SanaAli مراسلہ: 6 جولائی 2007 Report Share مراسلہ: 6 جولائی 2007 Aj humne Quranpak ki taleemat ko chor kar Shetan ki taleemat par amal karna shuru kardia hai...Nabi ki sunnat ko chor kar western culture apnaya....yehi waja hai k hum par Azaab areh hain...Tsunami aya tou Muslim countries main...India main Earth Quake bhi muslim areas main...followed by earth quake in Pakistan in month of ramzan...aur ab Sailaab...Khuda k wastay socho is baray main....ye sab kiu horah hai....Just bcz of our Aamaal....Muslim Youngster bajai is se sabaq haseel karain hum Imraan Hashmi jesa banna chahtay hain....jo Kufaar Media k zarye humain banana Chahta tha wo hum ban reh hainn....har koi Laila Majnoo k chakar main laga huwa hai..Allah pak ki Mohabbat ka kissi ko ehsaas hee nahi hai...School level se hee ye sab shuru hojata hai....PLz Muslims Wake Up.... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ubaid-e-Raza مراسلہ: 6 جولائی 2007 Report Share مراسلہ: 6 جولائی 2007 sister.. aap ne buhut achi call di hai muslims ko. waqae lamha-e-fikrya hai. Ae khasae khasan e rusul waqt e dua hai Umat pey teri aakey ajab waqt peda hai Jo deen badi shan sey nikla tha watan se Perdeis mein woh aj ghareb ul ghuraba hai Woh deen hoyi bazm e jahan jis sey firozan Us deen ki mehfil mein na bati na diya hai Jis ke deen ke hakim they kabhi qaisr-o-qisra Woh deen aaj mehman saraye fuqara hai Roshan nazer aata nahi wahan koi charaghan Bujhney ko hai aub dar koi bujhney sey bacha hai Jo kuch hai yeh sub apney hi hathon key hain kartoot Shikwa na zamane sey na qismat sey gila hai Dekhey hain yeh din apni hi ghaflat ki ba dolat Such hai key burey kam ka anjam bura hai Umat mein teri naik bhi hain bad bhi hain laikin Dildada tera aik sey ik in mein siwa hai Hum naik hain ya bad hain phir aakhir hain tumharey (YA RASOOL ALLAH ) Nisbat buhut achi hai mager haal bura hai Faryad hai ae kishti e umat ke nigheban Beda ye tabahi ke qareb aan laga hai asbab e zawal o wajohat e aafat key lye ameer e ahle sunnat (damat barkathum alya) ka yeh booklet read kejiye.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Huma Gillani مراسلہ: 7 جولائی 2007 Report Share مراسلہ: 7 جولائی 2007 sana.bilkul mai app sey 100% agree kerti hoon.pata nahi musalamaan ummat kiss taraf ja rahi hai,hum logg khud apni tabahi ka samaan ker rahey hain.sab kuch samney hai phir bhi humein dekhai nahi daita.hum kab samjhein gey??? bhai,i just just love this poem. take care اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 7 جولائی 2007 Report Share مراسلہ: 7 جولائی 2007 (ترمیم شدہ) Brother and sister. Ae Gunbaz Khazra ke makeen Waqt-e-Madad hay Ae Taaj-e-Nabuwat ke Nageen Waqt-e-Madad hay Ae Badar-e-atam Maah-e-Mubeen Waqt-e-Madad hay Ae Fateh-e-Nishan Arsh-e-Nasheen Waqt-e-Madad hay Ae Haamid Ae Ahmed-o-Mahmood-o-Muhammed Ae Baadishah-e-Deen-e-Makeen Waqt-e-Madad hay Mehboob-e-Khuda bahr-e-Khudaa la'iye tashrif Le kar Alam-e-Fateh-e-Mubeen Waqt-e-Madad hay Hay Umat marhooma teri bekas-o-lachaar Taskeen Tah-e-Qalb-e-Hazeen Waqt-e-Madad hay Narge men Shayateen ke hain Shaha tere khudam Sultan-e-Saba Shah-e-Zameen Waqt-e-Madad hay Tayar hein girne ko falak sar pe hamare Aamada hay phatine ko zameen Waqt-e-Madad hay Jeene ka sahara hay na marne ka thikana Be mot na mar jaayen kaheen Waqt-e-Madad hay Juz tere nahin koee hamen poochine wala Hay door falk tang zameen Waqt-e-Madad hay Oham paraston kee gulaami se bachale Ae Qibla-e-Arbab-e-Yaqeen Waqt-e-Madad hay Ae Haadi-e-Kul Fakhr-e-Rusul Saahib-e-Ma'iraaj Shah-e-do jahan Sarwar-e-Deen waqt-e-Madad hay Aaqa teri sarkar men haazir hain gunahgaar Ae Umat-e-Aasi ke Moin Waqt-e-Madad hay Lillah Nigah-e-karam jod-o-ata ho Ae Haq kee amanat ke Ameen Waqt-e-Madad hay Sun apne WALI Aashiq-e-shorida kee faryad Ae gunbaz-e-khazira ke makeen Waqt-e-Madad hay Edited 7 جولائی 2007 by SHAH SHAREER MELE WALA اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna مراسلہ: 7 جولائی 2007 Report Share مراسلہ: 7 جولائی 2007 JazakAllah Dear Sister Ap Ney Bilkul Sahi Kaha Aaj Yeah Modren Loog Kehtay Hain K Yeah Fasiuon Music Movies Wagharah Humarah Culture Hain Yeah 100000% False bat Hai Humarah Culture Wo Hai Jo Muhammad Bin Qasim Ka Tha Humarah Cultrue Wo Hai Jo Sahab-e-Karam Ka Tha Humarah Culture WO Hai Jo Muhammad-e-Arabi Ka Tha Aor Hai Agar Humarah Culture Wo Hai Jo Hinduoon Ka Tha Too Doo Qoomi Nazre'ah Kiyon Tha ???????????? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 11 جولائی 2007 Report Share مراسلہ: 11 جولائی 2007 Subhan Allah...... Nich sharing... keep sending.. Imtiaz اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