Jump to content

Plz Help... Is Hadees E Pak Ka Scan Page Cahiye...


تجویز کردہ جواب

(bis)

(salam)

mjhe bhat argent me is Hadees e Pak ka scan page chaiye kia koi bhai meri help kr skta hai..

agar scan page ni ho to complete hawala with hadees number bata de..

 

1.

Syedna Zaid bin Sabit (Radi Allahu Anhu) se marwi hai ke;

 

Rasool (Sallallahu Allaihe Wasallam) ne Yemen ki taraf deka aur ye dua farmai, Aye Allah! Inn ke dilo ko meri taraf mayal farma aurIraq ki taraf dekha aur ye dua farmai, Aye Allah! Inn ke dilo mein meri taraf mayal farma, aur Shaam ki taraf dekha aur ye dua farmai, Aye Allah! Inn ke dilo mein meri taraf mayal farma, Aye Allah! Hamaray liye sa`aa aur hamaray madd mein barkat ataa farma.

(Kanzul-ul-Aamaal, Vol. 9, Pg. 136

Muajjam-ul-Sagheer, Vol. 1, Pg. 173, al`Maktabt-ul-Islami, Beirut

Muajjam-ul-Kabeer, Vol. 5, Pg. 116, Maktabat-ul-Uloom wa`Hikm, Mousal)

 

2.

 

“Nabi (Salllallahu Allaihe Wasallam) ne Shaam ki taraf nazar ki aur ye dua ki, Aye Allah! Inn ke dilo ko apni ataa'at ki taraf mayal farma aur inn ke ird`girdd apni rehmat ghair de. Phir Yemen ki taraf nazar ki aur iss ki misl dua farmai, phir Iraq ki taraf nazar ki aur waisay hi dua farmai.

(Majmoa`-al`Zawaid, Vol. 3, Pg. 304, Darul Riyan-ul-Tiraas, Qahira, Darul Kitab al`Arabi, Beirut

al`Adb-ul-Mufarrid, Vol. 1, Pg. 169, Darul Bashair-ul-Islamiya, Beirut)

 

3.

Umm-ul-Momineen Hazrat Umm-e-Salma (Radi Allahu Anha) nay farmaya;

 

Imam Mahdi ki khidmat mein Shaam ke abdaal aur Iraq ke loog giroh`dar`giroh hazir ho kar bayt karein gay.

(Sunan Abu Duad, Vol. 4, Pg. 107, Darul`Fikr, Beirut

Sahih Ibn Hibban, Vol. 10, Pg. 59, Beirut)

(ja)

Edited by Khanjar-e-Raza
Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

@Abu Huzaifa @ AHle Sunnat ap ka bhat bhat shuriya

agar ap is hadees ka bhi de de to nawazish hogi..

 

رسول اﷲ (صلی اﷲ علیہ وسلم)نے فرمایا:۔

 

Qayyamat us waqt tak qaim nhe hogi jab tak iraq ke achay log shaam aur shaam ke buray log iraq ki taraf muntaqil na ho jaeen

Musnad ahmad vol 5, page 249

Naeem ibn hamad kitab al'fittan, vol 2, page 631

Hashiya ibn qayyum, vol 7 , page 116

 

 

Ahmad bin humble Musnad jild sadas, page 317

Sahih Ibn Hibban vol 15 page 59

Sunnan Abi dawood vol 4 page 464

 

 

(ja)

Edited by Khanjar-e-Raza
Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...

agar ap is hadees ka bhi de de to nawazish hogi..

 

رسول اﷲ (صلی اﷲ علیہ وسلم)نے فرمایا:۔

 

 

Qayyamat us waqt tak qaim nhe hogi jab tak iraq ke achay log shaam aur shaam ke buray log iraq ki taraf muntaqil na ho jaeen

Musnad ahmad vol 5, page 249

Naeem ibn hamad kitab al'fittan, vol 2, page 631

Hashiya ibn qayyum, vol 7 , page 116

 

 

Ahmad bin humble Musnad jild sadas, page 317

Sahih Ibn Hibban vol 15 page 59

Sunnan Abi dawood vol 4 page 464

ksi 1 sahih ka scan de de

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...