Ashfaq.hussain مراسلہ: 29 نومبر 2012 Report Share مراسلہ: 29 نومبر 2012 Kya koe bata sakta hai ke hazrat imam Hussain RadiAllahu Anhu ki kitni sahabzaadiya theen? Mei ne search kya tu kafi confusing jawab milay. Sakina, Sukaina, Ruqayya, Fatima tul-Kubra, Fatima tu-Sugha, kafi naam milay lekin kahi per sahabzaadiyo ki tadad 2 hai kahi per 3. Iss baray mein tafseel chahiye aur ye bhi ke kaun si sahabzaadi Karbala mein saath thi. Aur Hazrat Imam Hussain RadiAllahu Anhu ki kis sahabzadi ka nikkah Hazrat Qasim RadiAllahu Anhu se hona tay paya tha. Meherbaani farma kar iss ka tehkeeki jawab dijiye aur hawalo ke saath ho tu aur bhi asaani ho jaye gi. JazakAllah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 29 نومبر 2012 Report Share مراسلہ: 29 نومبر 2012 Is baray main mujhay ilm naheen hay. Umeed hay koi aor ahl-e-ilm member behtar bta sktay hain. Behrhal Kitab Shaam-e-Karbla Main Imam Hussain رضی اللہ تعالیٰ عنہ ki 2 Shahzadion ka zikr hay : http://library.faizaneattar.net/Books/index.php?bpart=2&id=68 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