi ai thi.) Koi jawab hay is kay mutalak tu zaroor farmaiya ga.

 

2.jpg

 

 

8.jpg

بہرحال یہ تو ایک ضمنی بات تھی میرا خیال ہے کہ یہ تھریڈ اپنےموضوع سے بالکل ہٹ رہا ہے اس لئے انشا،اللہ اگلی پوسٹ میں ایاک نعبد و ایاک نستعین کے حوالے سے چند گزارشات پیش کروں گا۔

 

 

Khar yah tu app jab apna dawa yahan batain gay tu hi kuch pata chalay ga.

Mozo tha Wasilay ki zarorat, tu wo main nay apni pahli hi post main clear kar dia tha.

 

Intazar hay app kay daway ka.

 

Baki yah ap kay Dr. wali debate chal rahi hay.

Link to comment
Share on other sites

تمام نئے ممبرز سے گزارش ہے کہ کوئی بھی نیا تھریڈ سٹارٹ کرنے سے پہلے ایک دفعہ دیکھ لیا کریں کہ اس ٹاپک کے متعلق فورم میں کوئی اور تھریڈ موجود تو نہیں۔

 

برائے مہربانی اس تھریڈ کا مطالعہ کیجئے ۔اگر ضروری سمجھا گیا تو اس ٹاپک کو کلوز کر دیا جائے گا۔۔

 

Link to comment
Share on other sites

Kia Ulma e Ikram ka amal ap k liye hujjat nahi hai? Agar aisa hai to wahabion main or deobandio main kia farq reh jata hai?

 

As'salamu alaikum WRB,

 

Ulema - e Ikraam ka is main ikhtilaaf hai. Waseela aur tawassul aur cheez hai Istigasa (Raast madad kay liye pukarana) aur. Is main shirk ka ihtimaal hai is liye ye shart hai kay jis ko pukara jaata hai wo Allah (swt) ki marzi say hi madad karta hai aur sunta hai. Madad ko is tarha mashroot karnay ka kiya matlab hai Samjhayen warna kaun see cheez hai jo Allah (swt) ki marzi kay baghair mumkin hai?

 

Kiya Ahadees, aqwal-e-Sahaba say ye sabit hota hai kay Auliya hamari faryaad sun kar Allah (swt) say hamaray liye dua bhi kartay hain Ya khud madad kartay hain. Rasool Allah (sallal lahu alaihi wa Sallam) kay liye to ye sabit hai kay Aap ummat kay aamal paish kiye janay per dua kartay hai ya khush hotay hain magar Auliya kay liye aisa kahan say sabit hai?

 

Jang k Doran Sahaba Ikram 'Ya Muhammad' q pukartay thay? Is say pata chalta hai k muskhil waqt main Allah k naik bandon ko pukara ja sakta hai. Mula Ali Qari nay is hadees say Huzoor say madad mangna sabit kia hai.

 

YE sirf ba taur Narah bhi ho sakta hai warna sirf ek hi Jang main aisa kiyoun huwa. Mulla Ali Qari nay jo Risala likha hai us ka link agar dain to meharbani hogi. Saaath main ye bhi bata dain kay un say pahlay kay ulema nay kiya aisi madad maangna Rasool Allah (sallal lahu alaihi wa Sallam) say bayan kiya hai. Kiya sirf Aap (sallal lahu alaihi wa Sallam) kay liye hi sabit hai jaisa kay Syedna Umar (ra) kay tawassul say pahlay ek Sahabi (ra) nay Rauza-e-Rasool per Jaa kar faryad ki thi.

 

YA har wali aur Sahabi say is tarha madad mangi Ja sakti hai?

 

Ye sawal to main bh aap say poch skta hn k Quran Kareem ki kis ayat say marhomeen say madad mangnay ko shirk kaha gaya hai?

 

Adam Jawaaz ko jawaaz kaisay bana saktay hai mujhay pata nahi aur jo sabit hai us per amal na karkay naya kaam shuru karna theek hai pata nahi.

 

Qurna -e-Hakeem may bhi jahan jahan madad karnay maangnay ka zike hai wahan Zindon say hai YA unki bina per tawassul sabit kiya Ja sakta hoga magar Raast madad kay liye pukaarna kaisay sabit hota hai Samajh Nahi aata. Misaal kay taur per

 

- Bani Israel ko Anbiya kay Tabarruk (Taboot-e-Sakina) ki madad say fatah miljaati thi magar aisa nahi kay wo marhoomon ko pukartay thay.

