Jump to content

Narah-e-Tahqeeq (Khilafat) Lagana Kesa?


سگِ عطار

تجویز کردہ جواب

(salam) naraye tahkik kay mutalik man chand batyan paesh karon ga

 

1- pahlay to ya bat samjhni zaroori hay ka nara zarorat ki wajah say aur alehdgi zahir karnay ka liyea lagya yani farak zahir karnay kay liyea lagya gata hay......aur ya waqat aur zarorat ko paesh e nazar rakh kay lagya jata hay...is hawlay say chand mislyan don ga

 

2- jub muslmano ki kufar say jung hoti thi HAZOOR (saw) KAY ZAMNA MUBARKA MAN to us waqat

 

jo kufar yani mukhalif thay to woh KHUDA (jallah) ki wahdaniyat aur us ki barai kay mukhalif thay to

 

us waqat zarorat paesh ai naraye takbeer ALLAH (jallah) AUKBAR ki ......

 

3- jub muslaima kazab kay khilaf jung hoi chon kay woh KHUDA (jallah) KO to manta tha magar

 

HAZOOR (saw) ka munkir tah aur ap ki nabovat ka inkari tha....jub us say jung hoi to donon taraf say ALLAH (jallah) AUKBAR kay naray lag rahay thay...

 

us waqat HAZRAT KHALID BIN WALEED (raa) NAY MUSLMANO KO KAHA KAY AJ FARAK WALA NARA LAGAO TO US DIN MUSLMANO KA NARA THA

 

YA MOHMMADA

 

4- jub kharjion nay ya fitna utha kay nauzbillah HAZRAT ALI (raa) QURAN KAY MUNKIR HO GAY

 

to unho nay kahna shuru kiya kay ALLAH un kay chehray pay lanat(kala) karay ...to us kay jawab man muslmano nay kya nara lagya WOH YA HAY ..KARAMALLAH HO WAJHUL KAREEM

 

to pata laga kay nara waqat kay sath sath aur zarorat kay sath farak karnay kay liyea tabdeel ho jata hay kahin koi nara lagya jata hay aur kaheen koi zarorat kay tahya

 

ab jub shiyon nay KHULAFAE RASHIDEN (raa) KI shan man gustakhi shuru ki to zarorat mahsos hoi

 

ek asay naray ki jo farak paad karay kay apna kon hay aur baygana kon to us waqat pher muslmano nay ya nara lagya

 

NARAYE TAHKEEK..............HAQ CHAR YAR

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

(azw)(ja) TAYYIB BHAI, AAP KI POST KAAFI ACHEE THEE, AUR AAP NE BUHAT ACHE ANDAAZ MEN IS MASA'ILE KO SAMJHAYAA, MAIN IS MEN THORAA SAA AUR IZAFAA KARINAAA CHAAHOON GAA K :

 

AAJ KAL K WAHAABI/DEOBANDI JAB AULIYAA-E-KIRAAM BILKHUSOOS SARKAAR-E-BAGHDAAD , HUZOOR-E-GHOS-E-PAAK (ra) KEE SHAAN KO GHATAATE HAIN, AUR AAP (ra) K KARAMAAT WAGHERAH KO MAANINE SE INKAAR KARTE HAIN TO AHL-E-EMAAN (MAZHAB-E-MUHAZIB AHL-E-SUNNAT WA'JAMAA'IT) "NA'AR-E-GHOSIYAA , YAA GHOS ALMADAD" KAA NA'ARAA LAGAATE HAIN

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...