Jump to content

Office mai Deobandi Parichan kartay hain tu kia karain

Sag.e.Madina41

تجویز کردہ جواب

salam

mere office mei aksar deobandi aur secular munafiq bharey parey hain na mujhy dars e faizan e sunnat kernay detey hain aur na mere dala'il sun ker chup hotay hain ,waja yeh hai mein akela hoon aur woh sab tadad mein bhi ziada hain...kuch supervisor hain tu kuch mere boss,mein un sub ke under reh ker kaam kerta hoon, mujhy sab nay kaha hai ke bad bazhabo se dur raha jaye,,magar meri majburi yeh hai ke mein un sab ke under kaam kerta hoon aur kabhi kabhi training ke liye sath safar bhi kerna parta hai aur aik he room mein 2 ya 3 din musafir ki tarah rehna perta hai, woh salay mujhy namaz ke liye apni masajid ki taraf dawat detey hain magar mein nahe jata un ke sath phir behas kertay hain ..plz koi hal hai ap ke pass jazak allah

Edited by Sag.e.Madina41
Link to comment
Share on other sites

Salaam

me bhi office me jata tha IT SOFTWARE COMPANY

waha badmazhab apni [fazail e amal] se dars deta tha.

company ka owner bhi deoband he. or Namaz k waqt

me bhi bach kar bhag jata tha Sunnio ki Masjid mein

woh sab deoband ki Masjid me Namaz prhte they.......

**** Bat yeh he k Pyare bhai ho ske to ap kahi or jaga

apply kar lein ya ap Sabar kijeiy or in se behas na kijiey.

Agar yeh kuch kahein to ap kahiey k Ulma-e-Ahle_Sunnat

se Rabta kar lein... mjhe itna nhi pata woh ap ko samjha dein ge

Bas........ yeh log hein shetan ki trha Ulma-e-Haq se bhagte hein

k kahi woh hmein Haq na bata dein.... yehi kafi he or SABAR......!

Link to comment
Share on other sites

Bhai Dua hi kar sakte hen ke Allah apko istaqamat de,ap to kher kisi na kisi tara un se behs kar ke or dalail samne rakh ke koch na koch kar lete he or shaed kabhi un me koi Apki bat se hidayat bhi pa le,lakin me yahan per Jahan Wahabiat ne panche gar rakhe hen or intehai Jahalat or rozana meri un se behs hoti balke kabhi kabhi to muje jan se bhi mardene ki dhamki di jati he,Allah hi per bharosa he bas.

Link to comment
Share on other sites

KYUN KE IN KA SHAR AISA HAI KE AIK DAFA OFFICE MEI AIK DEOBAND KA INTEQAAL HOGYA TU JINAAB DEOBAND MASJID SAHAB KE IMAM IMAMAT KARNAY AYE ,MAGAR MEIN NAY US KE PECHAY NAMAZ NAHE PERHI,

BAAD MEI ULMA AUR MUFTEIYAAN SAY JAB IS MASLAY KA PUCHA TU UN HO NAY MUJHY KUCH YUN IRSHAD FARMAYA

'' AP KO NAMAZ MEI BAGAIR NIYYAT KE SHAMIL HO JANA CHAYEH THA KYUN KE NAMAZ E JANAZA FARZ E KAFAYA HAI AIK NAY BHE PER HLI TU NAMAZ ADA HOGYI AISI SITUATIONS PER FITNA KHARA HO SKATA HAI AUR AWAAM KI BHARI AKSARIYAT KO AP JAWAB NAHE DE SAKTEY IS LIYE AP SHAMIL HOJATEY NAMAZ MEI MAGAR NIYAAT NA KERTAY''

