Muslim Naqshbandi مراسلہ: 14 اکتوبر 2012 Report Share مراسلہ: 14 اکتوبر 2012 (ترمیم شدہ) Al-Quran 66:4 إِن تَتُوبَا إِلَى اللَّهِ فَقَدْ صَغَتْ قُلُوبُكُمَا ۖ وَإِن تَظَاهَرَا عَلَيْهِ فَإِنَّ اللَّهَ هُوَ مَوْلَاهُ وَجِبْرِيلُ وَصَالِحُ الْمُؤْمِنِينَ ۖ وَالْمَلَائِكَةُ بَعْدَ ذَٰلِكَ ظَهِيرٌ If both of you two (women) turn to God in penitence (it would be better). Your hearts have been impaired; and if you assist one another against him, then surely his helper is God, and Gabriel and the righteous believers, and, besides them, the angels are his helpers. At-Tahrim Mujhe Is Ayat e Karima Or Un Tamam Ayaats K Bare Main Jan'na Hai Jo Waseela Or Auliyah Allah Se Madad K Jaiz Hone Ki taraf Nishan'dahi Karten Hain.. Edited 14 اکتوبر 2012 by Muslim Naqshbandi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
خاکسار مراسلہ: 14 اکتوبر 2012 Report Share مراسلہ: 14 اکتوبر 2012 And many more are remaining for this topic...... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Muslim Naqshbandi مراسلہ: 14 اکتوبر 2012 Author Report Share مراسلہ: 14 اکتوبر 2012 Khaksaar Bhai.. Agar Ho sake To Mujhe Chand Tafaseer K Refrence Se Bhi Bata Dijiye Jin Main Tawassul Or Auliya Allah Se Madad K Bare Main Bayan Ho... Kuch Is Baree Main Rehnumai Farma Den.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
خاکسار مراسلہ: 14 اکتوبر 2012 Report Share مراسلہ: 14 اکتوبر 2012 Agar koi mukhalfin ki apni kutab say bi dakhna chahay tu us kay lia bi mawad mojood hay. 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Muslim Naqshbandi مراسلہ: 15 اکتوبر 2012 Author Report Share مراسلہ: 15 اکتوبر 2012 (ترمیم شدہ) Jazak Allahu Khaira.... Khaksaar Bhai... Main Yeh article Parh Chuka Hun.. Lekin Mujhe Asal Cheez Jo Puchni Thi Wo To Hai Hi Nahi Or Is article main chand hawale bhi incomplete hain... Asal Main Meri Behs Is Bare Main Aik Deobandi Se Jari Hai.. Jab Main Ne Use Ayaat Paish Ken Apna Aqeeda Sabit Karne K Liye To Wo Kehne Laga K Yeh App Khud Natija Akhz Kar Rahe Hain Waseela Or Madad Ka.... Or Kehne Laga K Mujhe Tafaseer K Hawale Se Sabit Karo K Ulma Bhi in Aayat K Tehet Yehi Aqeeda Rakhtey They Jo App Rakhtey Ho?? Agar koi mukhalfin ki apni kutab say bi dakhna chahay tu us kay lia bi mawad mojood hay. Bhai Is Bare Main To Website Per Bohat Mawwad Hai.. Or Chand Ka To Mujhe Bhi Maloom Hai.. Jaise Haji Imdadullah Sahab, Nanotvi, Thanvi, Hussain Madni Etc... Or Yeh Bhi Bata Dijiye K inpage Se main Kaise text Copy Kar Sakta hun Facebook K Liye....?? Edited 15 اکتوبر 2012 by Muslim Naqshbandi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
