Jump to content

Kya Imam-E-Kaaba Aur Imam-E-Masjid Nabwi Ki Iqtida Me Namaz Parh Sakty Hain


Sage Raza o Attar

تجویز کردہ جواب

Salam,

kya imam-e-kaaba aur imam-e-masjid nabwi ki iqtida me jamat k sath namaz parh saktay hain... kiun k hamain un gumrah ya kufr pe honay ka yaqeenan maloom nahi..

 

Wa Alaikumussalam

 

http://www.islamieducation.com/ur/%D9%85%D8%B6%D8%A7%D9%85%DB%8C%D9%86/bad-aqeedah-imam-ke-peechey-namaz.html

Link to comment
Share on other sites

bhai ap jo link diya hai is me likha hai k imam kaaba hanbali muqallid hain ..... kya abhi to current imam kaab aur imam masjid nabwi hain wo bhi hanbali hain agr hain to in k iqtida me hamari namaz hosakti hai kiun k wo muqallid hain hanafi ki namaz baqi k 3 fiqa k imamo ki iqtida karnay walay imam k peechay hosakti hain....

 

pls is ki wazahat farmadain...

 

JAZAKALLAH

Link to comment
Share on other sites

hanballi muqallid title lagany se kuch nahin hota wo mazhabi tor par wahabi hain or sunnioyn ki namaz wahabis ke peechy nahin hoti bcz unky aqeedy se aap kafir/mushrik/biddati hain or jo aapko in fatwon se nawazy usy aap apna imam kese bana sakty hain? ye to moty tor par aapky liye info. thi warna unki zalalat ki lambi dastan hain .....bottom line ye hai ki aapki namaz unki iqteda me nahin hogi...

Link to comment
Share on other sites

  • 4 weeks later...
  • 3 weeks later...

RAHA SAWAAL KE NAMAZ DEOBANDI YA WAHABI KE PICHEY HOGI YA NAHE IS KA JAWAB YEH VIDEO MEIN HAI AP KHUD FAISLA KER LE GUSTAKH E RASOOL KE PICHE NAMAZ HOGI YA NAHE...WALLAH O ALAM WA RASOOL O HO ALAM

http://www.youtube.com/watch?v=X9Dsk9mtGC8&feature=fvwrel

Edited by Usman Razawi
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...