Jump to content

Angootha Choomne Per Hadees Chahiye

Zulfi.Boy

تجویز کردہ جواب

angoothe choomne per apke paas koi aesa scan page hoga jisko ye wahabi bhi mante ho. q ke ye radd ul mukhtaar ko nai mante. aur maqasidul hasna, ye agar 1000 sadi se pehli ki hai to iska agar mil jaye to achca hai, warna 1000 sadi se pehle ke kisi ka bhi scan page ho to post karde,

jazak Allah

1000 Sadi pehlay ki kitab ka scan naheen mil sakta , kionkeh Islam ko aaye huay abhi sirf 14 sadyan guzri hain.

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

Subhan Allah, jazak Allah, App ne to line laga di dalail ki.... Allah ta'ala aap ke ilmo amal me barkat ata farmaye....

mujhe kuch aur poochh na is topic ke elawa. apka private offf hai. to me kese poocho. kuch sawaal hai jinka jawab nahi mil raha hai. yahi pooch lo

Edited by Zulfi.Boy
Link to comment
Share on other sites

1) wahabi kehte hai ke nabi alaihe salam ke jo moajze hote hai, wo jab Allah chahta hai tab wo dikhate hai, misal ke tor pe, jese Hazrat moosa Alaihe salam ko jab hukm hota tab wo apna assa phenkte to wo saanp ban jata, aur hamare aqa sallal la ho alaehe wassalam ko bar bar mushrikeen dikhane ko kehte lekin wo nahi dikhate, aur chand ke do tukre bhi Allah ne karaye.. wagera wagera.

2) ek hadees hai jis me hai ke sarkar ne farmaya ke mujhe nabuwat Adam alaihe salam ke peda hone se pehle hui lekin ye log kehte hai ke iska matlab ye nahi ke wo us waqt the, nabowat likhi gayi thi, yani taqdeer likhi gayi thi. iska bhi jawab nahi mil raha.

3) hazrat saad ki maa ka inteqaal hua to unhone pani sadqa kiya, iska baap(chapter) konsa hai, agar urdu ka hadees ka page ho to inayat farmaye

jazak Allah...

معجزہ باذن اللہ نبی کے بس میں ھوتا ھے ورنہ آپ صلی اللہ علیہ وسلم

یہ نہ فرماتے کہ میں چاھوں تو سونے کے پہاڑ میرے ساتھ چلیں۔

نبی پاک صلی اللہ علیہ وسلم نے تقدیر اور علم الٰہی کی بات نہیں کی کیونکہ

علم الٰہی میں سب انبیاء کرام معلوم تھے۔ یہ توجیہ علم الٰہی کے خلاف ھے

لہٰذا مسترد ھے۔ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ میں تخلیق میں پہلا نبی

ھوں اور بعثت میں آخری نبی ھوں۔

آپ (تخلیق میں) کی بجائے (علم الٰہی میں) فرما سکتے تھے۔

3) hazrat saad ki maa ka inteqaal hua to unhone pani sadqa kiya, iska baap(chapter) konsa hai, agar urdu ka hadees ka page ho to inayat farmaye

مشکوٰۃ ،کتاب الزکوٰۃ، باب فضل الصدقہ۔

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

معجزہ باذن اللہ نبی کے بس میں ھوتا ھے ورنہ آپ صلی اللہ علیہ وسلم

یہ نہ فرماتے کہ میں چاھوں تو سونے کے پہاڑ میرے ساتھ چلیں۔

subhan Allah, Allah apke ilm me barkat de. ye hadees mere zehan me nahi ayi, jazak Allah.. aur kuch misale ho to bata de. qurani ayat ke hawale se bhi kuch bata sake to bata de...aur apki is baat se ek aur daleel yaad agayi, hazrat suleman wali...

نبی پاک صلی اللہ علیہ وسلم نے تقدیر اور علم الٰہی کی بات نہیں کی کیونکہ

علم الٰہی میں سب انبیاء کرام معلوم تھے۔ یہ توجیہ علم الٰہی کے خلاف ھے

لہٰذا مسترد ھے۔ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ میں تخلیق میں پہلا نبی

ھوں اور بعثت میں آخری نبی ھوں۔

آپ (تخلیق میں) کی بجائے (علم الٰہی میں) فرما سکتے تھے۔

ye baat bhi apki sahi hai ke taqdeer me to sab hi ka zikr hai. jazak Allah

ye wali hadees ka refrence abhi aap ke paas ho to dede.

مشکوٰۃ ،کتاب الزکوٰۃ، باب فضل الصدقہ۔

jazak Allah, lekin abu daud me mene sadqa ka pura baab dekh lia mujhe ye hadees nahi mili.

Edited by Zulfi.Boy
Link to comment
Share on other sites

3) hazrat saad ki maa ka inteqaal hua to unhone pani sadqa kiya, iska baap(chapter) konsa hai, agar urdu ka hadees ka page ho to inayat farmaye

AlQolusSawabFeeMaslaEesaloSawab

Read Online:

http://www.nooremadinah.net/UrduBooks/UrduBooksShow.asp?BookID=2&CP=6

Dowload:

http://www.nooremadinah.net/UrduBooks/AlQolusSawabFeeMaslaEesaloSawab/Download/AlQolusSawabFeeMaslaEesaloSawab.pdf

AlQolusSawabFeeMaslaEesaloSawab_001 (Copy).jpg

AlQolusSawabFeeMaslaEesaloSawab_042 (Copy).jpg

AlQolusSawabFeeMaslaEesaloSawab_043 (Copy).jpg

Link to comment
Share on other sites

1) hum jo juloos nikalte hai wo deen me shumar kiya jaye ga ya dunya me, agar me kaho ke juloos nikalna dunyawi kaam hai lekin sarkar sallal la ho alaihe wassalam ki khushi manene ki niyat hoti hai to sawaab mil gaya..... mera jawab theek hai ya nahi....

2) jis kaam me sawaab mile wo ibadat me shumaar hoga kya? aur agar me kaho ke hoga to sawaal aa sakta hai ke tum deen ko barha rahe ho??? is ka jawab inayat farmaye, plzzzzzzz

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...

1) kya jis kaam me sawaab ho usko ibadat kaha jaye ga? jese kisi ne sawab ki niyat se masjid me phanka lagaya to isko ibadat kaha jaye ga?

2)sallal la ho alaihe wassalam ye dorood sharif kisi hadees se sabit hai? isko bhi acchi biddat kahe ge? aur bukhari ki hadeeso me ye dorood likha hota hai, to imam bukhari ne ye khud likha hoga ya composing wale ne likha hoga?

3) meri ek se behas hui thi milad ke bare me, to usne wohi wahabio wali baat kahi ke deeni kaam me biddat hoti hai dunyavi kaam me nahi, to me usko ye keh sakta ho ke, milad ya juloos nikalna ye sab dunyavi kaam hai, lekin is me jo naat, dorood, zikr e rasool jo sabit hai us me sawaab milta hai, kyu ke unka zikr to hadees me mojood hai....

q ke mene usko ek misaal di thi wohi jo 1st me likhi hai, to usne kaha ke ye phanka lagana dunyavi kaam hai lekin is me logo ka faida hai is liye sawaab milta hai.....

jazak Allah

Link to comment
Share on other sites

  • 7 months later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...