Madani Munna مراسلہ: 2 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 2 اکتوبر 2007 JazakAllah Ap donoo Bhaiyon Ka Kalnk Sahib Kahan Ghaib Hoo Gay Hain??? Link to comment Share on other sites More sharing options...
Attaria786 مراسلہ: 2 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 2 اکتوبر 2007 اسلام علیکم جزاک اللہ بہت اچھے جوابات دئیے ہیں وسلام Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 2 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 2 اکتوبر 2007 Subhan Allah azawajal... tammam islami bhaiyon ne bohat khoob jawab diya hai... Kalank to ab nazar nahi aa raha... Link to comment Share on other sites More sharing options...
Malang مراسلہ: 6 اکتوبر 2007 Author Report Share مراسلہ: 6 اکتوبر 2007 (ترمیم شدہ) jahan tak khawab ki baat ha to ma ney pochney k liye yahan post kia tha ap logon k replies ney itna gussa chara dia k ye etraz ban gaya abi ap loog ja kar baat karney ka tarika seekho or aik dafa sab jhoom jhoom kar keh do l'anatullah he alal kazibeeeeennn kiun k sawali ney likha ha k ma ney 2 3 martaba khawab dekha jhot marda tum ney to dekha hi nai ye khawab Edited 10 نومبر 2007 by Sag-e-Attar Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ubaid-e-Raza مراسلہ: 6 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 6 اکتوبر 2007 or jahan tak khawab ki baat ha to ma ney pochney k liye yahan post kia tha ap logon k replies ney itna gussa chara dia k ye etraz ban gaya abi ap loog ja kar baat karney ka tarika seekho or aik dafa sab jhoom jhoom kar keh do l'anatullah he alal kazibeeeeennn kiun k sawali ney likha ha k ma ney 2 3 martaba khawab dekha jhot marda tum ney to dekha hi nai ye khawab Sab say pehlay tau aap nay abhi tak Sajjad bhai ki post ka jawab bhi nahi diyya jo unhon nay thanvi kay malfozat say kiyya hay keh Qabar kay har sawal kay jawab main GHOUS e AZAM KA DHOBHI kehna kahan say sabit hay? aur doosra yeh keh ALLAH kay siwa kissi ko GHOUS e AZAM kehnay say kaya banda Mushrik nahi ho jaata? Malang abb jab tum ko pata lag gaya hay keh tumharay uss aiteraz mai koi jaan nahi thi tau abb doosri taraf baat lay gaye ho keh jee suwal karnay walay nay tau aik baar bhi yeh khwab nahi daikha aur jhoot bol raha hay keh uss nay 2-3 dafa daikha tha. lahaza uss nay jhoot bola hay. tau malang sahib jab fatwa liyya jata hay tau uss main kai daffa farzi situation bana kar bhi sawal poocha jaata hay keh iss baray main ullma ki kaya raye hay. aur doosri yeh keh aap ko yeh nazar nahi aaya keh uss main SHEIKH ABDUL QADIR JILANI radi ALLAH anhu ka naam ki jagah Ashrafali thanvi ka naam likha huwa hay. tau bhai yeh uss khwab ka zikr hee nahi hay balkeh yeh tau siraf aik sawal kiyya gaya hay keh iss tarah ka khwab kissi nay daikha hay aur iss ka kaya matlab hay. aur waisay bhi aap kay jhoot ka iss forum par kai namoonay mojood hain jau tum nay Imam Ahmed Raza par ilzamat kay jawab main bollay thay. tau pehlay apnay uper dam kar lo LAANAT ULLAHE ALAL KAZIBEEN ka. aur apnay Sheikh ul Kazabeen Hussain Tandawi ki shahab e saqib main zikr ki gai 2 kitabon Khazeenat ul Auliya aur Hidayat ul Islam ak wajood iss duniya main sabit kar dau jis kay hawalay tandawi nay diye hain. iss kay ilawa Saif ul anqi main bhi deobundi mullon nay kai jhooti kitabain Sunn ullma kay naam say garh li theen aur unn kay hawalay apni kitabon main bhi diye thay . aur yahan tau siraf aik situation ko samnay rakh kar aik sawal kiyya gaya hay aur tumharay mullon nay tau apnay Kizb kay zaur poori poori kitabain hee bana dali aur unn jay hawalay page number aur matbua kay sath apni books main diye hain. tau unn kay liye aap kaya kahain gay. Kaya unn kay liye aap n ghoom ghoom kat LAANAT ULLAHE ALAL KAZIBEEN parh liya hay? Link to comment Share on other sites More sharing options...
Malang مراسلہ: 6 اکتوبر 2007 Author Report Share مراسلہ: 6 اکتوبر 2007 yaar ma jhoot nai bolta jo marzi samjhoo khair wese bhi ma tum logon ka chot abhai hon khayal rakha karo Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 10 نومبر 2007 Report Share مراسلہ: 10 نومبر 2007 Malang Key Suwal Ka Jawab Aachuka Hai... Aur Iskey Pas Hamesha Ki Terha Koi Jawab Bhi Nhin Hai... So.. Topic Closed Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب