Jump to content

Kya Koi Shia'a Bataey Ga... ?

Ghulam.e.Ahmed

تجویز کردہ جواب

کیا کوئی بغض سے بھرا اپنا سینہ پیٹنے والا بتائے گا کہ اب 8 محرم کا جلوس چند سالوں سے کیوں نکالا جارہا ہے جس سے مخلوق خدا مزید پریشانی میں مبتلا ہوجاتی ہے۔
مخلوق خدا کو تکلیف میں مبتلا کرکے یہ کہنا کہ ثواب کا کام کررہے ہیں کیا یہ حضرت علی رضی اللہ عنہ کا دیا ہوا سبق ہے یا ایسے کاموں سے، جن سے مخلوق خدا تکلیف میں مبتلا ہو، منع کیا گیا ہے؟ ( اور وہ بھی اس حد تک کہ بے چارے روز کما کر کھانے والے اب 3 دن بغیر روزی کے گزاریں اس مہنگائی کے طوفان میں ) 10 کے بعد 9 بھی شامل کرلیا گیا اور اب 8 کی بھی تیاریاں عروج پر ہیں۔
میری یہ پوسٹ اب تک تو صحیح ثابت ہورہی ہے۔

Link of my post:
http://www.islamimeh...f-their-target/

Allah Hafiz.
.
Link to comment
Share on other sites

meray dost shia bolien gay 12 rabi ul awwal ko bhi to chutti hoti hay or roads bun hoti hay. wo aik din ki chutti , logoon ki aik din ki salary cut jati hay. phir hum kiya bolien gay? roads bund ker kay jo pareyshan hotay hien looog un ka kiya kehna hay?

سمجھ کا پھیر ہے، اگر چھٹی والے دن ( 9 اور 10 محرم ) کو جو کچھ ہوتا تھا اُس پر تو اعتراض نہیں کیا، اصل اعتراض تو یہی ہے کہ دن بڑھتے جاتے ہیں اور حکومتی سپورٹ بھی، اگر حضرت ابوبکر صدیق رضی اللہ عنہ یا حضرت عمر رضی اللہ عنہ یا حضرت عثمان غنی رضی اللہ عنہ کے دن کی چھٹی کی بات کی جائے یا گستاخانہ حرکتوں پر احتجاج کی پرمیشن مانگی جائے تو پاپڑ بیلنے پڑتے ہیں، مگر اِن کو کوئی پوچھنے والا ہی نہیں۔ مسلسل اُمّتِ مسلمہ پرانتہائی ناقابلِ برداشت بوجھ بن رہے ہیں۔ کیا ایران میں بھی اس طرح ہوتا ہے۔ کیا 8 محرم کو ایران میں مرکزی شاہراہوں پرجلوس نکلتے ہیں۔ آج تک کسی چینل پرایران کی کوئی ویڈیو نہیں دیکھی کہ وہاں اس طرح سڑکوں پر جلوس نکالے جاتے ہوں۔

باقی آپ نیچے دیئے گئے لنک پر تھریڈ بھی دیکھ لیں تو بہتر ہوگا۔

اللہ حافظ

Link to Topic/Thread

http://www.islamimehfil.com/topic/19852-%da%a9%db%8c%d8%a7-%d8%a8%d8%a7%d8%aa-%db%81%db%92-%d8%a7%db%81%d9%84%d9%90-%d9%88%db%81%d8%a7%d8%a8%db%8c%db%81-%da%a9%db%8c-%d8%a7%db%81%d9%84%d9%90-%d8%aa%d8%b4%db%8c%d8%b9-%d8%b3%db%92-%d9%85%d8%ad%d8%a8%d9%91%d8%aa-%da%a9%db%8c/unread/

.

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...

mere muhtarim ager Rasool Allah ke Nawase ka gham manana kisi ke lie takleef ka bais he to us ka shajra zaroor yazeed se milta he. Kia aap ke gher main koi mer jae to aap dinon ka hisab rakhte hain keh ab to office se chutti kerni pere gee. aap ne likha keh bughz se bhra hooa seena peetne wala to muhtarim yeh bataie keh shia ke dilk main jis yazeed ka bughz he us se aap ka kia relation he keh aap ko us per itna bura leg reha he.zara ghor se kabhi apni sahee bukhari perh lia kijie us main likha he ke ummul momineen bibi Ayesha (RaziAllah ) ne RasoolAllah sallAllaho Alyehi WAalehi wasalam ke nalain mubarik peker ker Hazrat usman ke Qatl ke khilaf matam kia.

