Jump to content

Takfir E Ulamae Deoband Par Ek Sawal


ghulam e murshid

تجویز کردہ جواب

(salam)Ek shakhs ulamaae Deoband ki kufri ibaarat jaanta hai ki woh unhi ki ibaarat hai aur ye bhi jaanta hai ki ulamaae Arab o Ajam ne un Ibaarato par hukm e kufr lagaaya hai lekin us ko woh ibaarate gustaakhi waali mehsoos na hui is liye woh un ke kufr me sukoot karta hai to kya woh shakhs kaafir ho jaaega? agar kaafir ho jaaega to kyo? us ne kaun se zaruriyaat e Deen ka inkaar kiya? woh Aap (saw) ki gustaakhi ko to kufr jaanta hai lekin un ibaarato ke gustaakhi hone mein shak karta hai aur ye bhi battae ki ye Qaaida e kulliya ki "man shakka fi kufrihi wa azaabihi faqad kafar" Quraan ki kis aayat ya Hadees se saabit hai? Edited by ghulam e murshid
Link to comment
Share on other sites

g meri nazar men to woh kafir ho jahye ga q kay woh Allah azzwajal aur Nabi pak (saw) kay gustakho ka sath de raha hai or un par parda dalne ki kosish kar raha hai or aap jante hen kay deobandi hazraat ne jo Allah (azw) aur us kay piyare Habib (saw) ki shan men ghustakiyan ki hen woh sb kay samne hen.. Allah (azw) is fitne se bachne ki tofeeq ata farmaye.. jazak Allah khair

Ya_Rasool_Allah_by_Jaffer_Design.jpg

Edited by Abdur Rehman
Please use capital letters for Allah azzwajal and Rasool alaihiSlam and please use Azzawajal and Durood Shareef with names also
Link to comment
Share on other sites

(salam) Ek shakhs ulamaae Deoband ki kufri ibaarat jaanta hai ki woh unhi ki ibaarat hai aur ye bhi jaanta hai ki ulamaae Arab o Ajam ne un Ibaarato par hukm e kufr lagaaya hai lekin us ko woh ibaarate gustaakhi waali mehsoos na hui is liye woh un ke kufr me sukoot karta hai to kya woh shakhs kaafir ho jaaega? agar kaafir ho jaaega to kyo? us ne kaun se zaruriyaat e Deen ka inkaar kiya? woh Aap (saw) ki gustaakhi ko to kufr jaanta hai lekin un ibaarato ke gustaakhi hone mein shak karta hai aur ye bhi battae ki ye Qaaida e kulliya ki "man shakka fi kufrihi wa azaabihi faqad kafar" Quraan ki kis aayat ya Hadees se saabit hai?

 

 

جناب اس کا مطلب یہ ہوا کے وہ شخص اپنے آپ کو علمائے عرب و عجم سے بڑا عالم سمجھتا ہے

 

تبھی تو ان کے دئیے ہوئے فتوی کو پس پشت ڈال کر اپنا فتوی سامنے لا رہا ہے

Link to comment
Share on other sites

  • 2 years later...

http://www.islamimehfil.com/public/style_emoticons/#EMO_DIR#/salam.gif Ek shakhs ulamaae Deoband ki kufri ibaarat jaanta hai ki woh unhi ki ibaarat hai aur ye bhi jaanta hai ki ulamaae Arab o Ajam ne un Ibaarato par hukm e kufr lagaaya hai lekin us ko woh ibaarate gustaakhi waali mehsoos na hui is liye woh un ke kufr me sukoot karta hai to kya woh shakhs kaafir ho jaaega? agar kaafir ho jaaega to kyo? us ne kaun se zaruriyaat e Deen ka inkaar kiya? woh Aap http://www.islamimehfil.com/public/style_emoticons/#EMO_DIR#/saw.gif ki gustaakhi ko to kufr jaanta hai lekin un ibaarato ke gustaakhi hone mein shak karta hai aur ye bhi battae ki ye Qaaida e kulliya ki "man shakka fi kufrihi wa azaabihi faqad kafar" Quraan ki kis aayat ya Hadees se saabit hai?

Link to comment
Share on other sites

Janab! Ulama e deoband ki sareeh kufriya ibaraat me zarooriyaat e deen ka inkaar majood ha...Maslan Nanotwi sahib ne Huzoor Nabi Kareem ko KHATAM UN NABIEEN bamana' AKHRI NABI manne se inkaar kiya ha aur Huzoor ko akhri nabi manna zarooriyaat e deen se ha....yunhi Quran o Hadees ki roshan nosoos se sabit ha ke Huzoor ka ilm e mubarak tamaam jahan ke ilm se ziyada ha aur yeh zarooriyat e deen se ha,,,pas jo shakhs is ilm e Risalat ko bacho,paglon,janwaro ke ilm ke barabar khe ya iblees laeen se kam khe ,,wo yaqeenan kafir ha.

Kisi deeni zaroorat me shak karna ya kisi deeni zaroorat ke munkir ko musalman kehna ya uske kufr me shak karna bhi kufr ha...agar aesa na ho to kal ko phir koi shakhs hinduo ,yahoodiyon ke kufr me bhi shak karna shuroo kar de gha....iman naam hi kamil tasdeeq ka ha.

