ghulam e murshid مراسلہ: 29 جنوری 2012 Report Share مراسلہ: 29 جنوری 2012 Maine kitaabo me Marwaan ibn Hakam ke baare me padha hai ki wo Aap ki naql utaarta tha aur Aap ne use shaher se baahar farma diya tha to mujhe ye khayaal aaya ki ye naql utaarne waala maamla to gustaakhi lag raha hai lekin Hadhrat e Usmaan ne apne daure khilaafat me us ko Madeenah bula liya tha aur us par bada bharosa bhi karte the to mujhe ye samjh me aya ki Hadrat Usmaan us ko Musalmaan hi jaante the to jo Islaami Qaaidah hai ki jis ne Imaan ki haalat me Aap Ke chehrae raushan ki ziyaarat ki aur Imaan par intiqaal hua to woh sahaabi hai to Marwaan bhi Sahaabi hua kyo ki maine aaj tak kahi ye nahi padha ki us ki khaatima Imaan par nahi hua to phir us ko achchhe lafzo se kyo yaad nahi kiya jaata agar wo ek Sahaabi hai to.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