Jump to content

Muharram Mai Gosht , Kia Ye Bidat Hy Ya Sawab ?


Faysal

تجویز کردہ جواب

جناب آپ کا دوست کیوں کھانا چھوڑ دیتا ہے یہ بھی تو پوچھیں؟

 

 

اور دوسرایہ کے اگر نہیں کھاتا تو نہ کھائے آپ اس پر اس وجہ سے فتوی کیوں لگانا چاہتے ہیں

 

 

warning

 

جناب آپ اکثر فورم پرفضول قسم کی پوسٹیں کرتیں جن کا کوئی خاص مقصد نہیں ہوتا یہ پوسٹ بھی ایسی ہے

 

اس لئے فضول قسم کی پوسٹوں سے پرہیز کریں اور فورم گھوم پھر کر دیکھ لو

جس اعترض کا جواب نہ ملے وہی پوسٹ کرو

آپ کا واننگ سٹیٹس اپ گریڈ بھی ہوسکتا ہے اور آپ بین بھی ہوسکتے ہیں

شکریہ

Link to comment
Share on other sites

On 12/2/2012 at 9:54 PM, Faysal said:

Mera Sawal hy kia Sirf Muharram k month mai Gosht ko Choor deny sy Sawab mily ga ya ye Bidat ho gi ??

 

Bhai islam main gosht khana farz naheen hay , lihaza agar koi apni marzi say baghar kisi swab ya gunah ki niyat k gosht nahen khata , to uski marzi hay. is main koi sawab ya bidat ka suwal hi peda naheen hota.

 

 

On 12/2/2012 at 10:21 PM, Mughal... said:

 

اور دوسرایہ کے اگر نہیں کھاتا تو نہ کھائے آپ اس پر اس وجہ سے فتوی کیوں لگانا چاہتے ہیں

 

 

bat to saheeh hay.

Link to comment
Share on other sites

Mera aik Dost hy jo Muharram mai Gosht chota ho ya barra nai kahata our kehta hy k ye mai apni merzi sy kerta hn

 

Mera Sawal hy kia Sirf Muharram k month mai Gosht ko Choor deny sy Sawab mily ga ya ye Bidat ho gi ??

 

Lughv posts yehni chawal posts say parez keren ham logoon kay pass itna time nahin kay har chawal ka jawab denh. Pata nahin aap kis shaytaani per hen aur kia kia plan banaya huwa heh joh yeh sab sawal pooch rahay hen. Koi maqool ilmi sawal keeya keren. Ham yahan per masnad e ifta per nahin bethay kay fatway issue keren. Ifta ka kaam muftiyan e kiram ker rahay hen aur woh kaam un say lenh. Joh ikhtilafi masail jissay ham nay pera likha heh aur joh Ulamah kee kutb meh chapa heh ham us ko biyaan ker saktay hen. Is leyeh aap fatwah muftiyan e kiram say hasal keeya keren. Ham aap ko murtadeen aur un kay irtaad kay mutaliq bata saktay hen.

 

Keun kay aap nay joh sawal poocha heh us meh tafseel nahin sirf sawal heh halanh kay tafseel hoti toh us kay mutabiq jawab deeya ja sakta thah. Yehni jis ka amal ghost chorna heh us kee niyat, wajuhaat, kia hen, yeh hoti toh tafseelan jawab deh saktay thay. Aur esi tafseel is meh nahin is leyeh khadam kuch apni taraf say izafa ker kay likh raha heh.

 

Allah ta'ala kee halal kerda cheese ko agar kohi haram jaan ker muharram meh ya kissi aur maheenay meh haram ker kay nahin khata toh woh biddati zeroor heh, is kay saath aur kia kia heh woh Muftiyan e kiram bata saktay hen. Muharram meh Shuhuda e karbala kee bhook o piyaas ko bunyaad bana ker agar kohi adban ghost nahin khata toh us ko shuhuda e karbala ka adab kernay ka sawab hoga aur ghost ko chornay ka kohi sawab nahin. Keun kay muharram me ghost nah khana Sunnat nahin magar khilaaf e Sunnat heh, aur esse be sunnat nahin kay chornay say gunna hoga aur sawab ussee ka heh joh Sunnat per ho ya hokam e illahi per.

 

Agar kohi ghost ko is leyeh chorta heh kay ghost us kee pasandeeda cheese heh aur khud nahin khata balkay apnay hissay ka ghost kissi ghareeb maskeen ko khilata heh aur is niyat say kay mera yeh amal raza e illahi kay leyeh thah aur joh sawab mujjay millay ga meh ussay shuhuda e karbala ko isaal kerta hoon toh esa kerna sunnat nahin hokam e illahi be nahin magar rooh e Islam kay khilaaf be nahin balkay isaal e sawab kerna aur dunya kee lazatoon ko Allah ta'ala kay leyeh chorna rooh e deen heh aur niyat nek, kaam nek is leyeh jaiz heh aur insha'allah sawab be millay ga.

 

Wama alayna ilal balaghul mubeen.

Muhammed Ali Razavi

Edited by MuhammedAli
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...