Jump to content

muslim women in west


ATTARIA2526

تجویز کردہ جواب

(salam) kaisay hain aap sab behnain mein bhi Allah pak kay karam say achi hon .bohut touchy topic chal raha hai yahan humari eid kya batain kay kya hoti hai eid yahan ki bhi pehlay tujab husband job kurtay they tu eid ki chuti hojati thi coz cousin ki apni factory thi yahan hi sab sath hotay they tu sath hi eid ki chuti hojati thi ramzan bohut acha aur khoobsurat hota tha coz 40-45 logon ki iftari plus khana bana kur daina bohut bohut acha laghta tha kay yee bhi naseeb ki baat hai kay aik sath itnay logon ko roza iftar kara diya bohut khushi hoti thi phir eid pay sab log baray cousin kay yahan jama hotay they phir shaam mein kisi dosray nay invite kya hota thaa aisay hi eid ul adha ka bhi rehta tha phir usa ki eid aur ramzan tu mashaAllah bohut hi achay kay sat&sun iftari bana kur masjid jana hota tha poray ramzan aisay hi fri sat 7 sun bizi phir eid pay humaray ghur sab log aajatay thry b-b-q hota tha phir eid ki party phir eid ul adha pay sab log qurbani kay laey jatay they aur bakray sahab ko sath lai kur aajatay they aur phir hum sab hotay they aur bakray sahab wo bhi bohut acha raha tha but ab tu eid kay din bhi :unsure: job pay they thori dair ko kay usa mein tu worker say time set kur laitay they aur yahan 2 worker pora din nahin reh sakhtay kay yee canadain log thora sa kaam kur kay thak bohut jaldi jatay hain naa :lol: tu ji yee tu thi mojuda eidain ab canada mien bohut ziyada mashaAllah say muslims hain kay yahan kur koi ghost ka packet hath mein laey nazar ata raha tha but apna pakistan apna hi hai kitni hi achi eid hoo kitna hi sab acha hoo kay hum tu bemar hai apnay pyaray pakistan kay laey tu hum ko wahan ki hur hur baat eid kay din bohut bohut yaad ati hai Allah pak ka hur hur baat pay lakhoo shukur kurtay hain but phir bhi rotay hain apnay sohnay pakistan mein eid kay laey aur kya hi baat hoo kay hoti eid apnay aqaa (saw) kay dur pay tu kya hoti wo eid bhi inshaAllah karay gain wo bhi eid kay jab hongay jama hum sab aik eid hajj kay laey zaroor inshaAllah
Link to comment
Share on other sites

  • جوابات 52
  • Created
  • Last Reply

(bis)

(saw)

(wasalam)

 

(azw)(ma) sana ap ko 2bara active dekh ker khushi hoi

rose.gifheart.gif rose.gifheart.gif

rose.gifheart.gif rose.gifheart.gif

welcome back sis

rose.gifheart.gif rose.gifheart.gif

rose.gifheart.gif rose.gifheart.gif

apna pakistan apna hi hai kitni hi achi eid hoo kitna hi sab acha hoo kay hum tu bemar hai apnay pyaray pakistan kay laey tu hum ko wahan ki hur hur baat eid kay din bohut bohut yaad ati hai

beshak

inshaAllah karay gain wo bhi eid kay jab hongay jama hum sab aik eid hajj kay laey zaroor inshaAllah

InshaAllah

(azw)

Allah

(azw) pyaray aaqa (saw) k sadqay men ham sab ko us der ki baadab hazri naseeb farmaye or waheen pyaray aaqa (saw) k qadmon men un k jalwon men meethi meethi moat ki madani sa'adat ata farmaye

aameeeeeeeeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen

(saw)

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

asslam o alikum warehamtullah

kesa hain aap sab log?

hmm idahr eid ka tou koi khass maza nahi hota jo bat pak main hoti hai wo kahin ore nahi ho sakti ore eid ul adha tou wessay bhe pak main he karnay ka maza atta hai k aap wahan qurbani kar saktay hain yahan aap qurbani tou kar saktay lekan qurbani ka ghoshat kon khaye q k idhar logon ko itna pata nahi kon ghareeb hai ore kon nahi ab sara ghoshat khud tou rakhna jaiz nahi .. dosray lihaz say yahan eid walay din bachoon ore kaam karnay walay hazrat chuti he kartay hain q k yahan non muslims jantay hain k ye in ka bohat aham tehwar hai ore wo respect kartay hain bas itna kuch wessay jin logon k rishtadar hoon wo tou yahan bhe maza kartay hain lekan aik kami si feel hoti hai tab bhe ore wo hai apnay dais ki wahan ki tou mati he ktini khusbhoo wali hai MashaAllah azzwajal Allah is mulk ko buri nazar say bahchaye

duaaon ki madni iltija

Allah azzwajal hafiz

wasalm o alikum warehamtullah

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...