Ghulam.e.Ahmed مراسلہ: 31 اگست 2012 Author Report Share مراسلہ: 31 اگست 2012 (ترمیم شدہ) Ghulam.e.Ahmed Bhai, ap k is sawal ka jawab pehlay he diya ja chuka hai, please #17 aik dafa parh len... #17 parrh chuka hoon, isi liye yeh sawal kiya hai. aap ne kahin saabit nahin kiya keh yeh DIN MEIN TEEN TASBEEHAAT 2 MARTABA kis Sahaabi k amal se saabit hai? Edited 31 اگست 2012 by Ghulam.e.Ahmed اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Rizwi Attari مراسلہ: 1 ستمبر 2012 Report Share مراسلہ: 1 ستمبر 2012 .. 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Haqq مراسلہ: 1 ستمبر 2012 Report Share مراسلہ: 1 ستمبر 2012 Mere methay methay Madni bhaion, Apka jo asal sawal tha wo darood o salam bhejnay say mutaliq tha.. Jis ka may pehlay he jawab de chuka hon aur Mughal bhai nay usay "complementary close" bhe kar diya hai.. Ab Ghulam.e.Ahmed bhai aik dusra sawal taddat say mutalliq lay kar agye hain.... Us k liye may guzarish karta hon k aik new thread bana len ta k new readers ko dushwari na ho sawal ka jawab jan'nay k liye... Wesay ap k dusray sawal ka jawab bhe de diya hai, lakin mazeed wazahat say evidence k sath de don ga, bashart dusri thread start karen.. Jazak Allah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Hanfi-Barelvi مراسلہ: 1 ستمبر 2012 Report Share مراسلہ: 1 ستمبر 2012 HAQEEQAT roz e roshan ki terah wazah ha , deobandiyon ko aj tak mein ny tu kabi salam parhtay nae dekha , balkay salat o salam ki awaz sy jaltay howey zuror dekha chuka hn , اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mustafaye مراسلہ: 1 ستمبر 2012 Report Share مراسلہ: 1 ستمبر 2012 DIN MEIN TEEN TASBEEHAAT 2 MARTABA kis Sahaabi k amal se saabit hai? Janab Haqq sahab. Agar apkay paas DIN MAIN 3 TASBEEHAT parhnay ki koi hadees hai to meharbani kar k post kar dain wrna tasleem kr lain k ye amal BIDDAT hai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