Yasir Attari مراسلہ: 25 جنوری 2012 Report Share مراسلہ: 25 جنوری 2012 Question : Kia Aap Jantay Hai Rassol Kareemصلی اللہ علیہ وسلم ki Wiladat Ka Gham Kisnay Manaya tha??? Kia Sahaba Ne Gham Manaya? Kia AhleBait Ne Gham Manaya? Kia Allah K Walyo Ne Gham Manaya? ::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::: Answer : Nahe Ye Sab Tu Rassolصلی اللہ علیہ وسلم Ki Wiladat HOniy Aur Inkay paas ik Rassol صلی اللہ علیہ وسلم Aanay Ki Waja Se Hamesha iss baaat Par Khushi Ka izhar krtay Aur ALLAH ka Shukar krtay thay K itna Peyara Rasssol صلی اللہ علیہ وسلم Inhay Milay aur Ye Ummati bannay iss Rassool صلی اللہ علیہ وسلم k... par Shetan aur Shetan K Chelay Jab se Hi Khush Nahe iss baat se ...? Jesa K Hadees Pak Me Haii Jiska Mafhoom K Shetan Rassool KI Wiladat PAr Bhut Ghamzada ( Sad ) Hua.. الحمد اللہ عزوجل ! MUSLIMS 12 Rabi Ul Awal Ko Aanay Walay Iss nabi Ki Wiladat par 12 Month k Har din Me aur har din k Har Second Me Khush Hokar kehta haii AAQA صلی اللہ علیہ وسلم Ki AAMAD MARHABA::::::::::; اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Yasir Attari مراسلہ: 25 جنوری 2012 Author Report Share مراسلہ: 25 جنوری 2012 SHAITAN KA IZHAR E AFSOS: Shaitan kehta hai ki me barso jannat me raha, Farishto ka sardar ban gaya, magar jab ye AADAM (nabi) paida huwa - mere liye badi musibat paida ho gai, yaha tak ki mujhe jannat se bhi nikal diya gaya!!! phir jab jab koi NABI paida hota woh gumraho ko sahi raah dikha kar jannat me le jata aur tab tak ki meri sari mehnat mitti me mil jati. **aur akhir me jab akhiri NABI MUHAMMAD paida huwa tab tou me itna roya jitna pelhe jannat se nikalne par roya tha,** aur usne meri tamam mehnat par pani pher diya. isiliye mujhe nabiyo ki paidaesh se aur un dino se bahot badi chid hai, isi din sach aur jhoot ka parda hat jata hai. tou aey mere chelo sara wabal is paidaesh ka hai, jab jab tum suno ki ye nabi ki paidaesh ka din aaraha hai, meri sunnat ke mutabik khub matam karo, khub rowo, aur logo ko is din jashne se roko, shirk na hote huwe bhi shirk kaho, Milad ki hadiso ko zaef kaho, bhale hi tum kitni biddat karte ho magar iss kaam ko badi aur buri biddat kaho, us din jitne log us nabi ka nara lagate hai mere kano me hathode bajte hai. **[Hafidh Ibn-Kathir in Al-Bidayah wal Nihayah, Volume No. 2, Page No. 166]** AGAR AISI NISHANIYA KISI ME DIKHAI DE TOU SAMJHO WOH SHAITAN KI NASIHAT LEKAR AAYA HAI.!!! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Amin_Riaz مراسلہ: 1 فروری 2012 Report Share مراسلہ: 1 فروری 2012 Question : Kia Aap Jantay Hai Rassol Kareemصلی اللہ علیہ وسلم ki Wiladat Ka Gham Kisnay Manaya tha??? Kia Sahaba Ne Gham Manaya? Kia AhleBait Ne Gham Manaya? Kia Allah K Walyo Ne Gham Manaya? ::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::: Answer : Nahe Ye Sab Tu Rassolصلی اللہ علیہ وسلم Ki Wiladat HOniy Aur Inkay paas ik Rassol صلی اللہ علیہ وسلم Aanay Ki Waja Se Hamesha iss baaat Par Khushi Ka izhar krtay Aur ALLAH ka Shukar krtay thay K itna Peyara Rasssol صلی اللہ علیہ وسلم Inhay Milay aur Ye Ummati bannay iss Rassool صلی اللہ علیہ وسلم k... par Shetan aur Shetan K Chelay Jab se Hi Khush Nahe iss baat se ...? Jesa K Hadees Pak Me Haii Jiska Mafhoom K Shetan Rassool KI Wiladat PAr Bhut Ghamzada ( Sad ) Hua.. الحمد اللہ عزوجل ! MUSLIMS 12 Rabi Ul Awal Ko Aanay Walay Iss nabi Ki Wiladat par 12 Month k Har din Me aur har din k Har Second Me Khush Hokar kehta haii AAQA صلی اللہ علیہ وسلم Ki AAMAD MARHABA::::::::::; اگر کوئی ریفرنس ہے کہ صحابہ کرام میلاد شریف مناتے تھے تو برائے مہربانی ضرور پوسٹ کریں۔ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 2 فروری 2012 Report Share مراسلہ: 2 فروری 2012 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Usman.Hussaini مراسلہ: 3 فروری 2012 Report Share مراسلہ: 3 فروری 2012 Muslamano ko Jashan e Wiladat Mubarik ho اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
SunniDefender مراسلہ: 3 فروری 2012 Report Share مراسلہ: 3 فروری 2012 اگر کوئی ریفرنس ہے کہ صحابہ کرام میلاد شریف مناتے تھے تو برائے مہربانی ضرور پوسٹ کریں۔ Baqi Aitrazat k Jawab is link mai dekh lain http://www.islamimehfil.com/index.php?/topic/16751-eid-milaad-un-nabi-saw-per-aitraazat-k-jawabat/#entry78159 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