Jump to content

Eid Ke Chand Ka Masla (Deobandi Se Ek Roz Peechy Rozy Shuru)


Ya Mohammadah

تجویز کردہ جواب

Salam,

 

jaisa ki sab members ko maloom hoga ki India mein Deobandis ne Dehli ke Imam bukhari ki khabar par ramzaan ek din pehly hi rakhna shuru kar diya tha...raat ko 11-12 baje ke aas paas masjidon me ailaan kiya or logon ko taraweeh ke liye bulana shuru kar diya tha...jabki sunniyon ne 30 din ki ginti puri kar ek din baad rozy shuru kiye...ab kya aisa possible hai ki jab unky 29 rozy pury hon or humary 28 to eid ka chand dikh jaye?

 

Or agar dikh jaye to phir humary liye kya hukm hoga? Aisi soorat mein Sunni ginti puri karegny? Ya eid manaengy?

 

 

Salam.

Link to comment
Share on other sites

MAS'ALA:-

RAMDAAN KA CHAAND DIKHAYI NA DIYA SHA'BAAN KE 30 DIN POORE KARKE ROZE SHURU KAR DIYE 28 HI ROZE RAKHE THE K EID KA CHAAND HO GAYA TO AGAR SHA'BAAN KA CHAAND DEKHKAR 30 DIN KA MAHINA QARAAR DIYA THA TO 1 ROZA QAZA RAKHEIN AUR AGAR SHA'BAAN KA BHI CHAAND DIKHAYI NA DIYA THA BALKI RAJAB KI 30 TAAREKHEIN POORI KARKE SHA'BAAN KA MAHINA SHURU KIYA TO 2 ROZE QAZA KE RAKHEIN,

(BAHAR E SHARIYAT, P-5)

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...