Jump to content

Reiki K Baaray Mein Kuch Bataeyn


Ghulam.e.Ahmed

تجویز کردہ جواب

Assalam-o-Alaikum;

 

mein ne bohot see websites daikhi hain jahan Reiki seekhanay ki baat ki jati hai, is k mukhtalif versions hain jin k naam bhi mukhtalif hain jaisey Usui, Gold, Cystal, SAMDA Healing etc. is mein aik Reiki Master khuwahishmand fard / student ko Attunement daita hai ( woh kehte hain keh Attunement ka matlab hai keh human body mein mojood Chakras ko Life Force k liye khol daitey hain ) is k baad Student is qabil ho jata hai keh apnay haathon se yeh Life Force kisi k jism k kisi hissay per haath rakh ker transfer ker sakta hai jis se us ko aaram ya taqwiyat hoti hai. is ko Alternative medicine k tor per bhi istimaal kiya jata hai.

 

mujhay poochna hai keh kiya yeh cheez sahih hai? kyun keh bohot se Muslims bhi Reiki Attunement/Treatment offer kertay hain. aik website Aulia-e-Pakistan per bhi mein ne dekha hai jahan woh Free Reiki Distance Treatment offer kertay hain. baraey meherbani is k baaray mein bataein kya agar moqa'a milay to yeh Attunement laini chahiye doosron ko faidah pohnchanay ki niyyat se?

 

Jazak-Allah-o-Khairan

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...