خاکسار مراسلہ: 15 اکتوبر 2012 Report Share مراسلہ: 15 اکتوبر 2012 Is ka asan sa hal hay, app usay FB ki bajay email par lay kar ain our us main CC: ki field main mara email id insert kardan. In Sha Allah us ki tabiat main yah tu bahtari a jay gi yah phir wo farar ho jay ga. Yah tu topic hi itna asan hay kay is par itni search ki zarorat hi nahi hay. Is dunya kar har kam wasilay say ho raha hay. Agar wo Quran Pak ki ayat ka hi inkar kar raha hy tu phir our is kay bad kya rah jata hay? App usay apni Tafeer dain gay tu wo kahay ga kay nahi ji app kay alim ko tafseer karnay ka pata hi nahi hay. Us na kaha our app chal dia lanay, hamaray sunni bhai is muamlay main buhat bholay han. Usay Istamdad Aulia Allah Wa Anbia Kiram say masla kya hay? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Muslim Naqshbandi مراسلہ: 15 اکتوبر 2012 Author Report Share مراسلہ: 15 اکتوبر 2012 (ترمیم شدہ) Bhai Al'hamdulillah Main Us Se Ya Rasool Allah Manwa Chuka Hun.. Or Wo Man Bhi Chuka Hai Magar Wo Sirf Is Baat Par Ara Huwa Hai K Mujhe Tafseer Se Sabit Karo.. Jab K Main Ne Us Se Kaha Hai K Pehle Man Lo K Deobandi Akabreen Jahil They unhoon Ne Quran Nahi Parha Tha To Main App Ko Quran O Hadees Se Refrence Dun Ga... Edited 15 اکتوبر 2012 by Muslim Naqshbandi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
خاکسار مراسلہ: 15 اکتوبر 2012 Report Share مراسلہ: 15 اکتوبر 2012 Wo nafi ki daleel kya pash karta hay our us ka dawa kya hay? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Muslim Naqshbandi مراسلہ: 15 اکتوبر 2012 Author Report Share مراسلہ: 15 اکتوبر 2012 Nafi Main Wo Koi daleel Nahi De Raha Main Use Jo Us K Akabreen K Hawaloon Se Bata Raha Hun Qabool Kar Raha hai Wo To Ya Rasool Allah Ko Man Chuka Tha Or Tawassul Bhi.. Lekin Jab Main Ne Use Yad Dilaya K Us Ka Mokif Tha K Ghairullah Se Madad Shirk Hai..To Wo Kehne Laga Hazir O Nazir Jan Kar Pukarna Shirk Hai?? WO Baat Hazir O Nazir Ki Taraf ja Rahi Thi.... Lekin Aik Sunni Bhai Ne Wahan Qur'an Ki Aayat 66:4 Paste Kar Di... Ab Wo Zid Per Ara Huwa Hai K Mujhe Is Ayat ka Shan E Nuzool Or Tafaseer Se Sabit Karo K Ulma Bhi In Ayat Ko Tawasul Ki Or Ghairullah Se Madad Ki Daleel Main Lety Hain.. ??? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
خاکسار مراسلہ: 15 اکتوبر 2012 Report Share مراسلہ: 15 اکتوبر 2012 Wo app kay sath khal raha hay our app khilona banay ja rahay han. 1- Har daway ki daleel hoti hay. 2- Agar wo nafi karta hay tu bi pahlay daleel hi talab ki jati hay. Jasa kay Kafiron na kaha tha kay yah Quran khudsakhta kalam hay, our phir Allah Ta'ala nay farmaya kay 1 ayat hi bana lao. (Yahan say sabit hoa kay nafi karnay wala daleel pash karay.) 3- App ko scanned pages lana ki koi zarorat hi nahi hay, bhai sb hum un ka baap kay nokar nahi han jo un ko pages scan karkay dan. App effort kartay rahan gay our wo ghalat yah zaeef kah kar farar ho jain gay our topic change karlan gay. 4- Pahlay us say daleel talab ki hoi our us ka dawa bi phir wo sawal karay our app jawab datay jain. App Tafseer Noor-ul-Irfan ko dakh lan app ko mil jay ga sab kuch wahan say. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Muslim Naqshbandi مراسلہ: 16 اکتوبر 2012 Author Report Share مراسلہ: 16 اکتوبر 2012 Bhai Wo Bus Sirf Itna Keh Raha Hai..... Ruk Jao Jawwab mil Jaye Ga,,,, Is K ilawa Wo Sawal Hi Kiye Ja Raha Hai Or Ab Ghaib Hai Fb Se... Bilkul Theek Kaha Hum Kisi K Nokar Nahi Hain K Scan Pages Den... Or Zaroori Bhi Nahi Hain Scan... Or Na Hi As Such Mujhe Tafseer Ki Zaroorat Hai.. Magar Apni knowledge K Liye Jan'na Chahta Hun... K Agar Koi Wahabi Deobandi Yeh Aitraaz Kare K Quran Ki Ayaat Se Ulma Ye Matlab Nahi Letey To Hum Un K Aaitraaz Ka Jawab De Seken...!!! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
