Jump to content

Latest Deobandio ny Ala Hazrat ko Imam e Ahle Sunnat likh kar chapa. See


Aashique-Mustafa

تجویز کردہ جواب

السلام علیکم و رحمۃ اللہ تعالی و برکاتہ و مغفرہ

 

 

1ST AASHIQUE_MUSTAFA BHAI AHLAN WA SAHLAN MARHABA AT ISLAMI MEHFIL FROM ALL ISLAMI BROTHER AND ISLAMI SISTER.

 

2ND BHAI YE FATWA GHAIR MUKALIDEEN WAHABIOON KA FATWA HAI IBN E BAAZ LANAT TULLAH ALAIH KAY FATWA KI SHAMULIAT SAY ZAHIR HAI.

 

3RD DEOBANDIOON SAY POOCHA JAYE KEH JUNAID JAMSHEED KAY BARAY MAIN KYA FATWA DEEN GAAY ISS KI NAAT JO MUSIC KAY SATH HAI "MOHAMMAD SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM KA ROOZA KAREEB AARAHA HAI"

 

ULLAMA AHLESUNNAT WA JAMMAT MAIN HAQ BAAT KEHNAY KI HIMMAT TO HAI JO UN MAIN GALAT HAI USS KO GHALAT KEHTAY HAIN BAGAIR KISI KHOOF O KHATAR KAY. ALHAMDULILAH , DEOBANDIOON RAWANDIOON TUM TO ITNI BHI HIMMAT OR JURRAT NAHI.

 

 

JAZAKALLAH AZZAWAJAL

 

AAMEEEEEN

 

 

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

(salam)

(azw)(ja) Aashiqe-Mustafa Bhai And Welcome to IM (IslamiMehfil). (azw)(sa) Aap kee pahilee post hee Rad-e-Wahabiyat par. Kyaa kahine. Masha Allah , keep it up.

Aur bhai jaan ye Wahabiyoun , Najdiyon ne Aala Hadrat (ra) ko pahilee martaba Imam-e-Ahl-e-Sunnat nahin likhaa hay, Balike is se pahile bhee ka'ee martaba unihon ne Aala Hadrat (ra) ko Imam-e-Ahl-e-Sunnat kaha hay. For example: Sipah-e-Shaitan (Sipah-e-Sahaba) ne shi'on ke khilaaf aik pomphlet shay'a kyaa thaa , "Kaafir Kaafir Shia Kaafir ke naam se" us pomphlet men deogandiyon ne Aala Hadrat (ra) ke saath saath Hadrat Pir Mehar Ali Shah (ra) Aur doosire Ulama aur Masha'ikh-e-Ahl-e-Sunnat ka fatawa likhaa thaa unihon ne, us pomphlet men kissi bhee deogandi aalim ka fatwa nahin thaa kyoun ke un k kissi akabir ne shion ki takfeer nahin kee.

Aur is ke ilawa Sipah-e-Shaitan ke aik Leader Haq Nawaz Jhangwi ne apni Taqreer men ka'ee martaba ye baat kahee hay ke "Aala hadrat Molana Ahmed raza khan kyaa bola ? Bola "Kaafir Kaafir Shia Kaafir"

To Bhai ye Munafiqana chalen un ki kaafi pahile kee hain, jo ke waqt ke saath saath badalti rehti hain.

(salam)

Link to comment
Share on other sites

(salam)

(sa)

nice informative sharing, (ja)

Sayyidi Aalahazrat (ra) ki zinda karamat,najdion ki kahbees zabanon se bhi apni manqabat kehelwadi (chahay munafiqana hi sahi) in logon ne imam e ahle sunnat ko imam to mana Alhamdulillah (azw)

Allah (azw) pyaray aaqa (saw) k sadaqay mein.sayyidi ghous e azam (ra) k waseela e jaleela se,sayyidi ala hazrat (ra) k faizan seor ameere ahle sunnat damat barkatuhum ul aliya ki nigah e faiz aser se tamam musalmanon ko in dushmanan e deen se mahfooz rakhay or hamain in ki munafiqanan chalon ko samajhnay ki tofeeq ata farmaye.

aaameeeeeeeeeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen (saw)

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

JazakAllah Bhai Bohat Achi Sharing Ki Hai Ap Ney

Baray-e-Madinah Apni Post Edit Kar K Is Main Bin Baz K Name K Sath Reham-tulah Likha Hai Is Ko Remove Karain

Bcoz Humain kufar k leyae dua karney say mana kiya giya hai

JazakAllah Ho Khiran Kaseerah

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Aashiq-e-Mustafa Bhayi Welcome to IM.. (ma) Aap Ney Buhut Achi Post Ki Hai.. (ja)

Ashiq-e-Mustafa Bhayi Ka Chan Muhammad Deobandi Ko Reply IE Key Media/Misc Section Mein Mojod Hai.. Aur Insha Allah (azw) Jald Hi Aahiq-e-Mustafa Bhayi Key Mazeed Rad-e-Deobandri IE Per Upload Ho Jayein Gey..