 

- ZulQarnain nay madad Maangi Ya us qaum nay Yajooj Majooj say hifazat ki madad maangi to koi bhi in main say marhoom nahi tha

 

Anbia, Auliya aur Shuhada wafat kay baad Allah (swt) ki dee gayee naimaton ko pa kar us ki rahmat main Gharq rahtay hai Ya logon ki pukar sunaty hai is baray may wazih suboot paish karain. Aur jo ye kaha jataa hai kay Qabar main sawal jawab kay baad kaha jaata hai kay So jaa tu kiya ye sirf aam musalmano kay liye hai Auliya kay liey nahi.

Link to comment
Share on other sites

As'salamu alaikum WRB,

 

Shah Abdul Aziz (ra) ko agar hum na manayn tu kiya harj hai? Kiyoun ki unhon nay jab kaha kay baaz Auliya ko tasarruf ka hukm huwa tu ye baat kis Qurani nus Ya hadees say sabit ki jasakti hai? Misal kay taur per Namazon ka fidya Rozon kay fidye sayy sabit kiya jata hai kay agar kisi nay Namazin nahi ada ki tu unk a itna fiday hoga. Is ki daleel ye di jaaati hai kay Roza bhi ek farz ibadat hai aur chonkay namaaz bhi ek farz hai tu Shayad is tarha fiday adaa hojaye ga.

 

Ek aur misaal kay nafil Ibadaat ka sawab Hajj-e-badal ki buniyad per pahonchanay ka suboot banta hai.

 

Isi tarha agar koi misaal miljati tu behtar hota. Warna tawassul say badh kar kiya baat hosakti hai kay Istigasa ko ikhtiyaar kiya jaye?

Link to comment
Share on other sites

(bis)

tohedi

 

 

Question....??

 

Kya AAQA alehisalatuwass alam Mukhtaar e Kul Hen?

A."Aasman Aur Zamin Ki Hr Cheez ALLAH Ne Tumhare Lye Musakhar Kar Di Aur Apni Zahiri o Batini Nematen Di"

(Luqman Ayat#20)

 

"Beshak Muje Zamin Ke Khazano Ki Kunjiyan Ata KiGayin"

(Bukhari J2, P#585,975)

(Muslim J2, P#250, Mishkat)

 

Mishqat Sharif Kitabul Ilm

Haids:

Allah mjy ata kerta hai aur mai makhlooq mai taqseem kerta hu.Q.Kya AAQA alehisalatuwass alam Mukhtaar e Kul Hen?

A."Aasman Aur Zamin Ki Hr Cheez ALLAH Ne Tumhare Lye Musakhar Kar Di Aur Apni Zahiri o Batini Nematen Di"

(Luqman Ayat#20)

 

"Beshak Muje Zamin Ke Khazano Ki Kunjiyan Ata KiGayin"

(Bukhari J2, P#585,975)

(Muslim J2, P#250, Mishkat)

 

Mishqat Sharif Kitabul Ilm

Haids:

Allah mjy ata kerta hai aur mai makhlooq mai taqseem kerta hu.

 

 

ab aik hawala badmazhabo k ghr say...pta nae ku yeh loog ab apnay he bazurgo k kaan chura rhy hain......mera khyal hai...k ab inko b pta chal gaya.. hai...k in k bazurg jo karnamy ker k gae hain...wo inhai bugtnay per rhy hain......aur mahaz zid per qayem hain......k loog kya kahain gy...(jaisy abbu jahal ko jub Huzooor peace be upon him aap nay kaha k mery kaan mai he kalma parh dy...lakin wo bazid tha..k loog kya kahian gy..) aaj yahe haal inka ho chuka hai...Quran o Hadis ko sirf apnay matlab k liyea use kerty hain.......

 

 

 

Wahabeo aur Deobandeo aur k peer o murshid aur Imam o Paishwa:

Haji imadad ullah mahajir makki apnay malfoozaat mai likhty hain jin ko tartib diya hai

Ashraf ali Thanvi nay…??

Kya kehty hain…?? Zara goor farmayea…?

 

Faqeer ke zindage mai jo faiz milta tha wahe faiz faqeer k marny k baad faqeer ke qabar say b milay ga..

 

Aap poray eman k sath bataey…k in k qabro say wahbeo aur deobandeo ko to faiz milta hai…magar hum sunni agar Ambia aur Olia ke bat karain…to inko moot aa jati hai..

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

 

 

 

Wo LoG Jo Kehty Hein k NABI or WALI MADAD Nahi Kar Sakty ?.

 

Thek Kehty Hein .Q K ? .

 

QURAAN Mein Hai

 

"Jis py "ALLAH" Lanat Kar Dy Us ka Koi Madadgaar Nahi"

(Surat Nisa#52) ..

 

Pta Chala k Lantiyon Ka Koi Madadgaar Nahi .

 

Or MOMINON K Baare me he.