Link to comment
Share on other sites

BOHAT HI ACHI BAT AP NE BATA DI,MERI YE MAJBOORI HE KE MUJE YE NAHI MALOOM KE KON SUNI AQEEDA RAKHTA HE OR KON WAHABIAT PER HE LAKIN AKSAR LOG YAHAN PER WAHABIAT PER HE,OR TASUF KO TO KOI NEI CHEEZ SAMAJHTE HEN ,LAKIN ME MUSTAQIL INSE BEHS ME ULAJHTA RAHTA HON YAHAN PER ME ISLAMI MEHFIL FORM KA BEHAD MAMNOON HON KE JISKI WAJA SE MUJE KAFEE BATEN MALOOM HOWI BALKE MERE LYE TO YE EK DARS GAH KITARA HE IS FORM KE AKABAR SE MENE SHAREE ILM BHI HASIL KYA OR MUNAZIRA KARNE KA SAHIH TAREEQA BHI,YE FORM CHALTA RAHNA CHAHEYE MUJE JAB BHI KISI MOUAD KI ZARORAT PESH ATI HE ME YAHAN ZAROOR TALASH KARTA HON,SIRF EK CHEEZ KI KAMI HE OR WOH UNI CODE JESE DEOBANDI KE FORM ME HE KE AP ASANI SE URDU LIKH SATE HEN JO YAHAN NAHI HE OR MUSILSIL IS BAT KI DEMAND KI GAI LAKIN KOI TAWAJU NI DI GAI,BAKI ALLAH IN SAB KO JAZZE KHER DE.AMEEN.

Link to comment
Share on other sites

Maynay yay daykha hay kay yay bad mazhab sirf un logon kay peechay parhtay hain jin ko maloomat kam hoti hayn. Baz to aisay hotay hain kay aap par awazen kastay hain. Aap eid milad manaen to peet pichay apnay bugz ko zahir kartay hain. Lakin Alhamdullilah jab aap in ko mudlal jawab dayn gay to yay dum daba kar bhag jatay hain. Mayray sath bhi aisa hota tha mayn bahot parayshan rahta tha. Magar phir maynay apni maloomat ko barhaya jis main Islamimehfil.com, islamieducation.com ka bahot hath hay. Allah in logon ko ajar day.

Ab yay haal hay kay mayn log dhonta hoon. Balkay is say pahlay kay yay mujhay tang karain main in par sawal phaynk dayta hoon. Kia karoon majboori hay warna yay baaz nahi aatay hain.

Kae dafa manazray tak baat pohonch jati hay, but i know yay mahaz ham say tafreeh kar rahay hotay hain. Jab ham inhain inhi ki kitab say hawala daytay hayn aur kahtay hay in par fatwa lagao to in ki bolti band ho jati hay aur yay ghaib ho jatay hain.

Aap bhi agar yay kar saktay hain to itni maloomat bharaen kay in ko khamosh rakhayn.

Like up to mujhay 5-10 points har maslay kay aisay zahan mayn rahtay hain kay jab koi badmazhab bishara bhi karta hay to usay moon ki khani parti hay. Mujhay baz aukat afsoos bhi hota hay, laykin kia karain yay log warna aap ka jeena mushkil karday gayn. Bas aap in ko in ki kitabon say hawalay do, tab hi yay khamosh hon gay. ..

Link to comment
Share on other sites

MASHALLAH

AGAR SUNNI DEFENDER SE GUZARISH HAI KE WOH AGAR DEOBANDIO PAR 5-10 POINTS AISE DE JIN KO AP USE KER KE IN KO CHUP KERA DETEY HAIN TU IN KO AJR E AZEEM MILEY GA AUR ISLAMI BHAI BHI DUA\' DENGAY..ISLAH KA SAMAAN HOJAYE GA

1- Sab say pahlay jab yay bahas karayn to inhain majboor karo kay yay apnay points likhayn. Wo yaheen say bhagna shoro ho jae ga kion kay yay sirf moon kay fire karnay mayn mahir hayn. Agar razi ho jae to phir ilmi bahas ka agaz karo.

2- Agar banda parha likha hay to us ka email lay lo aur Ahle-sunnat ki website say un ko jawab do, magar Quran aur Sunnah say jawab day kar apna wakt zaya na karo. Yay khabees log apnay Molvion kay hawalay daykh kar hi khamosh hotay hain.

3- Jis topic par guftago karo pahlay un kay molvi ka hawala shoro main hi day do aur kaho kay agar tu nahi manta to apnay molvi say isi molvi par fatwa lagaday, bas yay takrar kartay raho. Kartay raho. Jab bhi milay us ko bolo kay yar tumnay apnay molvi say apnay is molvi ki kitab par fatwa lagaya kay nahi.

4- Wo dosray topic par chalangay maray ga, but aap ko inhain chalayngay marna nahi dayni, warna aap ki jaan nahi chuthay gi, aap kaho kay isi topic ko pahlay complete karo agar tumhara molvi yahan ghalat hay to tum isi par fatwa lagao, warna phir ham say yay bahis hi chore do. Wo akalmand hoa to bahas karna chore day ga. Aur dobara tang nahi karay ga.