Umeed Hai Aap IM Per Aisi Achi Informations Share Kertey Rahain Gey..

Wasalam Ma'Al Ikram

Link to comment
Share on other sites

well bhai agar kitab firqa bandi par nai ho gi to wo zaroor ala hazrat likhain ga ye baat to yaqeeni ha

or dosre ulama bhi ese hi deobandiyoon or Gair muqalidoon k ulama ko bhi usi tarha likhain ga jese un k

loog likhte hain ye to aik am sa rule ha

bhai loog ma ne to suna tha k Ahle suna wal jamat bhi naat ma zikar par fatwa lagai nga shayad idher hi genrel discussion wale topic ma

well muje to ye batain wese hi samajh ma nai atin

mere khayal se zikar theek ha lakin aik had tak hona chahiye lakin jo awazain halak se nikali jati hain ALLAH kehne wali un par muje thora shak ha

Edited by malang
Link to comment
Share on other sites

well bhai agar kitab firqa bandi par nai ho gi to wo zaroor ala hazrat likhain ga ye baat to yaqeeni ha

or dosre ulama bhi ese hi deobandiyoon or Gair muqalidoon k ulama ko bhi usi tarha likhain ga jese un k

loog likhte hain ye to aik am sa rule ha

 

 

Malnang tum ko mera mashwara tau yaad ho ga na ...................

 

malnang tumhara yeh rule theek nahin hay

 

keh jub book firqa baazi par na ho tau phir uss aalim kay Alqabaat bhi likhay jaatay hain aur sath Rehmatullah Alaih aur Raddi ALLAH anhu bhi likha jaata hay.

 

 

balkeh book firqa baazi par ho ya doosray topic par tau phir aisay likhtay hain keh Deobundi wahabion kay Hakeem ul ummat Molvi ashraf thanvi ya phir simply molvi ashraf thanvi etc.

 

 

Deobundi wahabai apni munafiqat main tumharay usool ko maantay hon gay laikin Sunni nahin

 

 

 

acha aik baat batao keh

 

aik naam nihad molvi aik firqay(Shia) kay khilaaf book likhta hay aur uss main unn kay kufriyyah aqaid likhta hay aur unn ki Takfeer bhi karta hay.

 

aur phir uss main woh aik aisay aadmi ka hawala bhi daita hay jis kay baaray main woh hur jagah kehta phirta hay keh "uss kay SHia honay kay meray pass 27 dalaail hain."

 

aur phir ussi shakhs ko jis par woh Shia honay ka ilzaam lagaata hay uss ko rehmatullah Alaih bhi likhta hay.

 

tau phir woh shakhs kaya ho ga jo aik aadmi ko kaafir bhi samajhta hay aur phir uss kay liye duaaiya kalimaat rehmatullah alaih bhi likhta hay aur uss kay alqabaat bhi likhta hay???

Link to comment
Share on other sites

well bhai agar kitab firqa bandi par nai ho gi to wo zaroor ala hazrat likhain ga ye baat to yaqeeni ha

or dosre ulama bhi ese hi deobandiyoon or Gair muqalidoon k ulama ko bhi usi tarha likhain ga jese un k

loog likhte hain ye to aik am sa rule ha

bhai loog ma ne to suna tha k Ahle suna wal jamat bhi naat ma zikar par fatwa lagai nga shayad idher hi genrel discussion wale topic ma

well muje to ye batain wese hi samajh ma nai atin

mere khayal se zikar theek ha lakin aik had tak hona chahiye lakin jo awazain halak se nikali jati hain ALLAH kehne wali un par muje thora shak ha

 

 

Janab malang Sahab Baat Ala Hazrat likhne ki nahi wo to kai Wahabi Hazraat ne likha hai Baat hai us shakhs ko jise aap Imam e Ahle Bid'at or QAbro ki mitti chaatne wala or Mushrik e Azam kehte the use aap IMAM E AHLE SUNNAT Likh kar chaapein,, Ala hazrat kehne ki baat nahi Ala hazrat to mere imam ka laqab tha hi wo aaj 100 saal baad bhi isi laqab se pehchane jaate hain halaan ke aap apne gangohi sahab or khaas tor per Haji Imdadullah ko Ala hazrat kehte hain,, magar ye mere imam o Mujaddid ki Shaan hai k aaj agar koi Deobandi bhi Ala Hazrat kahe to saamne waale k Zehen me jis ka khayal aata hai wo imam ahmed Raza ka hi aata hai,,

