Jump to content

Radd E Badmazhab Section

ExposingNifaq

تجویز کردہ جواب

Asalaam o aliykum Admin Bhaion,

Wasay tu mujhay samjh nahi ae kay ye har bar website ka look kio change kya jata hay.Shyed security increase karnay kay leay?

Ap say request hay kay Radd e Badmazhab Section ke headings ye kar dain;

1-Rad e Fitna Deobandi/Wahabi

2-Rad e Fitna Ghair Muqalid/Wahabi

is terha digar kay sath Fitna zaror lagain

Atleast is sai ye tu pata chalta hay kay Deobandi & Ghair Muqalid pakkay wahabi hain

Radd e Deoband rakhna naa munasib hay.....Ye Deoband to jhaga ka naam hay

Thanks for your understanding & keep up the great work.

Link to comment
Share on other sites

Achchi tajweez hai, aur aik thread (pinned) aisi b ho jis mein in firqon ( tafarqon ) ki mukhtalif shaakein jo doosray naamon se hain, un k baaraey mein b sub islami brothers & sisters ko zuroor bataeyn taakeh koi dhoka mein na aaey.

Jazak-Allah

Edited by Ghulam.e.Ahmed
Link to comment
Share on other sites

Asslam alaikum ;

forums /sub forums kay Naam az had koshish yehi hoti hai kay mukhtasar tareen hoon kyu kay agar naam baray ho gain tu phir buhat masla ho jata hai aik tu parhnay mai apas mai milay howay nazar aatay hain dosray post ka address lamba ho jata hai aur deegar kaee masail janam laitay hain is leay ziada lambay title karna munasibl nahe hai..

agar mukhtasar magar mudallal naam aap suggest kar saktay hain tu zaror admins ko is baray mai tajweez karain..

shukria

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...