AliAli مراسلہ: 22 نومبر 2012 Report Share مراسلہ: 22 نومبر 2012 Allah apni zaat-wo-sifat ma tanha ha.Na us ka koi shareek tha na ha na ho ga.Allah ke siwah sub ki ibadat karna shirk ha or pukar bhi ik ibadat ha lehaza kisi ko Allah ki sifat ka hamil samjh kar pukarna shirk ha.Jesa Alaah ki Zaat ki takseem nahi ho sakti ase he Allah ki sifat ki takseen nahi ho sakti. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
AliAli مراسلہ: 22 نومبر 2012 Author Report Share مراسلہ: 22 نومبر 2012 Hadees ma Lafz Fee Amrina ha.yani ahkamat ma rado badal kami ziadati karna morad ha.isi ko hadees ma bidat karar diya ha or deen ka liya jo kam kiya jate han wo bedat-e-lugwi ka zumre ma ate han.Mardod ka koL bidat-e-istahlai ka bare ma ha.Hadees ki tashreeh ko goor se parho phir bidat ki tareef par jirah karo.apni taraf se ilzam mat lagao ka jo kam Rasool-ul-allah na nahi kiya wo bidat ha warna khulafae rashid-deen ka amal ko sunnat kun qarar diya gaya ha jesa ka hadees ma aya ha "Tm Par Meri or mera khulafa ki sunnat lazim ha" اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