Kashif152 مراسلہ: 17 اپریل 2012 Report Share مراسلہ: 17 اپریل 2012 Assalamoalaikum, Mujhay kuch raqam munafe ki sorat me mili meray bank account say. Kia is sari raqam ko mein ghariboon mein taqseem ker sakta hoon ya Bank ko wapis lota doon? Kia mujhay yeh silsila jari rakhna chihiye ya beghair interest ka bank account khulwaon? Shukria! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
PAKKA_BRALEVI مراسلہ: 8 مئی 2013 Report Share مراسلہ: 8 مئی 2013 Waillaikum Assalam, Na cheez ki maloomat kay mutabiq aap ko apna account type Current karwa leni chahiye ta kay aap soodi munafay say bach sakain. baqi jo raqam aap ko soodi munafay ki sorrat main mil chuki hai ussay aap kissi ko bhi bagair sawab ki neeyat say day saktay hain aur jis ko bhi dain tu ussay bata kay dain kay yeh soodi munafay ki raqam hai aur is kay wabal ka woh khud zimmaydar ho ga. Allah karim hum sab ko sood say bachaye. Ameen. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
jabeen100 مراسلہ: 21 دسمبر 2013 Report Share مراسلہ: 21 دسمبر 2013 Assalamoalaikum, Mujhay kuch raqam munafe ki sorat me mili meray bank account say. Kia is sari raqam ko mein ghariboon mein taqseem ker sakta hoon ya Bank ko wapis lota doon? Kia mujhay yeh silsila jari rakhna chihiye ya beghair interest ka bank account khulwaon? Shukria! You should to open interest free account. It is better. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 16 جنوری 2014 Report Share مراسلہ: 16 جنوری 2014 سود کے متعلق مزید معلومات اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