Link to comment
Share on other sites

(salam)Ek shakhs ulamaae Deoband ki kufri ibaarat jaanta hai ki woh unhi ki ibaarat hai aur ye bhi jaanta hai ki ulamaae Arab o Ajam ne un Ibaarato par hukm e kufr lagaaya hai lekin us ko woh ibaarate gustaakhi waali mehsoos na hui is liye woh un ke kufr me sukoot karta hai to kya woh shakhs kaafir ho jaaega? agar kaafir ho jaaega to kyo? us ne kaun se zaruriyaat e Deen ka inkaar kiya? woh Aap (saw) ki gustaakhi ko to kufr jaanta hai lekin un ibaarato ke gustaakhi hone mein shak karta hai aur ye bhi battae ki ye Qaaida e kulliya ki "man shakka fi kufrihi wa azaabihi faqad kafar" Quraan ki kis aayat ya Hadees se saabit hai?

Ek banda joh ibaraat ka parchar nahin karta aur nah difa karta heh. Aur in ibarat kay kufriat honay meh shak karay us ko dalahil e shar'ri kee taraf motowajjoh keeya  jahay aur phir ulamah kee takfir kee taraf. Jab yaqeen ho jahay kay yeh dalahil be samajta heh kufria ibarat ko be samajta heh, aur joh us kay ashakalat hen un kee wazahat be kar dee gaee heh aur phir bee woh manta nahin bilkhasoos zidd meh aa kar woh manta nahin ya sufiat peace tolerance compassion ki philososphy kee bina par nahin manta toh zeroor takfir kee jahay, essa shakhs zeroor Kafir heh. man shakka fi kufrihi ... ka ittlaq uneeh par heh jin ko itla e shar'ri huwi yehni Quran o hadith kay dalahil aur ulamah kee takfir deeh gahi toh phir be na manay toh us par is ka itlaq heh, har aam anparh jahil par nahin.

 

Dosri baat ek banda jahil heh magar ibarat e kufria kee tableegh karta heh, aur gustakhana ibarat ko ayn islam batata heh, esa banda bila shak o shuba Kafir heh. Essay ka qatal jaiz aur sawab heh. Aur yahi hokam Deobandi maulviyoon kay baray meh heh.

Link to comment
Share on other sites

baaz dafa sunni ulma ke books ya ko e article parha to us main sunni alam deobandiee alam kay naam ko is tarah likhtay hain,   maslan  moulana ihteramul haq thanvee sahib,  moulana taqi usmani sahib, moulana muhammad naeem sahib,  aap nay likha hay kay wo deobandi jo kufria ibaartoon ke tableegh karta hay wo wajib ul qatal hay.  

 

 

 

maira swaal hay is tarah to books main deobandiee alam ko naam kay saath sahib likhna bhee gunah ho ga.  kia hamaray sunni alam ka ya  andaaz theek hay. aur sahib likhnay say ko e faraq naheen parhta.   aur writer ko ya o ya istehqaaq milta rehta hay k wo apnay mazmoon main sahib ka lafaz  likh day. 

Link to comment
Share on other sites

baaz dafa sunni ulma ke books ya ko e article parha to us main sunni alam deobandiee alam kay naam ko is tarah likhtay hain,   maslan  moulana ihteramul haq thanvee sahib,  moulana taqi usmani sahib, moulana muhammad naeem sahib,  aap nay likha hay kay wo deobandi jo kufria ibaartoon ke tableegh karta hay wo wajib ul qatal hay.  

 

maira swaal hay is tarah to books main deobandiee alam ko naam kay saath sahib likhna bhee gunah ho ga.  kia hamaray sunni alam ka ya  andaaz theek hay. aur sahib likhnay say ko e faraq naheen parhta.   aur writer ko ya o ya istehqaaq milta rehta hay k wo apnay mazmoon main sahib ka lafaz  likh day. 

Salam alayqum,

 

Meh khud thanvi Sahib, Nanotavi Sahib likhta rehta hoon. Aap nay is taraf mutawajoh keeya toh soch kar dil meh thori karahat huwi kay meh esa likhta hoon. Zahir baat heh kay ham kabi Kafiroon kay saath Sahib nahin likhtay, yehni firawn Sahib ya Iblees Sahib ya  Abu Jahil Sahib toh phir in mardoodoon kay saath keun likhtay hen. Meh nay Ulamah ko Maulvi be istimal kartay suna heh in mardoodoon kay leyeh yehni thanvi ismail dehalvi, nanotavi, gangohi waghera kay leyeh. Meh in sha Allah aynda toh nahin karoon ga.

 

Joh kohi thanvi, gangohi, nanotavi waghera ko ba hasiyat e musalman ihtiraman sahib, maulvi, likhta bukarta heh toh yaqeenan us ka iman zaya ba-shart kay woh in kay kufriat par mutallay ho. Han hamaray Sunni Ulamah toh zahir heh waqif hen in say is leyeh un kay baray meh toh yeh nahin kaha ja sakta kay musalman maan kar sahib kehtay hen sirf maslahatan kehtay hen. Zahir heh agar kissi kay buzurg kee be adbi karo gay toh woh tumaroon kee karay ga. Buttoon kee towheen Allah nay Quran meh mana farmahi heh keun kay Mushrik jawaban Allah kee towheen kartay thay.  Esa andaaz apnana chahyeh joh neutral ho. Har Aaalim kay baray meh toh hokam nahin deeya ja sakta kay woh gunna gar hen ya nahin, magar yeh zaroor heh kay jis kee niyyat joh heh us ko ussee kay mutabiq janchen. Wesay mera mashwara heh kay aap is par fatwah lenh aur hamaray saath be share karen.

Link to comment
Share on other sites

Bhai jaan jab hum ikabir ulama e Ahlesunnat maslan Aalahazrat, mufti e azam ki books parte hain to un me bhi kai dafa wahabi mulvion ke naam ke sath sahib likha hota ha...murad yehi hota ha ke ye hazraat apne mazhab me baraa maqam rakhte hain is liye inka sirf naam likhna ho sakta ha ke kisi fitnay ka sabab ban jaye..

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...