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

Sayyedna Hazrat Imam Hussain (R.A) or un k rufaqaa k saath jo kuch huwa us se kis ko inkaar hai ( siwaey Ahl-e-Wahabiya k jo ye b kehte hein ISLAM MOHTAAJ NAHIN KARBALA KA ), un per kiye gaey mazaalim per Dukh agar na ho to phir Imaan ki kamzori hai. laikin yeh kiya keh Din badhaate jaeyn, jaisa keh apni doosri post mein b mein ne likh diya hai. kya ALLAH ne ya Rasool Allah Sall-Allah-o-Alaih-e-Wasallm ne ya Hazrat Ali radi-allah-o-anhu ne ya kisi or ne jist ko aap maante ho aisa kuch kerne ki ta'aleem di hai keh aam working days mein bhi Makhlooq-e-Khuda k liye itni pareshani badhaate jaeyn or kahein keh hum to Sawaab ka kaam ker rahe hein. Chutti wale dinon mein jo kuch kiya jata tha us k liye pehle hi tardeed ker chuka hoon, aik din se do din ker diye gaey or ab teesra din bhi keh amalan 90% sheher mein karobaari sargarmiyon k band ho jaane k sath sath or bhi bohot si pareshaniyan hoti hein jin k baarey mein aap log sochte hi nahi ho. aap ne Iran mein aisa na hone k baarey mein koi baat nahi ki, agar aisa hota hai ( working days mein masroof shahrahein zabardasti band kerwaey jaati hein ) to koi proof dein.

jahan tak bughz ki baat hai to khud hi mulahiza ker lein aap k 1 barray ne apni kitaab mein kiya likkha hai:

post-4514-0-95648000-1355462649.jpg

yeh sirf 1 misaal hai, is qisam ki baaton se aap logon ki kitaabein bhari parri hein.

.

Edited by Ghulam.e.Ahmed
Link to comment
Share on other sites

mere respected bhai iran kia kerta he or kia nahin yeh hamara masla nahin he hum sab kal tak yeh nahin jante the keh kon sunni he or kon shia ab na jane kis taraf se yeh kesee buri hawa chali he keh logon ne firqe bana lie hain.issi ka faida kuffar utha ker musalmanon per musallat ho gae hain kehin palistine main kahin kashmir main or kahin na kahin dunya main muslim buri tarah pis rahe hain.yeh sab hemari apas ki naittifaqian hain jin ki wajah se yeh sab ho reha he

hum to bus itna jante hain jo Allah ne Quran main fermaya hequran pak main 6 para start hote hi Allah tala ne fermaya he keh "Allah tala oonchi awaz main kisi ki badi bian kerne ko pasand nahin kerta siwae us ke jo sataya gia ho" yani is ka matlab yeh hooa keh jis per zulm hooa ho ya jis ko sataya gia ho us ke lie awaz buland kerna Allah g ko pasand he. or mere piyare bhai yeh to ahlebait se hamari muhabbat ka izhar he jis ka Allah g ne quran pak main fermaya he soora e shoora ayah 23 main plz perh ker khud hi jawab de dijie ga.Allah tala hum sab ko ittifaq or hidayat de Aamin.

Wah Wah!! isay kehte hein "Aap apne daam mein sayyad aa gaya", musalsal apni "mohabbat" k izhaar k liye logon ko azziyat mein mubtila'a kerna ( yaani SATAANA ) or is mein izafa hi kertay jana or phir hamein sabaq parrhana keh Quran Sshareef mein yeh likkha hai. Roads block ker ker k Maatam kerna, her chand yards k faasley per ruk jana, or time guzaarna yeh kya hai, kya maatam kisi makhsoos jagah nahin kya ja sakta? poori poori galyaan or sarrkein 10 din tak block ker dena ( jaisey karachi mein Numaa'ish se Guru Mandir tak, yeh to sir aik ilaaqe ki baat hai ) yeh sub kya hai? logon ko SATAAYA hi to ja raha hai.

Iran ka hawala kyun na dein woh to hai hi completely shia state, wahan yeh sub kuch kyun nahin kerne dya jata, kya un logon ko Ahl-e-Bait se pyar nahin bughz hai isi liye? wahan to amalan 10 din ki chuttiyan honi chahiyen magar nahin hoteen, na hi sarrkein block kerne ki ijazat di jati hai.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...