 

AL QURAAN> "Beshak Tumhara" Madadgar ALLAH Hai Or Us ka "RASOOL" or MOMINEEN Hein"

(Surat Maida#55)

Link to comment
Share on other sites

As'salamu alaikum WRB,

 

Tauwhidi Bhai Shikanjay may Aany aur phansnay ya phansnay ki baat smajh may nahi aayee. Shah Sahab (ra) nay jo natayej akhaz kiye hai unka makhaz kiya hai? Wo mushrik huway kay momin iska faisla koi aalim hi kar sakta hai. Aap bhi ye maanaingay kay Shah Shahab ki tahqeeq ko naa maannay say mujhay koi khatra nahi jab tak shirk ka ilzaam nahi lagata jis ki mujhay koi zaroorat nahi.

 

Jitni bhi ayaat paish ke gayeen unmay marhomeen ka zikr nahi. Is liye pahlay auliya ki hayat sabit karna padta hai phir kisi say bhi madad maangnay ka jawaz paish kiya jaat hai. Dunya darul amal hai aur Aalam -e-barzaq akhirat ka pahla padao jo kay darul Jaza/ssaza hai. Ab ye kahan say saabit hota hai kay auliya apni quboor main Allah (swt) ki di gayee naimaton aur rahmat may gharq rahnay kay bajaye pukarnay walon ki pukar suntay hain?

 

Istigasa per amal karnay kay liye koi wazeh daleel taweelan bhi jaisa kay Namazon kay fidye ki rozon kay fidye jaisi hai bata dain. Warna mujhay tawassul may hifazat aur istigasa may khatra mahsoos hota hai aur meray liye tawassul hi kaafi hai.

Link to comment
Share on other sites

pehle to aap ye sabit karo ke kis ayat me marhomeen se magne ka mana hai, take age ki baat app samajh sako

q ke ulmaye kiram ki baat to mano ge nahi, isliye koi ayat hi batao....

 

As'salamu alikum WRB,

 

Mujhay kuch sabit nahi karna hai. mainay sirf jan'nay ki koshishs ki hai. Jo sabit hai jaisay kay tawassul, tahajjud kay waqt dua ki qubooliyat, Ism-e-Azam waghaira, inkay alaawa dosra amal sabit karnay ki kiya zaroorat hai. Bahar'haal aap samajh tu gaye hongay kay main kiya pooch rahan hon. Agar samjha sakain to behtar warna meray liye tawassul kaafi hai aur istigasa karnay walon kay baray may khamoshi.

Edited by hanafi-hanafi
Link to comment
Share on other sites

app jawab to ke kis ayat se aap ko pata laga ke marhomeen se mangna mana hai..... q ke nabi aur imaan wale madad gaar hai, isme koi qaid nahi hai ke zinda ho ya marhomeen, aur hadeeso se sabit hai ke marhomeen se hajat rawayi ka, aur ulmaye kiram muhaddiseen is baat ko mante aye hai....\

 

khamoshi bilkul nahi hai isme....

Link to comment
Share on other sites

@ faitful92

Mishqat Sharif Kitabul Ilm

Haids:

Allah mjy ata kerta hai aur mai makhlooq mai taqseem kerta hu

لفظ مخلوق کے ساتھ یہ حدیث کبھی نظر سے نہیں گزری ، مشکواۃ کتاب العلم میں بھی یہ لفظ موجود نہیں۔اگر اس لفظ کے ساتھ یہ روایت کہیں آئی ہو تو برائے مہربانی نشاندہی فرما دیں۔

 

@ toheedi bhai

آپ نے شاہ عبدالعزیز رح کی جو عبارات پیش کی ہیں ان سے تو کہیں سے ثابت نہیں ہو رہا کہ بعد از وفات اولیا،کرام کو ہر جگہ سے مدد کے لئے پکارا جا سکتا ہے۔

عند القبر تو کسی ولی سے دعا کی درخواست کی جا سکتی ہےجو کہ قائلین سماع الموتی میں متنازع فیہ نہیں ہے۔اور شاہ عبدالعزیز علیہ الرحمہ کی عبارات سے بھی اسی قسم کی امداد اور نفع کی بات ہو رہی ہے ۔ وہ خود فرماتے ہیں کہ

اہل قبور سے استمداد دعا کے طور پر ہوتی ہے بایں طور کہ وہ اللہ سے عرض کریں وہ ہمارا مطلب پورا فرما دے۔ فتاوی عزیزی ج1

 

اور تفسیر عزیزی ج 1 میں باطل عقائد کو ذکر کرتے ہوئے یہ بھی ذکر کرتے ہیں کہ

یا آئمہ اور اولیا، کو انبیا، و مرسلین کے رتبہ کے برابر کر دے اور حضرات انبیا، و مرسلین کے لئے لوازم الوہیت مثلا علم غیب اورہر ایک کی ہر جگہ سے فریاد سننا۔

Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...