Jump to content

Ilm E Ghaib Par Eitraz Ka Jawab


YaRasoolAllah1

تجویز کردہ جواب

meray sath deobandion kay 1 mufti tauqeer ne choti si debate ki us ne pehle kaha kay allah kay siwa koi banda b illm e ghaib nahi janta likan jab us ne meri taraf se quran o hadess kay dalael sune tu us ne kaha kay hum mante hain alah ne hazoor ko baaz illm e ghaib diya tha likan jab de diya tu phir kon sa ghaib raha q k ghaib to posheeda cheez ko kehte hain isliye hum deobandi hazoor kko illm e ghaib janane wala nahi kehte men ne us ko 2 jawab diye .

 

1: agar allah kay ata karne se woh ilm ghaib nahi rehta or tum log hazoor kay liye ilm e ghaib janane wala lafz istimal nahi karte tu phir allah kay liye kon se lafz istimal karo ge q k alah ne b tu bata diya tha allah ne bata diya tu woh cheez b tumare baqool allah kay liye ghaib na rahi ab allah kay liye kiya lafz use karo ge,

 

2: dosra main ne use ye jawab diya kay jo tum ne pehle etraz kiya tha kay ghaib ata hone kay baad ghaib nhi rehta woh tumare barhon yani madrash e deoband(india) kay barey mufti kasy nazdeek yeh eitraz hi ghalt hai.

yakeen nahi ata tu dekh lo:

383460_286841621392123_100001988610166_668422_43343602_n.jpg

 

agar kisi islami bhai ko is eitraz ka koi or jawab ata hai tu woh Zaroor bataye, (ja)

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...