Jump to content

To Become A Imam in 10 Days


Jad Dul Mukhtar

تجویز کردہ جواب

(ja) bhai.. buhut khoob.. very nice sharing.

Allama kaukab norani sahib kehtay hain. key jis terha fooj ko parade main sikhaya jata hai. left right left right. inko apne mudarason main 2 batain sikhayi jati hain. shirk bidat shirk bidat.. :rolleyes:

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...
(ja) bhai.. buhut khoob.. very nice sharing.

Allama kaukab norani sahib kehtay hain. key jis terha fooj ko parade main sikhaya jata hai. left right left right. inko apne mudarason main 2 batain sikhayi jati hain. shirk bidat shirk bidat.. :rolleyes:

hehehehehehhe wah wah lakin kaye dafa ye such bhi ban jata hain loogon ki harkatoon ki waja se

ma iss ko bhi apne webpage par lagaon ga :lol:

Link to comment
Share on other sites

zaror lagana.. wahbya ki aslyat hai is main..

kayi dafa such nahi banta.. haan moti aqal walon ko such lagta hai..

uthayo aahades ki kutub.. bukhari shareef.. yahan aik topic hai.. article section main usay perho.. Mushrik kon? key naam sey.. maray aqa (saw) ka ferman hai. ke meri umat shirk nahi ker sakti.. dekho usko.

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Ubaid-e-Raza bhai Jo bad qismat hote hain, un ko hidayat nahin miltee, jaise Wahabiyon Najdiyon ke Shaikh-e-Najad. In ko Laakh ahadith dikhao, Za'eef kah kar jaan chchuraa len ge, Lakin Allah (azw) ne jin ke muqadar men Hidayat likhi hay, wo jab in ke aqa'id jaan jaate hain, to wo un par thook kar; Ghulami-e-Mustafa (saw) ka patta apne gale men daal dete hain. Mere saath aise ka'ee Qism ke waaqi'aat paish aaye hain university men. Mera aik Buhat hee achaa friend hay "Mehran Attari" (im par us ka nick hay POLITE) wo pahile deobandi thaa, "Fazail-e-A'imal" se dars b deta thaa, aur Raivind jaane ka azm b kar liyaa thaa, Lakin us ki Qismat us waqt chamak gaee, ke university men pahile hee din us ki mere saath mulaqaat ho gaee, Aur men ne us ko samjhana start kiyaa, in bad mazhabon ke kitabon se kufriyaa ibaraat dikhayeen, Aur saath men Ameer-e-Ahl-e-Sunnat ke Rasail-e-Attari, aur bayanat-e-Attari b us ko deta raha, Aakhir us ne jab "Ameer-e-Ahl-e-Sunnat ke Operation ka imaan afroz bayan" wala risala parhaa, wo Hadrat Sahab se buhat mut'asir huwaa, aur un ne mujh se kahaa "Bhai jaldi se mujh ko Attari karwado". Alhamd-o-Lillah us ne jab un ke baatil aqa'id dekhe, aur Aik wali ki jab us par nigaah-e-Inayat huee to us ne Baatil ko thook diyaa.

Us ke ba'ad university men meri mulaqaat buhat saare najdiyon se hu'ee hay, un ke saath bahas kiye, Lakin wo kabhi ye kah kar bhaag jaate hain ke "hum aalim nahin hain, Bahas aalim hee kar sakte hain", kabhi kahite hain ke "ye kitaben tum logon ne chchapiwaee hain"

To baat karine ka maqsad ye thaa ke jin ko Allah (azw) Hidayat dena chaahy gaa, un ko kissi b tarah se mil jaaye gee, Baaqi jo azle bad qismat hain , Un par agar poori zindagi koshish kee jaaye, wo bad qismat ke bad qismat hee rahen gy.

(salam)

Edited by Sag-e-Attar
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...