5- Yay makhlook 12- rabi ul Awwal say kuch pahlay sir garam hoti hay. To bahtar hay kay aap aisay logon ka cell No. rakh layn jin aap ko pata ho kay wo aap ko 12 rabi ul awwal kay din tang karayn gay. Aap us say pahlay hi in kay aqaid un ko dikha dayn. Is kay liay yay forum aur islamieducation.com, ja-alhaq website say madad layn.

6- Agar koi 12 RAbi ul Awwal ko aap ko chayrta hay to aap bhi phir majbooran in ko RAEWAND kay ijtima (Ya Wahabion kay kisi bhi ijtima like Jamat Ul Muslimeen ka ijtima) say pahlay chayrayn, aur in ki Darulifta ki website main jo Biddat ka fatwa hay wo dikha kar in say pochayn kay tumhara is ijtima mayn jana Biddat kay zumray main kion nahi aata? ... Daykh layna wo aap ko tang karna chore day ga.

7- Summary yahi hay kay jitna jaldi aap in ko in ka aaena dikha do gay in ki hi kitabon say yay jan chore dayn gay. Quran aur hadees say in ko hawalay nahi chahiay hotay is liay Ahle-sunnat ki kitabain jahilon ko dikha kar apna keemti wakt zaya na karayn. Baki yay kay in say darayn nahi balkay in kay peechay khud bhagayn.

8- Jo aap ko tang nahi karta aap bhi hargiz us ko na chayrayn.

MashAllah - Literally hilarious response...

Bhai ap nay tou inthai ahmaqana jawab diya hai aur ap k is jawab say mujhe so-called bad mazhab ka wo wala shaer yad agiya, jo kisee site pay kuch arsay qabl dekha tha ;

-- Bhains Ke Agay been nahin bajanay ka

-- Bandar se Adrak ka swad nahin poochnay ka

-- Gadhay se zafran ka bhao nahin maloom karnay ka

-- Brailvi se ilm aur daleel ki baat nahin karnay ka

Is tarah to apki yaqani har aur unki yakeeni jeet hoti hogi, agar unka koi aitraz hai to ikhlaqi taqaza yeh hai k un aitrazat ka koi logical jawab dena chahiye na k ulta sawal shooro kar den.

Link to comment
Share on other sites

Sag.e.Madina Bhai,

Main bhe isee phase say guzr chuka hon jis say ap guzr rahay ho, aur may nay bhe apni surrounding may boath say aisay he masael ka samna kia lakin kabhe chup nahi raha, hameesha jawab deta tha aur unsay us aitraz ki daleel mangta tha jo wo kia kartay thay..

Aur jab mujhe kisee bat ka jawab nahi aata tha to Ulma-e-Haq say us aitraz ka jawab mangta tha, aur mu toor jawab raseed karta tha.

Chup nahi raha karoo, daleel k sath wazay jawab diya karoo, aur Allah say apni aur unki Hadayat ki dua kia karoo..

Link to comment
Share on other sites

Kuch arsa may nay boath behas ki aur bat ki daleel apnay Balervi Ulma say puch kar deta raha.

Aur bilakhir aik challange mila, k "Ya main Deobandi ya tum Balervi" - jis may reference books say dena tha, mere pass "Zalzala" by Allama Arshad ul Qadri sahab thee aur us k pass "Zalzala Dar Zalzala" by SHEIKH NAJAMUDDIN AHYAI thee...

Jab bat shooro hue to thoori he der may sach aur jhoot ka faisla hogiya, aur mujhe inthai sharmindgi hue, jantay ho kyun ?

Kyun k jo jo references "Zalzala" may diye thay us nay un sab k jawab may dusray he din asal kitaben den aur bat saf saf zahir ho gye k humaray Allama Arshad ul Qadri sahab nay nehiyat he khiyanat ka muzahira kartay huay jhooti ibaraten nakq ki theen ya phir bech bech may say kuch alfaz hadaf kar diye thay jis say sahi ibarat bhe kufriya lag rahi thee.

Main nay aik nahi 6 ya 7 references check kiyey aur sab may he mujhe muu ki khani parii.

Main apko yeh nahi keh raha k Deobandi ho jao, lakin sirf itna zaroor kahoon ga k please asal kitabon ka mutalla zaroor karlo..

