Ya Mohammadah مراسلہ: 16 اگست 2012 Report Share مراسلہ: 16 اگست 2012 Salam, jaisa ki sab members ko maloom hoga ki India mein Deobandis ne Dehli ke Imam bukhari ki khabar par ramzaan ek din pehly hi rakhna shuru kar diya tha...raat ko 11-12 baje ke aas paas masjidon me ailaan kiya or logon ko taraweeh ke liye bulana shuru kar diya tha...jabki sunniyon ne 30 din ki ginti puri kar ek din baad rozy shuru kiye...ab kya aisa possible hai ki jab unky 29 rozy pury hon or humary 28 to eid ka chand dikh jaye? Or agar dikh jaye to phir humary liye kya hukm hoga? Aisi soorat mein Sunni ginti puri karegny? Ya eid manaengy? Salam. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 17 اگست 2012 Author Report Share مراسلہ: 17 اگست 2012 MAS'ALA:- RAMDAAN KA CHAAND DIKHAYI NA DIYA SHA'BAAN KE 30 DIN POORE KARKE ROZE SHURU KAR DIYE 28 HI ROZE RAKHE THE K EID KA CHAAND HO GAYA TO AGAR SHA'BAAN KA CHAAND DEKHKAR 30 DIN KA MAHINA QARAAR DIYA THA TO 1 ROZA QAZA RAKHEIN AUR AGAR SHA'BAAN KA BHI CHAAND DIKHAYI NA DIYA THA BALKI RAJAB KI 30 TAAREKHEIN POORI KARKE SHA'BAAN KA MAHINA SHURU KIYA TO 2 ROZE QAZA KE RAKHEIN, (BAHAR E SHARIYAT, P-5) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umar Taj Attari مراسلہ: 17 اگست 2012 Report Share مراسلہ: 17 اگست 2012 http://www.youtube.com/watch?v=A7Z0qQ87JY0 http://www.youtube.com/watch?v=A7Z0qQ87JY0 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