BabaSarkar مراسلہ: 25 اگست 2012 Report Share مراسلہ: 25 اگست 2012 Surah Nahl ( Surah No.16 , Ayat No.20 aur 21 ) ki wazahat chaiye , wahabhi kehta hai ke Nabi,Shaheed,Wali sab murda hain , aur is ayat ka reference dia hai , kan-zul-imaan ki translation yeh hai... Ayat No.20 - ALLAH ki siwa jin ku pojtay hain woh kuch bhi nahe banatay aur aur woh khud banaye huay hain. Ayat No.21 - Murday Hain , Zinda nahe aur inhain khabar nahe loog kab uthaye jain gye. please wazahat dain . sukriya اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sag.e.Madina41 مراسلہ: 25 اگست 2012 Report Share مراسلہ: 25 اگست 2012 IN SURAH AL IMRAAN AYAT NUMBER 169 IMAM E AHLS SUNNAT MAULANA SHAH IMAM AHMED RAZA KHAN BARELVI REHMAT UL ALLAH FARMATEY HAIN: وَلَا تَحْسَبَنَّ الَّذِیۡنَ قُتِلُوۡا فِیۡ سَبِیۡلِ اللہِ اَمْوٰتًا ؕ بَلْ اَحْیَآءٌ عِنۡدَ رَبِّہِمْ یُرْزَقُوۡنَ ﴿۱۶۹﴾ۙ اور جو اللّٰہ کی راہ میں مارے گئے . ہرگز انہیں مردہ نہ خیال کرنا بلکہ وہ اپنے رب کے پاس زندہ .ہیں روزی پاتے ہیں IN TAFSEER ,SADDAR-UL-AFAZIL MAUALANA NAEEM UDDIN MURAAD ABADI REHMATUL ALLAH FARMATAY HAI: شان نزول: اکثر مفسرین کا قول ہے کہ یہ آیت شہداء احد کے حق میں نازل ہوئی حضرت ابن عباس رضی اللہ عنہما سے مروی ہے سیّدِعالم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا جب تمہارے بھائی احد میں شہید ہوئے اللہ تعالیٰ نے ان کی ارواح کو سبز پرندوں کے قالب عطا فرمائے وہ جنتی نہروں پر سیر کرتے پھرتے ہیں جنتی میوے کھاتے ہیں طلائی قنادیل جو زیر عرش معلّق ہیں ان میں رہتے ہیں جب انہوں نے کھانے پینے رہنے کے پاکیزہ عیش پائے تو کہا کہ ہمارے بھائیوں کو کون خبر دے کہ ہم جنت میں زندہ ہیں تاکہ وہ جنت سے بے رغبتی نہ کریں اور جنگ سے بیٹھ نہ رہیں اللہ تعالیٰ نے فرمایا میں انہیں تمہاری خبر پہنچاؤں گا۔ پس یہ آیت نازل فرمائی۔(ابوداؤد) اس سے ثابت ہوا کہ ارواح باقی ہیں جسم کے فنا کے ساتھ فنا نہیں ہوتیں۔ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
BabaSarkar مراسلہ: 25 اگست 2012 Author Report Share مراسلہ: 25 اگست 2012 IN SURAH AL IMRAAN AYAT NUMBER 169 IMAM E AHLS SUNNAT MAULANA SHAH IMAM AHMED RAZA KHAN BARELVI REHMAT UL ALLAH FARMATEY HAIN: Sukriya Bhai , Magar mein ne ju 2 ayat post ki hain eun ki wazahat kar dain plz اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sag.e.Madina41 مراسلہ: 25 اگست 2012 Report Share مراسلہ: 25 اگست 2012 Nabi apni qabroon mein zinda hain reference hadees sharif: "allah ta'ala ne mitti par haraam kar diya hai ke wo nabiyon ke jismo ko khaye allah ke saare nabi zinda hai aur rizq diye jate hai [ibne maja page no.119, jaame sagheer page no,54 vol.1, mishkat shareef pg no.112 vol.2] Nabi apni qabroon mein zinda hain reference hadees sharif: "allah ta'ala ne mitti par haraam kar diya hai ke wo nabiyon ke jismo ko khaye allah ke saare nabi zinda hai aur rizq diye jate hai [ibne maja page no.119, jaame sagheer page no,54 vol.1, mishkat shareef pg no.112 vol.2] Beshak Allah Ne Zamin Par Haraam Farmadiya Hai Ke Wo Anbiya-e-ikram Ke Badan Khaye. Allah Ke Nabi Zinda Hai Or Unko Rozi Di Jati Hain. [ Sunann Ibne Maaja, Jild 2, Page 291, No. 636 ] Rasool Allah ( Sallallahu Alaihi Wasallam ) Ne Farmaya, Anbiya-e-ikram Apni Apni Kabro Main Zinda Hai Or Namaaz Padhte Hain. [ Munsad Abi Yala, Jild 3, Page 216, Hadees 3812 ] FOR MORE QUESTION CONTACT MUFTI SAJJAD NUMBER IS 03332437095 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
BabaSarkar مراسلہ: 25 اگست 2012 Author Report Share مراسلہ: 25 اگست 2012 FOR MORE QUESTION CONTACT MUFTI SAJJAD NUMBER IS 03332437095 Buhat Sukriya Bhai , mujhe tafseer mil gae hai youtube per , yeh ayat kafaar ki banaye buton ke liye . aur wahabi khabees nabi,wali,shaheed per fit kar raha tha . kaise bad bakhat loog hain yeh wahabi jhootay اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sag.e.Madina41 مراسلہ: 25 اگست 2012 Report Share مراسلہ: 25 اگست 2012 masha allah good bless you brohter try to make people come to this website after all its a sweet madani community. jazak allah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Zulfi.Boy مراسلہ: 26 اگست 2012 Report Share مراسلہ: 26 اگست 2012 Ayat No.20 - ALLAH ki siwa jin ku pojtay hain woh kuch bhi nahe banatay aur aur woh khud banaye huay hain. agar is ayat me Allah ke siwa ko insano se talluq hota to ye lafz nahi hote woh kuch bhi nahe banatay, kyu ke hazrat essa alaihe salam ne parindo ki shakal bana kar unhe zinda kiya tha (Al quran) Ayat No.21 - Murday Hain , Zinda nahe aur inhain khabar nahe loog kab uthaye jain gye. zindo ko bhi nahi pata ke kab uthaye jaye ge, siwaye unko ke jinko Allah bata de... murda phir kisi aur ko kaha hoga, aur but(idols hai) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 28 اگست 2012 Report Share مراسلہ: 28 اگست 2012 5 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