- Agar Bidd'at ki biqa chahte ho to zamnay ko ilm Hasil Karnay say rookna hoga.

- Kyun kay ilm Shahoor deta hai, aur Shahoor Tehqeeq karnay k raston ko ujagar karta hai.

- Aur Tehqeeq karnay walay HAQQ ko talash kar hi lete hain -

zalzalaa k ghalat hawalon k liye aik alag thread bana do taake baat saaf ho jaey.

deo k bandon ne apni bohot si kitaabon mein tehreefat ki hein kyun k woh log un baaton k jawab nahin de paa rahe thay, isi liye apni bachaane ko yeh kaam kiya. Fazail-e-Aamal k 2 editions dekhe aik mein se Fazail-e-Durood Sharif ka chapter hi ghayeb ker diya gaya kyun keh Allah k Piyare Habib (Sall-Allaho Alaihe Wasallam) se in k dilon mein bughz jo hai.

ilm haasil kerne se rokte hein yeh deo k banday

isi liye to Salaam pesh-e-Nabi (Sall-Allaho Alaihe Wasallam) nahin kerte yeh deo k banday

yun Allah k hukm ko pas-e-pusht daalte hein yeh deo k banday

Link to comment
Share on other sites

Mere Mohtram bhai,

Main nay "Zalzala" aur "Zalzala Dar Zalzala" k har har reference ko original books say check kar chuka hon aur different editions main bhe check kia mehz yeh dekhnay k liye k kahan kahan changes ki hain, aur main thread bana kar aik naiy behas ka aaghaz nahi karna chahta, jis ka jawab bhe one sided ho.

Fazail-e-Aamal k aitraz ki tehqeeq say jo bat mere samnay aiy wo yeh thee k fazail-e-darood shareef may kuch Aahadees aisee hain ( jo bilashuba bilqul authentic hain) jin ka matlab, humari seedhi sadhi aawam galat matlab ki surat may lay rahee thee, lakin apki ittlah k liye arz kar don k abhe bhe market may dono editions available hain aur baasani mil jatay hain.

May nay ilm wali bat jo ki hai, uski wazay daleel yeh hai k ajj bhe jis jagah aawam ki zada taddad illiterate hai wahan zada rujhan barelviat ka hai (Inthai mauz'rat k sath). Lakin agar ap thoora sa tajziya karen to roz-e-roshan ki tarah yeh bat samnay ajye ge k jis jagah kam parhay likhay logon ki taddad zada hain waheen zada tar barelviat ka rujhan hai aur masajid bhee waheen zada hain, jese karachi may ap Lalu Khait, Orangi town, Korangi ya isee tarah k dusray areas dekh len (i also reside in one of those places) to ap haqeeqat ko nahi jhutla saktay k hum ilm hasil karlen to sahi aur galat ki pechan bhe kar sakte hain.

Aik aur tajziya , jo apko yakeenan pata he hoga k Jahil say jab ap koi bat karoo gay to wo kabhe tehqeeq nahi karta - Bas aj yeh he ho raha hai humare aawam k sath, k wo aankhen band kar k yakeen kar rahi hai....

- Agar Bidd'at ki biqa chahte ho to zamnay ko ilm Hasil Karnay say rookna hoga.

- Kyun kay ilm Shahoor deta hai, aur Shahoor Tehqeeq karnay k raston ko ujagar karta hai.

- Aur Tehqeeq karnay walay HAQQ ko talash kar hi lete hain -

Edited by HAQQ
Link to comment
Share on other sites

جناب حق صاحب

زلزلہ کے جواب میں دیوبندیوں نےجتنی کتابیں لکھیں اس میں کھیں کسی غلط حوالے کا وہ الزام بھی نہ لگا پائے بلکہ ٹوٹاپھوٹا رد کرنے کی اپنی کوششوں سے انھوں نے دیوبندیوں کی کتابوں میں ان عبارات کا ہونا اور حوالے کی صحت تسلیم کر لی ہے۔

حال تو یہ ہوا کہ دیوبندی عالم تجلی دیوبند کے مدیر عامر عثمانی صاحب 1986 میں یہ تک کہنے پر مجبور ہو گئے کہ زلزلہ میں جن دیوبندی کتابون کا حوالہ دیا گیا ہے ان سے جان چھڑانے کا ہیی طریقہ ہے کہ ان سب کتابوں کو چوراہے پر رکھ کر آگ لگادی جائے۔

