Jump to content

NEW COMER


Faraz Madani

تجویز کردہ جواب

(bis)

(salam)

faraz attari from south korea

main is forum ko kafi din se bilwasta dekh raha tha

aj bilawasita yahan hazri ka sharaf hasil horaha hay ALHAMDULILLAH,

(ma) forum main acha madani & attari rang jhalakta hay

ALLAH kare ye nisbat hamesha salamt rahay,

ham kisi din kisi lamhay apnay madani maqsad (mujhay apni or sari dunya k logon ki islah ki koshish kerni hayinshaALLAH (azw) )ko na bhoolain

ALLAH (azw) IS SE PEHLAY IMAN PE MOAT DE DAY

NUQSAN MERAY SABAB SE HO SUNNAT E NABI KA (saw)

kash ye sadat mil jaye:

PAYE TABLEEGH E SUNNAT TOO JAHAN RAKHAY MAGER AY KASH

MAIN KHWABON MAIN POHANCHTA HI RAHOON AKSER MADINAY MEIN

or ahhhh ye sa adat bhi mil jaye :

paye tableegh e sunnat murshidi rakhain agerchay door

main khwabon mein pohanchta hi rahoon bas un k qadmon mein

ameen bijahin nabiyil ameen (saw)

wassalamoalaikum warahmatullah.

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Welcome faraz bhai to islamimehfil. umed hai ap yahan acha waqt guzarein ge. buhut khushi hoyi apka intro pedh kar. Allah (jallah) apko aur apki family ko hamesha khush rakhey aur madani mahol se wabasta rakhe.

ameen suma amen bijahinnabiyil amen. (saw)

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Piyaare islami bhai... aap ko bohat bohat mubarak baad ho Islami Mehfil join karney kee.

 

kiyoon keh yeah aik khalis islami forum hai. yahan na sirf aap seekh saktey hain balekh

bohat se aisi cheezain ji per koi confusion hai woh bhi clear kar saktey hain.

 

Meri taraf se Khush Amdeed....

 

Imtiaz Attari

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...