Raza per Saara zamana naaz karta hai

Raza k naam per Marti hai Dunyaa

KOi khush ho kar Marta hai koi Jal Jal kar marta hai,,

 

Doosri Baat ye k kya aap k Jhangwi sahab Zinda hote to kya wo KHomeini KHabees laanti dajjal ko ,, kisi pamphlet me agar us ka fatwa naqal karte to kya use wo Imamul Muslimeen wo Hujjatullahi Alal Ard kehte? ya kuch or kehte

 

 

 

Aakhri Baat ye k ham bhi apne ulama k fatwo me Beech ki Raah ikhtiyaar karte hain, halan ke har muslim ko Azadi hai k wo kis (sunni) aalim k fatwe per amal kare per me apna Zaati point of view aap ko batata hoon wo ye k ,, jin naato me lafz Allah samajh aata hai jaisy OWAIS BHAI KI AKSAR NAATO MEIN,, to me wo naatein sun leta hoon or jin naato me Allah samajh nahi aata jaisy Tahir Qadri ki or Furqan Ali Qadri ki me unhe nahi sunta,, baqi sab ka apna point of view or apni apni pasand hai,, me kisi ko Naam lekar Bura Nahi kehna Chahta,,

Link to comment
Share on other sites

Mr: Malan lakin hum to Isma'eel dahliwee ko kaafir to kahen gy hee kiyoun ke us ki kitaab "Taqwiyat-ul-Imaan" men 70 se ziyadah kufriyaat hein, Aur issi tarah Rasheed Gandgohi, Qasim nautavi, Ashra feli Thanvi, aur Khalil anbethivi aur har us shakhs ko b kaafir kahen gy jo in ko kaafir nahin samajhitaa.

Edited by SHAH SHAREER MELE WALA
Link to comment
Share on other sites

Malang.. Alhamdulilah hamarey dimagh main bethti hai.. jin ki mat maari gayi hai yani wahabyon ki.. unko kuch samajh nahi ata..

 

Janon ka naam khird rakh diya khird ka janoon

Jo chahey aap ka husn karishma saaz kerey

 

Rasheed gangohi ne Fatawa rashedia main likha key ager Allah (jallah) chahey tu jhoot bol sakta hai kyon ke Allah (azw) her chez per qadir hai..

 

Hamara aqeeda hai ke Allah (azw) bey shak her chez per qadir hai.. per ayoob us ki qudrat main dakhil nhin hain. aur jo tahat e qudrat nahi hai tu is main qudrat ka kya qasor? qasor tu us aib ka hai ke us main qudrat ke ander dakhil hone ki salahyat hi nahi hai.. maslan ager Allah (azw) ko her chez per qadir mana jaye. tu is se tu kayi aik misalain ban sakti hai. insan chori kerta hai.. ager is per qudrat phir na manain gey tu insan kiya Allah (azw) se berh jaye ga? aur qudran mantey hain tu (naoz billahu min zalik) kya Allah (jallah) chori ker sakta hai? yeh main ney sirf aik misal di.. is terha hazaron aisay gandey kam hain jo insan kerta hai.. tu kiya sub dakhil e tahat e qudrat hain?

 

acha shayed phir bhi tumhari aqal e kaseer main yeh bat na bethi hoo.. aik aur misal suno..

 

ALLAH (jallah) her cheez per qadir hai. Exact..

 

kiya Allah (jallah) dosra khuda bana sakta hai? kiya us ko tahat e qudrat kahain gey? ager tahat e qudrat manain tu kya dosrey khuda ko sajda kero gey? yeh tu shirk ho jaye ga? aur nhin kero gey tu phir woh khuda kesa? 2nd bat.. ager woh khuda hai.. tu Allah (azw) ne usay banaya hai.. aur woh banaya gaya hai tu phir woh khuda kesay hai? tu malom howa key her cheez tahat e qudrat e bari ta'ala nahi hai.. aur jo cheez nahi hai. is main qudrat ka qasoor nahi balkey qasor tu us bat ka hai jis main qudrat key tahat hone ki salahiyat hi nahi..

 

ager ab bhi imkaan kizb per tumhain samajh nahi aayi.. tu kuch videos aur audios shared hain. woh suno.. phir bhi samajh na aye.. tu itni bari aqal walon ko samjhana bandon ka kam nahi.. Allah (jallah) dil ki mohr hata dey tu shayed samajh jaoo...

 

ye samajh ajaye tu jin per kufr ka fatwa hai.. unke deger kufryat ki wazahat bhi poch lena..

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...