منافقوں کے پاس جب جواب نہیں ہوتا تو وہ اپنی باطنی خباثت سے مجبور ہو کر بجائے توبہ کر کے حق کو قبول کرنے کے کتابوں میں کتر چھانٹ کرنے لگتے ہیں آپ کو جو کتابیں آپ کے دیونبدی دوستوں نے دکھائیں وہ اسی کتر چھانٹ کے بعد دوبارہ چھپوائی گئیں ہیں ذرا انھی دیوبندی خآئنوں سے 1986 سے پرانے ایڈیشنوں کا مطالبہ کریں اور پھر ان کے تماشے کا نیا رنگ دیکھیں پھر بتائے گا کون جھوٹا خائن ہے اور کون حق گو اور امانت دار۔

Edited by AhleSunnat
Link to comment
Share on other sites

That's why i always argue that;

- Agar Bidd'at ki biqa chahte ho to zamnay ko ilm Hasil Karnay say rookna hoga.

- Kyun kay ilm Shahoor deta hai, aur Shahoor Tehqeeq karnay k raston ko ujagar karta hai.

- Aur Tehqeeq karnay walay HAQQ ko talash kar hi lete hain -

Ap nay shahyd yeh nay dekha k may nay yeh bhe likha tha k "may nay saray editions dekhe hain".

Aur agar ap ab bhe aankhen band kar k yakeen kartay hain apni kitabon pay jin may say aksar dajl aur faraib ka nateeja hain to ap hi mujhe 1986 say puranay so-called editions email karden, jawab may , main ap ko barelvion ki un books k scan pages send kar deta hon jin may waqai qatrbooniat hue hai, with old and new editions and apparent changes thereof.

Edited by HAQQ
Link to comment
Share on other sites

Ap nay shahyd yeh nay dekha k may nay yeh bhe likha tha k "may nay saray editions dekhe hain".

آپ کی خامہ خیالی ہے کہ آپ نےاصل ایڈیشن دیکھے ہیں یا پھرکیا آپ کی آنکھوں پر ایسی پٹی بندھی ہے کہ آپ کو صرف مطلب کی چیز نظر آتی ہے کیا تجلی دیوبند کے مدیر کا یہ اعتراف آپ کو نظر نہیں آرہا جو خیانت کے آپ کے الزام کی چیخ جیخ کر نفی کر رہا ہے باقی بڑے شوق سے فورم کھلا ہے اھلسنت کی کتابوں کے اسکین لگائیں جو تحریف کتر پیونت آپ کو اھلسنت والجماعت کی کتابوں میں دکھائی دی۔

ایک زلزلہ ہی کیا دیوبندی مذہب پر لکھی جانے والی کتنی ہی کتابوں میں اھلسنت کے علما کے حوالے پوری دیوبندیت پر تلوار کی طرح لٹک رہے ہیں ذرا حوصلہ کریں فورم کھلا ہے پوسٹ بنائیں کون کون سے حوالے آپ زلزلہ و دیگر کتابوں کے غلط ثابت کر سکتے ہیں ۔۔

ذرا اس اعتراف حق کو بھی غور سے پڑھیں جو زلزلہ کے حوالوں کو ببانگ دھل سچ ثابت کر رہا ہے خود دیوبندیوں کی

زبانی...

اعتراف

ایک مراسلہ منجانب سید بدر عالم نازاں ۔ جوگبنی ۔ ضلع پورنیہ ، بنام مدیر تجلّی ِ دیوبند

” خدا کا شکر ہے کہ میں نے جب سے ہوش سنبھالا ہے راہِ حق پر گامزن ہوں اور ہمیشہ مجھے علماءحق سے محبت اور علماءسوء سے نفرت رہی ہے۔ میں اپنے اکابر کی کتابیں برابر پڑھتا رہا ہوں اور میری خواہش ہے کہ ہمارا محبوب رسالہ تجلّی یہاں گھر گھر میں داخل ہو جائے میں نے ازخود بہت سے لوگوں سے گزارش ہے کہ آپ لوگ ہمارے پاس تجلّی کی سالانہ رقم جمع کرادیں میں دفتر تجلّی کو روپیہ روانہ کر دوں گاتاکہ لوگوں کے نامتجلّی جاری ہو

