Jump to content

How To Use Paltalk In Pakistan


Madani Munna

تجویز کردہ جواب

(salam)

1st Of All Is Ko Download Karain

Size: 1 MB

SocksCap

Is Ko Install Kar K open Karain

Yeah Ap Ko Setting CHange Karney Ka Poochay Ga

Ap Ney Is Picture K Mutabiq Change Karni Hai

IP: 86.8.109.33

Port: 1080

Ab Apply And Click On Ok

Pir New Par CLick Karain Aor Paltalk Ko Browse Kar K Program File Say Select Karain

Note: Palstart Jo Nahin

Ok Karain Aor Pir Jo Add Kiya Hai Us Ko Select Kar K

Run Par Click Karain

Ab Jab Paltalk Open Hoo Too Nw Account Banain

JazakAllah (azw)

Apney Comments Zaroor Dena

Paltalk.JPG

Link to comment
Share on other sites

(salam)

1st Of All Is Ko Download Karain

Size: 1 MB

SocksCap

Is Ko Install Kar K open Karain

Yeah Ap Ko Setting CHange Karney Ka Poochay Ga

Ap Ney Is Picture K Mutabiq Change Karni Hai

IP: 86.8.109.33

Port: 1080

Ab Apply And Click On Ok

Pir New Par CLick Karain Aor Paltalk Ko Browse Kar K Program File Say Select Karain

Note: Palstart Jo Nahin

Ok Karain Aor Pir Jo Add Kiya Hai Us Ko Select Kar K

Run Par Click Karain

Ab Jab Paltalk Open Hoo Too Nw Account Banain

JazakAllah (azw)

Apney Comments Zaroor Dein

yaar yeh kaam nahi kar raha ?Access to Paltalk chat rooms is limited to Plus and x-Treme Service Members chat rooms show ho rahe hain but jab join karo to ek page khulta hay bara sa phir as pe user name and password ata hay aur phir nechy upgrade aur cancal ka option hota hay ? yeh he problem app ki sharing say pehly bhi the ? aur SocksCap install karne k bad bhi ?

Link to comment
Share on other sites

janab yeh kaam nahi kar raha hay sockscaps install karne k bad bhi chat rooms show ho rahe hain but join nahi ho rahe join pe click karo to ek bara page khulta hay as pe user name aur password mangta hay aur nechy upgrade and cancal ka option a raha hay bass ager upgrade kardo to payment mangta hay aur cancal karo to band ho jata hay ? yeh he problem pehly the aur ab bhi hay ? its not work

Link to comment
Share on other sites

Ap Ney IP Address Wo Hi Put Ki Hai Jo Jo Main Ney Likhi Hai

Setting Main

Aor SocksCap Say Paltalk Ko RUN karwaya Hai

????

Dear Meray Pass Isi IP say Yeah Working Hai Aor Ek Aor Bhai B Is IP say Ab Paltalk Use Kar Rahay Hain

Main Ney Kal DI k room Main Nigran-e-Shura K Beyan B Suna Hai

Ap Ney Account New Banaya Hai Ya Wo Hi Purana Use Kar Rahay Hain

???

@ Those members Jo UK MAin Rehtay Hain

Plz Ap Chand Account Bana Kar yahan donateKar Dain Jin Ko Sab Use Kar Sakain

JazakAllah (azw)

Link to comment
Share on other sites

Ap Ney IP Address Wo Hi Put Ki Hai Jo Jo Main Ney Likhi Hai

Setting Main

Aor SocksCap Say Paltalk Ko RUN karwaya Hai

????

Dear Meray Pass Isi IP say Yeah Working Hai Aor Ek Aor Bhai B Is IP say Ab Paltalk Use Kar Rahay Hain

Main Ney Kal DI k room Main Nigran-e-Shura K Beyan B Suna Hai

Ap Ney Account New Banaya Hai Ya Wo Hi Purana Use Kar Rahay Hain

???

@ Those members Jo UK MAin Rehtay Hain

Plz Ap Chand Account Bana Kar yahan donateKar Dain Jin Ko Sab Use Kar Sakain

JazakAllah (azw)

 

Bhai jaan actually baat ye hay k Sockscap kaa ye "trial version" aur is men har 10 mints k ba'ad aap disconnect ho kar phir reconnected ho jaate hain, aur Dialup se is ko use karnaa naa mumkin naa sahee lakin buhat mushkil mushkil zaroor hay, aur doosiree ye baat k aik IP sirf aap aik hee martabaa use kar sakte hain. Aur jab aap doosiree martabaa aap paltalk chalaa rahen hoon to phir aap ko doosiree use karinee hogee. Is k liye aik aur Unused Ip generator Software hay. Jahaan tak meraa ilm hay ye baat theek hay (may b wrong) . Ye tip april k last men "locohacker.net" par parhee thee men ne. ab to is ko Taqreeban 3 maah ho chuke hen.

