Jump to content

Who is this naath khwaan?


Sohaib

تجویز کردہ جواب

Asalaamualaikum

 

please listen to this naath shareef

 

Mujhe Madineh ki doh ijaazath Nabiyeh Rahmath (salalahu alaihi wasalam) Shafiyeh Ummath (salalahu alaihi wasalam)

 

LINK:http://www.dawateislami.org/media/audio/rm/2006/clp-1187-1.rm

 

sunah hai keh Ameer-e-AHlesunnath in ko Bulbul e Madinah ka lukub diya hai.. kiya yeh sahi hai?

 

Jazak ALLAH

 

Wasalaam

 

Sohaib

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Ghalban Yeh Muhammad Arif Attari Hain.. Buhut Khoobsorat Awaz aur Personality Key Malik Hain.. (ma) ... Mager Yeh Mujhey Nhin Malom Key Bapa Jan Ney Inhein Laqab Diya Hai Key Nhin.. Beherhal DI Mein Yeh Top Per Ja Rahay Hain.. (ma)

Wasalam Ma'Al Ikram

Link to comment
Share on other sites

(sa)

 

(ja) Brother.. Share Kerney Ka Shukriya.. Bilkul Yahi Hain.. Main Ney Inko Faizan-e-Madinah Mein Dekha Aur Live Suna Tha.. Aaj Taqreban 2 Saal Baad Phir Dekha Hai.. Masha Allah (azw) Buhut Pyari Awaz Key Maalik Hain..

 

Yeh In Key Chand Mazeed Kalam..

 

Mudat Sey Merey Dil Mein Hai (with Ameer-e-Ahle Sunnat)

 

Ya Murshid Ya Murshid (ra)

 

Nazer-e-Karam Ya Murshidi (ra)

 

Madiney Janey Walo Jao Jao

 

Jidher Dekhon Madiney Ka Haram Hoo

 

Marhaba Aaj Chalein Gey

 

Tera Karam Hai Zat-e-Bari Attari Hain Attari

 

Eid-e-Milad un Nabi (saw) Hai

 

Yeh Meray Fav Naat Khuwano Mein Sey Aik Hain.. Aur Yeh Kalam Inki Voice Guess Ker Key Main Post Kiye Hain.. Ager Koi Naat Kisi Aur Naat Khuwan Ki Hoo Tu Zaror Bata Dejiye Ga.. Mazeed Bhi Hain.. Woh Bhi Insha Allah (azw) Post Keron Ga..

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...