Jump to content

New User Intro.


Muhammad Ameen

تجویز کردہ جواب

(wasalam) WR WB WM

post_250_1180387549.gif

welcome Dear Islami Bhai Hum Ap Ko Dil Ki Gahraiyoon Say Jee Aaya Noo Kehtay Hain

:rolleyes: :rolleyes:

Umeed Hai Ap Yahan EK Bohat Acha Ezafa Sabit Hoon Gay

Aor Apney Dostoon Ko B Is Forum Ko Join Karney Ka Madani Mashwara Dain Gay

JazakAllah Ho Khiran Kaseerah

Dua'oon Ka Talab Gar Mujram-e-Attar

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Welcome brother to islamimehfil.

umed hai ap yahan acha ezafa sabit honge. inshaAllah (jallah)

Link to comment
Share on other sites

(wasalam) warahmatullahi wa barakatuhoo

(ma)

muhammad ameen qureshi attari aap ki bhi yahan aamad ho gai ham aap ko islami mehfil me aamad per khush aamdeed kehte hen.

chlen is bahane aap se kuch na kuch rabitah hi rahega INSHAA,ALLAH (azw)

wassalamo alaikum warahmatullah

Link to comment
Share on other sites

Jazaakallaah Khala b...for inviting me to such a nice and informative forum.... :)

 

(salam)

aameen ,

ameen!we are looking fwd for ur participation here

plz join us soon!

(ja)

Allah (azw) pyaray aaqa (saw) k sadaqay mein ham sab ko yahan ikhlas k sath kaam kernay ki madani sa'adat ata farmaye

aameeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen (saw)

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

(salam)

we are looking fwd for ur participation here

plz join us soon!

Jee Muhammed ameen Bhai ab aap bhee jaldi se is forum par participate karne start karden. Agar is k liye aap ko koee bhee diqat ho to aap mujh samet Forum ke har Islami Bhai se pooch len.

(azw)(ja)

 

Allah (azw) pyaray aaqa (saw) k sadaqay mein ham sab ko yahan ikhlas k sath kaam kernay ki madani sa'adat ata farmaye

aameeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen (saw)

Ameen Ameen Ameen

(salam)

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Muhammed Ameen Bhai aap kaa member number buhat buhat buhat hee Mubarak hay 1112.

Shayad kissi ne gor nahin kyaa. Ab sab dekhen Aur Muhammed Ameen bhai ko mubarak baad den.

Meri taraf se bhee aap ko mubarak ho.

(salam)

Edited by SHAH SHAREER MELE WALA
Link to comment
Share on other sites

(wasalam)

(sa) madina ap ne bohat achi baat note ki

yaqeenan nisbat bari pyari hay

mubarak ho ameen!

Allah (azw) pyaray aaqa (saw) k sadaqay mein is pyari nisbat ki baharain ap ko dekhna naseeb farmaye or ap se ikhlas k sath deen e islam ki khidmat lay lay

aameeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen (saw)

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

(salam)

mohtaram bhai 1112 nisbat hay

11 ko huzoor ghous e azam (ra) se nisbat hasil hay

or 12 k adad ko pyaray pyaray aaqa (saw) ki wiladat e mubaraka ki nisbat hasil hay

Adad kion na 12 ka ho ham ko pyara

k 12 thi tareekh jab yar (saw) aye

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

Can U tell Me What Is 1112

JazakAllah Ho Khiran Kaseerah

(salam)

Mudassir Bhai lagtaa hay aap 11yeen Aur 12ween khaate hee nahin, Yaa khaate hain to Bhool jaate hain. :) Anyway it was a joke.

Sister ne aap ko batadiyaa hay k 11 Rabi-us-Ghos (Rabi-us-sani) Huzoor Ghos-e-A'azam (ra) ke Urs Mubarak ka din hay, Aur 12 Rabi-un-Noor (Rabi-ul-awal) Pyaare Aaqa , Madine wale Mustafa (saw) ke wiladat ka din hay.

Nakyoun Barhween pe hamen pyaar aaye

Ke aaye isi roz Mukhtar (saw) aaye

 

Hay kyon Barhween pe sabhi ko pyar aaya

Ke aaya isi roz Mukhtaar (saw) aaya

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Bilkul Sister mujhe bhee hairat ho rahee hay, Sunni ho kar hum apne codes aur channels se na waaqif hain. I thnik ab yahan par aisa topic bhee start karnaa chaahiye ke jahaan par is Qism ki information share ki jaaye. Dosire members ka kyaa khayal hay meri is Raye ke bare main ???

(salam)

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...