Margzaar مراسلہ: 13 ستمبر 2012 Report Share مراسلہ: 13 ستمبر 2012 Bahi much se aik Modoodi ka mane wala keh raha he Hazrat Ibrahim Salatu Wassalam ne jhoot bola tah, mein es ka keya jawab doo. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mughal... مراسلہ: 13 ستمبر 2012 Report Share مراسلہ: 13 ستمبر 2012 Bahi much se aik Modoodi ka mane wala keh raha he Hazrat Ibrahim Salatu Wassalam ne jhoot bola tah, mein es ka keya jawab doo. janab puri baat Detail k sath post karean اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abu.Huzaifa مراسلہ: 13 ستمبر 2012 Report Share مراسلہ: 13 ستمبر 2012 .....................mufti ahmed yar khan naeemi alihi rahma nay is ka jawab ja -al haq main dya hai jo paish karrha hoon.. 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Margzaar مراسلہ: 13 ستمبر 2012 Author Report Share مراسلہ: 13 ستمبر 2012 As Salam o Aliykum. Bahi bari deer bad Jage mere Sunni bahi, aik tu Sunni soota bhout he . Jaago bahi. Mein ne bih os ko yeh hi jawab deya tah, woh Modoodi ka ghulam aik sawal ka jawab nahi de saka, Allah App sab ko Jaza e Khair ata farmeya. Ameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam.e.Ahmed مراسلہ: 14 ستمبر 2012 Report Share مراسلہ: 14 ستمبر 2012 Bahi bari deer bad Jage mere Sunni bahi, aik tu Sunni soota bhout he . Jaago bahi. bhai yei koi jaadu ka chiraagh to nahin keh jaise hi sawaal kiya or jawaab haazir. reseach work mein time lagta hai, deen ka muaamla hai bohot si ahtiyaat bhi laazim aati hein. agar kisi bhi Dar-ul-Iftaa mein fatwa lene jaya jaiy to 3 din se 1 haftaah lag jaeyga. baraiay maharbani aaindah khayal rakkhein. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdur Rehman مراسلہ: 14 ستمبر 2012 Report Share مراسلہ: 14 ستمبر 2012 Janab Margzar sahab yaha is forum par sab apni anpi nokri ya karobar , parhai aur deegar masrofyat say waqt nikal kar aatay hain .. waqt mil jaiay phir sawal ka jawab likha jaaiy phirr bhee na har kisi kay pas internet har waqt maujood hota hai na light is leay jawabat mai waqt lagna koi anokhi baat nahee. . fareeq e mukhalif ko bhee bata dia karain kay koi aaitaraz ya sawal karain tu phir us kay jawab kay leay sabar bhe zarori hai. jazak Allah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 14 ستمبر 2012 Report Share مراسلہ: 14 ستمبر 2012 Assalamoalaikum Margzaar bhai Welcome to Islamimehfil! Bhai Jis ''tafseel'' k sath aap nay suwal likha tha shayd koi jwab hi na deta , aap ko Huzaifa bhai ka shukar guzar hona chaheay keh unhon nay jwab to diya. Btw 5 hours main Huzaifa bhai nay jwab post kia , ab 5 HOURS bhi ziada hain??? aap ka jwab to bahut jaldi post kar diya gya hay. warna jwab main haftay ya maheenay lagtay hain. ........... Behrhal ab aap nay bhi Islamimehfil join kar li hay , umeed hay next time aap bhi Islamimehfil main jwabat post kia krain ge, to naye aanay walay members ko aasani ho gi. Jazak Allah Azawajal اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