Irfan_Khan مراسلہ: 24 اگست 2012 Report Share مراسلہ: 24 اگست 2012 Salaam [ Bht se logo ko shaid na pata ho k Roman Urdu , Roman Arabi kia he... Yeh jo mein english alphabets se Urdu k lafz likh raha hu isey Roman Urdu kehte hein... ] Bat yeh he k kuch arsa pehle mein ne shaid irshaduliSlam forum ya facebook pe Darul iFta Ahle Sunnat ka 1 fatwa parha tha jis mein Roman Arabi Likhne se Mana Farmaya gaya tha... examples [ Jazak Allah, Masha Allah e.t.c.... ] Ap me se agar koi woh Fatwa post kar de to Shukar guzar rahu ga. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 28 ستمبر 2012 Report Share مراسلہ: 28 ستمبر 2012 WaAlaikumussalam Quran-e-Majeed K Ba barkat alfaaz ko Roman urdu (Transliteration) ki soorat main likhna manna hay. Hattakeh Arabi Rasm-Ul-Khat bhi Mshaf-e-Usmani K Mutabiq hona zroori hay. Tafseel k leay dekheay : http://www.islamimeh...khna-manna-hay/ Mutlaqan Arabi zban ko Roman urdu main likhnay say manna karnay ka fatwa meri nazar say naheen guzra. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