سگِ عطار مراسلہ: 18 جولائی 2007 Report Share مراسلہ: 18 جولائی 2007 Alhamdu Lilah IslamiEducation.com Upgrade Ho Chuki Hai.. Front Page New Setting Key Sath Hai.. Aap Us Ka Internet Explorer Per Behtreen View Ker Saktey Hain.. Firefox aur Opera Sey Abhi Uski CSS Compatibility Nhin Mil Rahi.. Insha Allah Jald Hi Yeh Masla Bhi Hal Ho Jaye Ga.. IE Mein Mandarja Zail New Sections Ka Izafa Howa Hai.. * Complete Unicode Quran-e-Pak With Kanzul Eman Translation * Islamic Corner Section (Files & Documents) Jis Mein Haqaniyat-e-Ahle Sunnat Aur Open Rad-e-Bad Mazhab Kerney Ka Azam Hai. * Islamic Library Books & Articles Downloads Is Key Ilawah IE Per Kuch Sections Coming Up Hain.. Jin Mein... * Quran-e-Pak Audio With Tarjama Kanzul Eman * Islamic Greeting Cards Section Is Key Ilawah.. Islamic Library Mein Books Ki Updates Jari Hain.. 2 New Books Alhamdu Lilah Add Ker Di Gayi Hain.. (1) Bawaqt-e-Iqamat Kab Khara Hona Sunnat Hai. Writer: Mufti Ashraf ul Qadri Sahib (2) Aehla ul Walad (Arabic). Writer: Hujat ul Islam Imam Muhammad Ghazali (Aleh Rahma) 3 Mazeed Books Insha Allah Jald Hi Updates Ki Jayein Gi.. Media Section Ki Misc. Category Mein Aashiqe-Mustafa Brother Ka Aik Aur Rad Against Chan Muhammad Deobandi Add Ker Diya Gaya Hai.. Sayid Rehan Qadri Ki Album "Jashn-e-Wiladat Mil Key Manao" Aur 2 Imran Sheikh Attari Ki Naat Add Ki Gayi Hain. Aur Buhut Hi Jald New Speeches aur Naat Khuwans Add Kiye Jayein Gey.. http://www.IslamiEducation.com Please Remember IM & IE Team in Ur Pious Prayers.. Wasalam Ma'Al Ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 18 جولائی 2007 Report Share مراسلہ: 18 جولائی 2007 , Brother buhat khushi huee parh ke, k ab hum IE ke books download kar sakte hain. . Allah aap ko is ki Jaza-e-Khair Atta Farmaaye. Aameen Wasalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