Jump to content

ALLAH Taala Azzo wa jal ke Naam per Angoothay Choomna


Khalil Rana

تجویز کردہ جواب

(salam)

(azw)(ja) Hadrat. (ma) Aap ne buhat hee ache tareeqe se wahabiya najiya ke a'itirazoon ka jawaab diyaa hay.

Aur aap ne jo ye Gulab wali Hadith paish ki hay, Agar hum isi hadith se Huzoor-e-Akram Noor-e-Mujasam (saw) ke faza'il bayaan karna chaahen to Najd se le kar deoband tak, Saharanpur se le kar Raivind tak saare najdi halqon men shor mach jataa hay k "Ye to za'eef hadith hay." Lakin jab GANDGOHI saahab ki chaheeti RAFIQ-E-JAANI (QASIM NANUTAVI). ki baari aayee (Jis ko bhari mehfil men charpaee par le kar lete thy :) ) to saaf saaf kahdiyaa ke "Hadith za'eef hay to kyaa huwaa, magar hay to hadith." Ye baat kissi aire gaire chchote mote molvi kee baat nahin hay balike MURABI-E-KHALA'IQ, QUTUB-E-AALAM, AALIM-E-RABANI MIYAAN HADRAT GANDGOHI kaa irshaad-e-Humaayun hay, jis ki hadith daani par poori ZURIYAT-E-DEOBANDIYAT ko naaz aurr itfaaq hay.

 

NOTE: GANDGOHI saahab Qasim nanotavi ko RAFIQ-E-JAANI kahaa karte thy :rolleyes: (TAZAKIRAT-TUR-RASHEED)

(salam)

Edited by SHAH SHAREER MELE WALA
Link to comment
Share on other sites

Imam Ghazali rehmatullah Alaih ki aik book Al-Arabeen

 

ka urdu tarjumma Tableegh e Deen kay naam say Molvi Aashiq Meerathi deobundi nay Molvi Ashraf thanvi Deobundi keh kehnay par kiyya

 

jis par Muftri Jamil Thanvi deobundi nay hashiye aur Unwanaat qaim kiye hain

 

 

Muftri Jamil Thanvi nay iss book kay page 24 par Tibrani ki aik hadees kay hawlay say likha hay keh

"Yeh mazmoon Tibrani ki riwayat ka hay. Jo zaeef hay. Magar Fazail main Motaber hay"

 

 

iss kay baad page 96-97 par aik Unwaan qaim kiyya

" Khasiyyat e Aa'mal main Zaeef Hadees par amal karna MUNASIB hay"

 

aur iss kay tehat Imam Ghazali rehmatullah alaih ka Zaeef Hadees ko Fazail e Aa'mal aur Khasiyyat e Aa'mal main motabar aur munasib honay ka fatwa naqal kiyya.

 

iss tarah iss fatway ki tasdeeq

Molvi Ashraf thanvi deobundi,

Muftri Jamil thanvi debundi

aur

Molvi Ashiq Meerathi Deobundi nay bhi kar dee.

Aur Maslak e Huq AhleSunnat Wa Jamaat ko mazeed taqwiyyat puhanchai.

 

ALLAH (azw) inn ko Huq ko maan'nay ki tofeeq ata farmaye. Ameen

post-367-1184104799.gif

post-367-1184104837.gif

post-367-1184104910.gif

post-367-1184104963.gif

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...