Jump to content

Hazrat Ameer E Muawiyyah per Lan o Tan Karne wala Jahunmi


Sunni Tehreek

تجویز کردہ جواب

post-367-1174245715.gif

post-367-1174245280.gif

Question: Jamadil Ulaa 1337

 

It must be brought to the notice of the Ulama-e-Ahle Sunnat that today Sunnis sit in the companionship of corrupt sects and have become misled in faith due to a few laws. Even though there are numerous laws explained in your books, this servant has not seen anything relating to this that is why I felt it necessary to query this issue. There issue is that there is a person who refers to Hazrat Ameer Muawiyah (radi Allahu anhu) as a miserly person.

 

He says that Ameer Muawiyah (radi Allahu anhu) fought with Hazrat Ali and the family of the Prophet Sall Allaho Alaihi Wa Sallam (Hazrat Imam Hassan radi Allahu anhu) and stole the khilaafat from them and he martyred thousands of Sahaba-e-Kiraam to achieve this. Bakr says that he is aware of Ameer Mu

Link to comment
Share on other sites

  • 2 months later...
  • 4 weeks later...

(ma)(ja) bohot hi behtren post hai. waqae aj kal baz sunni kehlane wale badmazhabo ki sohbat main reh kar sahaba e karam (raa) par aisi bakwasat karte hain. Allah (jallah) unhe hidayat de.

nice sharing.

 

English Too Palay Nahin Pari

 

english main same wohi question posted hai.

Link to comment
Share on other sites

ALLAHHUMAAMEEEEEN

 

(wasalam)

bhut hi zabardast post hai ALLAH (azw) apney Mahboob (saw) kay sadqey mein hum sab ko shaitan maloon kay shar say hameshaaaa mehfooz farmaye or iman per muat naseeb farmaye or hamesha AQA (saw) ki ghulami mein rehnay ki tuofeeq ata farmaye Ameen

 

Qabar mein yohin firishtoon nahi aye Un (saw) ki

Hai ghulami ki sanad dekh lo badkar k pass

 

Ya Sid'dique (ra) Ya Umar (ra) Ya Usman (ra) Ya Haydar (ra)

Daf'aa shar kun khairawar Ya Shabbir (ra) Ya shabbar (ra)

Edited by nazia
Link to comment
Share on other sites

ماشاءاللہ۔۔۔ بہت اعلٰی مجتبٰی۔۔۔! زبردست۔۔۔

اللہ کرے ہو زورِ قلم اور زیادہ -

 

اور۔۔۔ میرے اعلٰی حضرت کی تو کیا بات ہے۔۔۔

(saw) ڈال دی قلب میں عظمتِ مصطفٰی -

سیدی اعلیٰحضرت پہ لاکھوں سلام

Link to comment
Share on other sites

  • 1 year later...

Dear Brothers in Islam!!

 

Kisi bhi shakash ko koi ikhtiyaar nahi ke Ashaab-e-Rizwanallah-e-Ajmaeen par ungli uthaye. Hum sub ummati kisi aik Sahabi (khawah woh zaat ka Habshi Ghulaam hi kyon na ho) os ki jutiyon ki khaak ke barabar bhi nahi. Phir agar koi hutdharmi par utar aye to os ka ilaaj Allah tala hi kar sakte hain. Kyon ke Rasoolallah (PBUH) ka farmaan hai ke mere tamaam Sahaba (ra) sitaron (Stars) ki tarha hain jis ki parvi karo ge hidayat pa jaao ge.

 

Recently, main Bukhari Sharif ki Book (Jild) No. 8 parh raha tha. Kuch aisi hadis samany ayen jo main ne pehley kabhi kisi se na suni theen, ab un hadison ki kya sehat hai es ke baray main Allah hi behtar jaantay hain ya Rasoolallah. Main nahi jaanta ke yeh hadeesen kin Ashaab-e-Nabi (PBUH) ke mutalliq hain. Beharhaal aap sub ki khidmat main sirf information ke liye pesh hai, es ko positively sochiye ga or apna knowledge share kijiye ga.

 

Fi Amaanillah

post-2656-1227605759.jpg

post-2656-1227605811.jpg

post-2656-1227605859.jpg

post-2656-1227605906.jpg

post-2656-1227605946.jpg

post-2656-1227605982.jpg

post-2656-1227606024.jpg

post-2656-1227606066.jpg

Link to comment
Share on other sites

Sitaragroup tumharay post ka jawab tu baad main laiakan kya batana pasand karao gay ke kya tum Ahlesunnat Brelvi ho ya Shia.

Apnay aik post main tu tum nain Proud to be brelvi likha hua aur doosra tum shia k post main b paish paish ho.

Waiting for ur reply.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...