Jump to content

Shoher kay huqooq


Umm-e-Anwaar Raza

تجویز کردہ جواب

(salam)

pyari islami behnon!is article ko tawajju se parhain or apni zindagion ko is farman e mustafa (saw) k mutabiq guzarnay ki koshish karen.

aurat_1.gif

 

 

aurat_2.gif

 

 

aurat_3.gif

Allah (azw) pyaray aaqa (saw) k sadaqay mein tamam muslman behnon ko shariat e mutahhara per amal kernay ki madani sa'adat ata farmaye

aameeeeeeeeeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen (saw)

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

(salam)

orat jab panchon namazain parhay,mah e ramazan k rozay rakhay.aur apni iffat ki muhafizat karay or shoher ki ita at kare to jannat k jis darwazay se chahay dakhil ho(Alhadeeth)

(sa) orat k liye jannat ka rasta kitna asan banadiya gaya hay Alhamdulillah (azw)

bohat pyara article share kiya ap ne sister! (ja)

Allah (azw) pyaray aaqa (saw) k sadaqay mein hamari musalman behnon ko shoher ka maqam samajh ker us k huqooq ada ker k Rab (azw) ki daimi razamandi hasil kernay ki madani sa'adat ata farmaye aameeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen (saw)

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

(ja) sister,

buhut achi sharing hai..

check this...

 

 

Ghar Ka Afsar This Audio Speech was delivered in Urdu by Haji Imran Attari.

Download this Speech in the formats mentioned below.

 

mp3.jpg MP3 Format - Clip # 1 2 3

rm.jpg RM Format - Clip # 1 2 3

Link to comment
Share on other sites

(salam)

(ja) iqra sister bohat achi post hay :)

or ubaid e raza bhai! ye bayan waqi bohat acha hay nigrane shoora ka

(ja)

(ah)

(sister jis tarah ap ne shoher k huqooq share kiye ab hona chahiye k koi beewi k huqooq bhi share karay :rolleyes: )

Edited by ATTARIA2526
Link to comment
Share on other sites

(salam)

(sister jis tarah ap ne shoher k huqooq share kiye ab hona chahiye k koi beewi k huqooq bhi share karay :rolleyes: )

(wasalam)

(sa)

sister to ye ummeed ham ap se rakhtay hain k ap jald hi beewi k huqooq share karengi ,sahi?

(ja)

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

(salam)

(ja) bohat achi post hay

Alllah (azw) tamam musalman behnon ko in farameen k mutabiq zindagi baser kernay ki tofeeq ata fatmaye aameeen

(sister jis tarah ap ne shoher k huqooq share kiye ab hona chahiye k koi beewi k huqooq bhi share karay :rolleyes: )

 

 

ager moqa mila to inshaAllah (azw) main is ki tarkeeb banaloonga

wassalamoalaikum warahmatullahi wabarakathuh

(ja)

Edited by ABU ANWAAR RAZA
Link to comment
Share on other sites

(salam)

im sorry iqra sis lagta hay ap ko bura lag gaya

ap dekh lain main pooray forum men sirf iman baji se hi is tarah baat kerti hoon kisis se bhi nahi,

baji ki to baat hi kuch or hay

iqra sis im sorry ap ko bura laga to ainda nahi mazaq karoongi theek hain?

or admin ya sm ,mod jis kisi k pas bhi option hay meri ye post delete kerdain ager ghlata lagay to

im sorry again :(

(ah)

Edited by ATTARIA2526
Link to comment
Share on other sites

(wasalam)

 

attaria sister baat yah hai kah itna acha topic chal raha hai shohar kai hakook ka aur aap nai waqi bohat acha mashwara dia kah biwi kai hakook pai bhi kuch likhna chaye magar baad main aap is ko mazak kah kar taal rahi hain kah aap tp mazak kar rahi theen mujhe kisi aur memeber ka to nahin pata magar mujhe dukh hoa aur bura laga ....aap iman baji ko pm karain aur dill khol kar un sai mazak karain iman baji sai mazak karnay sai aap ko koi nahin rok raha

Link to comment
Share on other sites

(salam)

attaria2526 or iqra sisters!

baraye madina is topic ko yaheen per khatam karen

or yahan per deen ka kaam kernay main aik doosray ki madad karen

yad rakhain hamain apna madani maqsad aik lamhay ko nahi bhoolna chahiye

khush taba'ee halki phulki ho tu us se koi farq nahi perta

mager baraye madina faltoo bay maqsad baten chor ker forum per posts karen

attaria 2526 sis mujhay yaqeen hay ap is topic per mazeed baat nahi karengi

(ja)

wassalam ma'al ikram

Main bekar baton se bach ker hamesha

karoon teri hamd o sana ya Ilahi (azw)

aameeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen (saw)

Link to comment
Share on other sites

(wasalam)

(ja) sister iqra & iman baji!

main inshaallah ainda khial rakhoongi

sorry choti hoon bhool jati hoon na ap batadia karen

iqra sis ap ne sahi kaha k topic serious hay to hamain bhi serious rehna chahiye

iman baji ap ne kaha tha k mazeed is topic per koi baat na karoon

mager main khali excuse ker rahi hoon

sorry iqra sis ager ap ka dil dukha to :(

iman baji main tu ye keh rahi thi k ap ne mujh se umeed ki thi tu intizar kertin na main ye article searchj ker rahi thi mager bhai ne kaha k wo tarkeeb banaliangay :o

ab kia karoon?

(ah)

Link to comment
Share on other sites

(salam)

attaria2526 or iqra sisters!

baraye madina is topic ko yaheen per khatam karen

or yahan per deen ka kaam kernay main aik doosray ki madad karen

yad rakhain hamain apna madani maqsad aik lamhay ko nahi bhoolna chahiye

khush taba'ee halki phulki ho tu us se koi farq nahi perta

mager baraye madina faltoo bay maqsad baten chor ker forum per posts karen

attaria 2526 sis mujhay yaqeen hay ap is topic per mazeed baat nahi karengi

(ja)

wassalam ma'al ikram

Main bekar baton se bach ker hamesha

karoon teri hamd o sana ya Ilahi (azw)

aameeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen (saw)

(wasalam)

baraye madinah iman ister aap ghaor sai parhain au daikhen kah faltoo baat kahan hoye hai

Link to comment
Share on other sites

(salam)

iqra bohat ma'zrat

actually main aik general baat ker rahi thi

mera maqsad kisi ki bhi dil azari nahi tha

ap ne tu sahi islah farmai thi sister ki

baraye madina Allah (azw) ki riza k liye mujhay muaaf farmaden

Allah (azw) pyaray aaqa (saw) k sadaqay main ap se razi ho ker jannat ul firdous mein pyaray aaqa (saw) ka paros ata farmaye

aameeeeeeeeeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen (saw)

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

(wasalam)

 

iman sister aap muafi maang kar mujhe sharminda na karain

 

main gunahgaar is kabil nahin kah mairay sai maafi maangi jaye

 

ALLAH (azw) yahi dua aap kai aur attaria sister hak main bhi kabool farmaye

 

 

Allah (azw) pyaray aaqa (saw) k sadaqay main ap se razi ho ker jannat ul firdous mein pyaray aaqa (saw) ka paros ata farmaye

aameeeeeeeeeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen (saw)

 

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...