Jump to content

Ashraf Ali thanvi Aur Shahzada-e-Aalhadrat Hujat-ul-Islaam Shah Haamid Raza khaan kaa munaazira


Mudasir Yaseen

تجویز کردہ جواب

(salam)

 

Aaj kal k deobandi bare mard bante phirte hen,aur Aala Hadrat RadiAllahu Anhu ko Angrezon kaa agent aur un k fatawa'on ko jhoot aur zaati dushmani par mabni batate hen. Lakin jab un deobandiyoun se hum ye sawaal karte hen k wo fatwe jin tumhaare jin akaabireen par lagaye gaye thy, wo us waqt zindah thy, aur unihon ne us waqt aisaa kuch nahin kahaa thaa, aur naa hee un deobandi emaan farosh molviyoun ne apni "Kufriyaa Ibaraat " par koee munaaziraa wagerah kiyaa thaa.Haalnke un ko ka'ee martabaa is kee dawat b dee gaee thee, lakin wo Taareekh, din aur jagah muqarar karne k ba'ad b nahin aaye, to jawaab men deobandi aik lafz b nahin bolte. Hujat-ul-Islaam Shaah Haamid Razaa khaan (ra) ne Ashraf Thanvi k saath , us kee "kufriyaa ibaraat" par munzire k liye jagah , din wagherah tay kiyaa thaa, Lakin thanvi saahab (naa mard) us munaazire par nahin aaye thy. Us munazire k liye "Lahore" kaa tareekhi shahar chunaa gayaa thaa, aur saal thaa 1934. Jab Thanvi nahin ayaa thaa to Hujat-ul-Islam (ra) k saath Alama Iqbaal ne mulaqaat kee thee, aur deobandiyon kee kufriyaa ibaaraat parh kar us ne bolaa "IN batoon par to aasimaan ko tootiaa chaahiye, aur zameen ko phatinaa chaahiye"

 

post-832-1181917896.jpg

post-832-1181918159.jpg

 

(salam)

Edited by SHAH SHAREER MELE WALA
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...