Khair jis kissi ko b is k liye mazeed information chaahiye wo direct locohacker.net par jaa kar dekhen.

 

(salam)

Edited by SHAH SHAREER MELE WALA
Link to comment
Share on other sites

I Think This IP is Dead Now

This Is Not Working Now So PLz

@ Mudasir Bhai Main B Dialup Use Karta Hoon

Aor SocksCap Freeware Hai

Main Ney Isi IP say 7 or 8 Time Say Ziyada Use Kiya Hai Paltalk

plz waitt main jald hi koshish kar k new working ips put karoon ga

Kiyon k Sirf UK ki IPs Hi work Karti Hain

main ney kai countries ki IPs try ki hain but un say kam nahin chalta

jazakAllah (azw)

Link to comment
Share on other sites

(salam)

post-430-1182157115.jpg

JazakAlah (azw)

(salam)

Yaar Mudassir Bhai, aik baat to batanaa k "ajk786" Ye id to Allama Muneer Barkaati use karte thy naa ? Kiyoun k wo is id se hamare room men aate thy, aur hamare room kaa naam thore thore arse k ba'ad chnage huwaa kartaa thaa, kabhi hottaa thaa "Indraa Gaandhi and HakeeMulUmaat", kabhi hotaa thaa "Malfoozat e HakeeMulUmaat" :lol: khair Aap k ye id pass kahaan se aayee ??? Kiyaa un kee ye id hack to nahin karlee hay ??? :rolleyes::lol: Reply zaroor karnaa.

(salam)

Edited by SHAH SHAREER MELE WALA
Link to comment
Share on other sites

Jee Nahin Main Ney Kisi Ko Hack Nahin Kiya Hai

Ek Islami Bhai Hain Site K Member hasin nam hai un ka un ko shae'd kisi ney meri fake site ka bataya jis main wo login hoey aor apna id aor pass mujay send kar diya

JazakAllah (azw)

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Mudassir Bhai ab aap ko baar baar IPs nahin likhnee paren gee, kiyoun k main yahaan par ip address generate karne walaa software (SocksChain) upload kar rahaa hoon.

Download SocksChain from here

 

sab bro/sis is software ko download karke install karen, Use karne kaa tareeqa neeche mulaahiza farmaayen.

 

Install karne k ba'ad

Start menu >> Programs >> Ufasoft Socks >> SocksChain se is program ko chalyen.

Program ko chalne k ba'ad aap Tools menu se men jaa kar "Proxy manager" par click (left) karen, jaisaa k is pic men hay.

post-832-1182228491.jpg

 

Aap k saamune "Proxy manager" aik aur window open hogaa, jis men 100 Ips aur ports likhy huye hain.

jaisaa k is pic Men hay.

post-832-1182228664.jpg

Phir aap right side men diye huye Buttons men se "Update list" button par click (left) karen, taake IPS kee list refresh ho jaaye.

Jab list refresh ho jaaye to aap un 100 IPs men se kuch (20 yaa 25) IPs ko select karen (Select karine kaa Tareeqaa ye hay k Pahilee par click karen, phir shift ko press karke aap last par click karen, saath men shift ko b press karke rakhinaa hay.). Saath men is PIC ko b dekhen, k kis tarah kuch IPs select kee huyee hen.

post-832-1182228780.jpg

 

Phir aap right side par diye gaye button men se "Test Selected" button par click (left) karen. jaisaa k is pic men hay.

post-832-1182229236.jpg

 

Jab aap "TEst selected" button par click karen ge, to kuch der k ba'ad aap k saamune un selected IPs men se kuch k saamune "Red cross" aur kuch k saamune "Yellow Light Bulb" aayegaa. "Red Cross" walee IPs aap use nahin kar sakte, "Baaqee aap "Yellow light bulb" Walee use kar sakte hain. Jaisaa is pic men show ho rahaa hay .

post-832-1182229351.jpg

ab aap wo IP aur us kaa port (Socks5) len aur aap Socks Cap men >> File menuy >> Setting men jaa kar wahaan par likhen, phir paltalk ko add karke chalaayen, Insha Allah chal jaaye gaa.

 

Duaaon men yaad, aur ye zaroor bataa'iye gaa k aap k haan chalaa k anhin, agar kissi ko mushkil ho rahee ho to wo PM (private message) kar ke yaa [email protected] par email send kar ke pooch saktaa hay

(salam)

Edited by SHAH SHAREER MELE WALA
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...