جائے ابھی صرف چار آدمی تیّار ہوئے ہیں اور تجلّی کا سالانہ چندہ جمع کراگئے ہیں اور تقریباً چھ آدمی اور تیّار ہوگئے ہیں۔

مگر ایک تبلیغی جماعت کے امیر جو مولانا منّت اللہ صاحب کے مرید ہیں اور اپنے کو فاضل مدرسہ رحمانیہ مونگیر (بہار) بتلاتے ہیں۔ انہوں نے لوگوں میں یہ شور مچانا شروع کر دیا ہے کہ مولانا عامر عثمانی نے جو تجلّی کے سابق ایڈیٹر تھے ، مولانا ارشدالقادری سے دس ہزار روپیہ رشوت لے کر ان کی کتاب زلزلہ پر تعریفی تبصرہ کیا ہے اور آخیر میں یہ اعلان بھی کر دیا تھا کہ آج میں مسلک ِ دیوبند کو چھوڑتا ہوں۔کیونکہ یہ مسلک باطل ہے اور مسلک بریلوی کو قبول کرتاہوں۔ جس کو دیکھنا ہو دیکھ لو تجلّی ڈاک نمبر۔

میں نے کہا کہ مولوی صاحب آپ کو نقّاد ِاعظم مولانا عامر عثمانی کی شان میں گستاخی کرنے سے کیا فائدہ ہوگا۔ اگر لوگ تجلّی کے خریدار بن جائیں گے تو آپ کی تبلیغی جماعت کو تو کوئی نقصان نہیں پہنچے گا۔ آپ یہ کیوں کہتے پھررہے ہیں کہ چلّہ لگانا اور صرف تبلیغی جماعت کا ساتھ دینا ہی سنّت ہے۔ انہوں نے یہ بھی کہا کہ میں نے تجلّی پڑھا ہے اس میں تحریر ہے کہ ہمارے پاس جان چھڑانے کا ایک ہی راستہ ہے اور وہ یہ ہے کہ ۔ صراطِ مستقیم ، تحذیرالناس ، بہشتی زیور، جیسی کتابوں کو چوراہوں پر رکھ کر آگ لگا دی جائے میں نے کہا یہ سب کتابیں کوئی قرآن وحدیث تو ہیں نہیں۔کہ مذہبِ اسلام کی روح کو ٹھیس پہنچے گی ۔مگر مولوی صاحب ہم کو یہ کہہ کرجھوٹاکہتے ہیں کہ یہ تجلّی کا چمچہ ہے۔

ایسی ایسی باتیں سن کر یہاں لوگوں میں خلفشار پیدا ہواہے کہ جب دیوبند کے اتنے بڑے عالم نے توبہ کر کے بریلوی مسلک قبول کر لیا ہے تو وہی مسلک ٹھیک ہے اور ہمیں اس کی اتّباع کرنی چاہیئے ۔سمجھ میں نہیں آتا کہ ہم کیا کریں اور کس طرح اس خلفشار کو ختم کریں اور ان مولوی صاحب کے ساتھ ہمارا برتاﺅ کیا ہو جو تبلیغی جماعت کے امیرہیں اور عوام میں ایسی بے چینیاں پھیلا رہے ہیں۔“

(تجلّی ستمبر نومبر ۶۸۹۱ء ص ۲۵)

جواب مِن جانب مدیر تجلّی دیوبند

”ایسا معلوم ہوتا ہے کہ اب احتیاط اور ذمّہ داری نا م کی کوئی چیز دنیا میں باقی نہیں رہی ہے۔ تب ہی تو دین و مذہب سے تعلق رکھنے والے لوگوں کی زبان بھی قطعاًبے لگام ہوکر رہ گئی ہے۔ جن لوگو ں کے دلوں میں تولہ بھر بھی خوفِ آخرت اور خداترسی موجود ہوتی ہے وہ بھی زبان چلاتے وقت شاید اتنی بد احتیاطی اور غیرذمّہ داری کا مظاہرہ نہ کرسکیں جتنی بد احتیاطی اور دیدہ دلیری کا ثبوت ، تبلیغی جماعت کے اس رکن نے پیش کیا ہے جو حسن ِاتّفاق سے

