Jump to content

Ilam Ghaib Ke Naffi !


WaseemAkmal

تجویز کردہ جواب

IS Hadith mubarka pur wahbiyon ka jahilana aitraz dekh kur baye sakhta sher yad aa gaya kay....

uljha hai paon yar ka zulf e daraz main

lo aap apnay daam main sayad aa gaya....

kya inn aqal saye pedal nam nihad Ahle Hadith logon ko iss haidith main wazeh yeh alfaz nazar nhn aye kay...."tum bata do nhn tou woh bareek been khabrardar mujhay khabar daye ga" ... ....

abb kya yeh Allah azwajal ki kahbar farmana ilm e gahib na hota???aur Allhumdu lillah hum suniyon ka aqeeda hai kay Wahi ka nazool bhi hamray payary AQA HAZRAT MUHAMMAD SALLAH LA HO ALEH WASALAM kay ghaib ka zariya hai....tou aye aqal kay andho iss hadith main tou ilm e ghaib ki nafi nhn balkay dalel hai......kyun kay khabar bhi ilm ka ek zariya hai.....abb yeh ahle wahabiya chaye isaye khabr e ghaib kahain ya ilm e ghaib....kyun kay in jahilon ki aqal mian yeh baat parnay wali nhn hai..kay..... khabar bhi ilm ka zariya hai ...jis kay pass ilm ho woh hee khabar daye sakta hai aur jo khabar daye sakta hai zahri bat hai us kay pass ilm hota hai.....

inn aqal kay andhon ko ulta nazar atta hai....

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...