خاکسار مراسلہ: 16 اکتوبر 2012 Report Share مراسلہ: 16 اکتوبر 2012 "K Agar Koi Wahabi Deobandi Yeh Aitraaz Kare K Quran Ki Ayaat Se Ulma Ye Matlab Nahi Letey To Hum Un K Aaitraaz Ka Jawab De Seken...!!!" Bhai asi baton main ja kar apna time nahi waste karta. Is say bahtar hay kay app kuch deen ka wo ilam hasil karlan jo app kay lia nafa baksh ho. TU kya matlab latay han wo bata dan, is say us ka atraz wazah ho jay ga. JO matlab wo kah raha hay ap wo muja send kardan, main app ko us ka proper jawab day dun ga... In Sha Allah Parashan nahi hona. Kisi say agar koi bahas hona ko hay tu pahlay us sa dawa talab karan, kay us ka dawa hay kay? Nafi ki daleel talab karan. Faroi masail main bahas karnay ki zarorat hi nahi ha. Jasa kay Rafa'yadain. Akaid par baat karan, jin kay karnay yah na karnay yah inkar karnay say Iman kay janay ka khatra ho. Jasa kay Istamdad Aulia Allah Wa Anbia Kiram main yah loog buhat kuch kahtahay han...... Is main iman chala jata hay. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Muslim Naqshbandi مراسلہ: 16 اکتوبر 2012 Author Report Share مراسلہ: 16 اکتوبر 2012 "K Agar Koi Wahabi Deobandi Yeh Aitraaz Kare K Quran Ki Ayaat Se Ulma Ye Matlab Nahi Letey To Hum Un K Aaitraaz Ka Jawab De Seken...!!!" Bhai asi baton main ja kar apna time nahi waste karta. Is say bahtar hay kay app kuch deen ka wo ilam hasil karlan jo app kay lia nafa baksh ho. TU kya matlab latay han wo bata dan, is say us ka atraz wazah ho jay ga. JO matlab wo kah raha hay ap wo muja send kardan, main app ko us ka proper jawab day dun ga... In Sha Allah Parashan nahi hona. Kisi say agar koi bahas hona ko hay tu pahlay us sa dawa talab karan, kay us ka dawa hay kay? Nafi ki daleel talab karan. Faroi masail main bahas karnay ki zarorat hi nahi ha. Jasa kay Rafa'yadain. Akaid par baat karan, jin kay karnay yah na karnay yah inkar karnay say Iman kay janay ka khatra ho. Jasa kay Istamdad Aulia Allah Wa Anbia Kiram main yah loog buhat kuch kahtahay han...... Is main iman chala jata hay. Theek Hai Bhai... Wo Jo Bhi Jawwab de Ga Tab Main Post Kar Dunga.... Agar Diya Toh..???? Wa"salaaam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
AhleSunnat مراسلہ: 16 اکتوبر 2012 Report Share مراسلہ: 16 اکتوبر 2012 Asslam alaikum bahtar hai kay aap usay aur aisay sab loago ko jo ap say bahas karna chahay kahain kay .. www.islamimehfil.com... join kar lain tamam sunnio say bhe darkhwast hai kay site ki tas'sheer karain jaiasay jaha jab mumkin ho.. jazak Allah 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