مولانا منّت اللہ صاحب بہاری کے مرید بھی ہیں۔

کسی بزرگ سے مرید ہو جانے اور تبلیغی جماعت میں چلّہ کشی کا مقصد اس کے سوا اور کیا ہے کہ نفس کی اصلاح ہو ، چہروں پر عاجزی بکھرے ، دلوں میں نورانیت پیدا ہو او ر آدمی اس نفس کی غلامی سے نجات حاصل کرے جو بسااوقات انسان کو شیطان بنا دیتا ہے۔

لیکن یہ ہماری بدنصیبی ہے کہ موجودہ زمانے میں بزرگوں سے واسطہ قائم کرنے والے اور تبلیغی جماعت میں درجنوں چلّہ دینے کے بعد بھی ہمارے نفسوں کی اصلاح نہیں ہوپاتی ہم چلّہ کشی اور وظائف خوانی کے بعد بھی اتنے ہی بد احتیاط ، غیر ذمّہ دار اور آخرت سے بے پرواہ نظر آتے ہیں ۔جتنے تبلیغی جماعت کارکن بننے سے پہلے اور کسی بزرگ کاحلقہ بگوش ہونے سے پہلے تھے ۔

آخر کس کام کی وہ چلّہ کشی اور پیری مریدی جو ایک مسلمان کو محتاط اور متّقی نہ بناسکے جو مسلمان کے دل میں خداکےخوف اور فکر ِ آخرت کا جذبہ نہ پیدا کرسکے جودل کو نرمی اور خشّیت عطا نہ کر سکے۔

کیا خدا سے ڈرنے والے اور احتساب کا فکر رکھنے والے لوگ ایسے ہی ہوتے ہیں کہ جو منہ میں آیا بک دیا اور جو چاہے الزامات دوسروں پر عائد کر دیئے نہ خوف ِ خدا نہ شرمِ دنیا اور نہ پاس ِ ایمان داری۔

تبلیغی جماعت میں ایسے افلاطون کی تو کمی نہیں جو چلّہ کشی اور گشت بازی کو سنّت ِرسول قرار دیتے ہیں اور اس خوش فہمی میں مبتلا ہیں کہ ہم جو کچھ بھی کر رہے ہیں وہ سب اسوئہ رسول کے ذیل میں درج ہور ہا ہے لیکن ایسے افلاطوں سے ملنے کا شرف آج ہمیں پہلی بار ہوا ہے جو دن دھاڑے یہ دعویٰ کرتا ہو کہ فی نفسہ تبلیغی جماعت کا ساتھ دینا بھی سنّت اوراسوئہ رسول کی اتّباع کرنے کے مترادف ہے ۔

ایک نیم خواندہ مسلمان بھی اس بات سے واقف ہے کہ سنّت فعلِ رسول کو کہا جاتا ہے یعنی وہ کام جو آنحضور ﷺنے مستقل اور غیر مستقل طور پر انجام دیا ہو۔ تبلیغی جماعت سے رشتہ قائم کرنے کو سنّت قرار دینے کا مطلب اس کے سوا اور کیا ہو گا کہ کہنے والا پسِ پردہ یہ دعویٰ کر رہا ہے کہ بعینہ یہ جماعت آنحضور ﷺ کے عہدِمبارک میں بھی موجود تھی اور آنحضور ﷺ نے اس سے رشتہ و تعلق قائم کرکے اس کے سنّت ِرسول ہونے کا ثبوت فراہم کیا تھا۔

چند پیراگراف کے بعد

ہمارے دیوبند میں کتنے ہی دیوبندی ایسے ہیں جو شب ِبرا¿ت کے موقعہ پر حلوا بنانے کے قائل ہیں ۔ حیرت نا ک بات یہ ہے کہ اس قسم کے دیوبندی حضرات کسی نہ کسی دیوبندی عالم اور دیوبندی بزرگ سے وابستہ بیعت بھی ہیں اور بزرگانِ دیوبند کی مجلسوں میں آمدو رفت بھی رکھتے ہیں۔

دامن ِدیوبند میں بزرگوں کے اَن گنت مزار بکھرے ہوئے ہیں اور ان میں کئی مزاروں پر روشنی کے عنوان سے چھوٹے موٹے عرس بھی منعقد ہوتے رہتے ہیں اور ان عرسوں میں ان علماءکے صاحب زادے مٹر گشت کرتے ہوئے دکھائی دیتے ہیں جنہیں دیوبند کی ناک سمجھا جاتا ہے۔

چند سطروں کے بعد...

