Jump to content

Hifzul Imaan Ki Ibarat...?


hanafi-hanafi

تجویز کردہ جواب

As'salamu alikum Wa Rahmatullahi Wa Barkatuhu,

 

Ek bar phir main ek Deobandi Manazir ki daleel / Safair/Ilza tarashi ki wazahat chaahta hon. File attach hai. Is kay padhnay say aisa lagta hai kay agar Maulvi Ashraf Ali say Ghalti huwi bhi to baad main unhon nay is ibarat ko badal diya aur apna aqida saaf zahir kar diya. Is may ye bhi likha hai kay isi tarha ka aqida Ima Baizavi aur Allama Jurjani ka bhi likha huwa hai.

 

Is baat ki sarahat nahi hai kay Maulvi Ashraf Ali nay apni ibarat per tauba ki thi ya nahi. Agar ibarat badli thi to iska matlab huwa kay unko AlaHazrat (ra) ki fahmaish kay baad hi apni ghalti ka ihsaas huwa hoga. Kiya tabdil-e-Ibarat Barelviyoun kay liye kafi nahi jaisa kay dosri kitabon say zahir hai?

 

Aur jaisa kay Shakh Hamid Raza aur Shaikh Sardar Ali kay Munazara wali baat (jaisa kay attachment may bayan ki gayee hai) say wazih hai kay Maulvi Ashraf Ali per jo fatwa tha wo Ibarat ki tabdeeli kay baad bay manay ho gaya. Aur tabdeeliy-e-Ibarat kay baad Barelvi Israr kiya theek hai?

 

Meharbani kar kay

 

- Munazara wali baat ka sahi maamla paish karain

 

- Kiya Hifzul Imaan ki Ibarat badd may badal di gayee thi?

 

- Agar Ibarat badal gayee thee to phir kiyoun purani ibarat ka taqqub kiya jata hi?

Hifzul Imaan ki Ibarat per Barelviyoun Ki Shikast.pdf

Link to comment
Share on other sites

(salam)

 

Hifz-ul-Imaan naami kitaab mein ne Darul-Isha'at, Urdu Bazar, karachi se kharidi thee ( taqreeban 3 saal huwey ) aur is kitaab mein woh ibarat mojood thee ( woh kitaab aik madarsay mein jo keh Siddiqabad ki Memon Masjid k saamnay hai, hadyaa ker chuka hoon ) jis se pata chalta hai keh ibarat tabdeel nahin huwi or yeh log sirf Taqayya ( yaani Jhoot ) ker rahe hein or isi jhoot per mabni baatein phaila rahe hain. is tarah ki or bhi misaalein mojood hain keh in logon ne jhooti tehreer barelvi ulema se mansoob bhi ki hain, is liye zururi hai keh pehle tehqeeq ker li jaey ( yahan forum per aap ko aisi misaalein mil jaeingi ).

 

(ja)

Edited by Ghulam.e.Ahmed
Link to comment
Share on other sites

[quote name='Ghulam.e.Ahmed' timestamp='1329224457' post='78447']
[size="4"](salam)

[size="4"][/size]Hifz-ul-Imaan naami kitaab mein ne Darul-Isha'at, Urdu Bazar, karachi se kharidi thee ( taqreeban 3 saal huwey ) aur is kitaab mein woh ibarat mojood thee (ja)
[/size]
[/quote]


(ja) [size="3"]Is tarha to DEobandi manazir ka eteraaf jurm bhi huwa aur hat dharmi bhi. Ibarat ka dosri kitabon may badal na ya mutariza ibarat kay ma'now say inkaar karna aur phir isi ko Hifzul Imaan may baqi rakhna badi himmat ki baat hai. Sarahat kay liye Shukriya.
[/size]
Link to comment
Share on other sites

As'salamu alaikum WRB,

 

(ja) Tauheedi Bhai aap nay Tamam chalon ka bhanda phod diya. Main ek aur deobandi wazahat attach kar raha hon. Is per bhi nazar dalain. Is may Rasail chandpuri ka zikar hai aur Ala Hazrat (ra) ka jawab na daina bayan kiya gaya hai. Wasisay Lafz Aisa kay istimaal kay braya may attachment may dee gayeee daleelain khamosh hain.

 

Is may ye bhi kaha gaya hai kay Maulvi Ashraf Ali nay likha tha kay is ibarat kay saath kitab shaya na ki jaye. Aur Maulvi Manzoor Nomani ki tajweez per mazeed tabdeeli ki gayee thi.

 

Pata nhai ab kitab kiyoun bina tabdeeli kiye shaya ki

jaati hai.

Ek Aur Deobandi Wazahat1.pdf

Link to comment
Share on other sites

As'salamu alaikum WRB,

 

(ja) Tauheedi Bhai aap nay Tamam chalon ka bhanda phod diya. Main ek aur deobandi wazahat attach kar raha hon. Is per bhi nazar dalain.

Is may Rasail chandpuri ka zikar hai aur Ala Hazrat (ra) ka jawab na daina bayan kiya gaya hai. Wasisay Lafz

 

Aisa kay istimaal kay braya may attachment may dee gayeee daleelain khamosh hain.

 

Is may ye bhi kaha gaya hai kay Maulvi Ashraf Ali nay likha tha kay is ibarat kay saath kitab shaya na ki jaye.

 

Aur Maulvi Manzoor Nomani ki tajweez per mazeed tabdeeli ki gayee thi.

 

Pata nhai ab kitab kiyoun bina tabdeeli kiye shaya ki

jaati hai.

 

جوابا عرض ھے کہ آپ کی اٹیچمنٹ میں کوئی نئی وضاحت نہیں ھے۔

اعلیٰ حضرت کا جواب نہ دینا محض افترا ھے اور ڈینگیں مارنے کے قبیل سے ھے۔

 

جب (ایسا) پر کوئی نئی وضاحت آپ کو بھی نظر نہیں آئی تو اور نئی وضاحت کیا ھوئی؟

 

اشرفعلی تھانوی نے منظورنعمانی کی تجویز سے عبارت کو بہتر بنانے کی کوشش کی مگر

 

عبارت سے توبہ نہ کی۔اور منظور نعمانی نے وجہ یہ بتائی تھی کہ مخلصین کو جواب دینا

 

مشکل ھوگیا ھے اس لئے عبارت میں ترمیم کریں تاکہ ھمیں جواب دینا آسان ھو جائے۔ یہ

 

لوگوں کی آنکھوں میں دھول جھونکنا نہیں تو اور کیا ھے؟

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...