مولانا عامر عثمانی حق پرستی کے ناطے اس بات کے قائل تھے کہ حق، حق ہے خواہ وہ غیر وں نے اپنا رکھا ہو اور باطل ، باطل ہے خواہ، وہ اپنوں کی پیشانی کا جھومر بنا ہوا ہو۔ یہ بات ان کی سمجھ میں نہیں آتی تھی کہ اس سفیدی کو حتّی الامکان باور کرایا جائے جو دشمن کی دیواروں پر موجو د ہے اور کالک کو اپنی ایڑی چوٹی کا زور لگا کر سفیدی قرار دینے کی کوشش کی جائے جو دوستوں کی دیواروں پر بکھری ہوئی ہے۔

دنیا کا چکّر لگا لیجئے، ہر دانش مند اور عدل پسند آدمی کی رائے یہی ہو گی کہ اچھائی بہر حال اچھائی ہے خواہ ، وہ بیگانوں کی ذات کا جزو ہو اور برائی بہرحال برائی ہے خواہ وہ اپنوں کی شخصیت کا حصّہ ہو۔

آپ خود ہی سوچئے کہ جن واقعات کی تردید کرتے ہوئے ہم نے بریلویوں پر یلغار کی ہے ، ان سے مناظرے کئے ہیں ۔ ان سے دو بدو ،لڑے ہیں ۔ اسی جیسے واقعات اگر بعض بریلوی ذھن رکھنے والے دیوبندیوں نے اپنی تصانیف میں اکھٹّے کر دیئے ہوں تو کیا ان کی تردید کرنا ہمارے لئے ضروری نہیں کیا ان پر آنکھیں بند کر کے ایمان لانا ہی دیوبندی ہونے کی علامت ہے۔

مولانا عامر عثمانی کا جرم فقط یہی تو تھا کہ انہوں نے ان واقعات کو دیوار پر مارنے کی رائے دی تھی جو اپنے بزرگوں کی عظمت واضح کرنے کے لئے بیان کئے گئے ہیں اور جو اپنے اندر وہی دیومالائی رنگ رکھتے ہیں جس کی وجہ سے بریلوی مسلک کو ناقص اور گمراہ قرار دیا گیا ہے۔

زلزلہ کے مصنّف جناب ارشد القادری نے دیوبندی کتابوں سے کچھ ایسے واقعات نکال کر دکھائے تھے جنہیں ہم ہمیشہ سے مسترد کرتے آئے ہیں۔اس چیلنج کے ساتھ کے ان سے عقائد کے اندر دراڑ پیدا ہوتی ہے ۔ ان واقعات کوپڑھنے کے بعد مولاناعامر عثمانی نے ڈاک نمبر میں جو کچھ تحریر فرمایا تھا و ہ لفظ بہ لفظ یہ ہے۔

حضرت مولانا رشید احمد گنگوہی ، حضرت مولانا اشرف علی تھانوی جیسے بزرگ جب فتوے کی زبان میں بات کرتے ہیں تو ان احوال و عقائد کو برملا شرک قرار دیتے ہیں ۔جن کا تعلّق غیب کے علم اور روحانی تصرّف اور تصورِ شیخ اور استمداد بالارواح جیسے امور سے ہے لیکن جب طریقت و تصّوف کی زبان میں کلام کرتے ہیں تویہی سب چیزیں عین امرِواقعہ ، عین کمال ِولایت اور عین علامت ِبزرگی بن جاتی ہیں “ ۔

(اقتباس ماہنامہ تجلّی دیوبند۔ بابت دسمبر و نومبر ۶۷۹۱ءاز ص ۱۵ تا ۴۵)

Link to comment
Share on other sites

Kyun k jo jo references "Zalzala" may diye thay us nay un sab k jawab may dusray he din asal kitaben den aur bat saf saf zahir ho gye k humaray Allama Arshad ul Qadri sahab nay nehiyat he khiyanat ka muzahira kartay huay jhooti ibaraten nakq ki theen ya phir bech bech may say kuch alfaz hadaf kar diye thay jis say sahi ibarat bhe kufriya -

آپ کی اس بے پر کی اڑان کا جواب بھی خود مولانا ارشد القادری رحمتہ اللہ علیہ دے چکے ہیں اپنی کتاب ذیرو زبر میں ۔۔

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...