Jump to content

plz read this and add your comments...


Tayyib Qadri

تجویز کردہ جواب

(salam) islmaic brothers man ya janna chata hon aur ap sub kay khyalat maloom karna chata hon ....kay quran o hadith ki roshni man ap ka in chezon kay baray man kya khyal hay ...aj kal shiya hazrat karbala banta han aur us man mukhtalif kisam ki cheezan IMAM HUSSAIN R.A ki nisbat say rakhta han jasay kay kahin ghora bana kay rakh diya aur kahin karbala kay nakshay man mashkeeza bana diay is kay ilawa kaheen talwar bana di aur usay hussani talwar kah diya mashkeeza ko hussani mashkeeza kah diay ya kisi na koi kashti ya bara bana diya aur usay hussani bara kah diya ..kya ya cheezan sahi han ...ya nahin aur kya is man fazool kharchi hay kay nahin????????plz add ur comments and also refrences from quran and hadith if u know?????? fi-aman:
Link to comment
Share on other sites

Islami bhai... mere khayal se kissi bhi cheez ko kissi bhi hasti kee taraf galat mansoob nahi karna chahiye..

aur phir shia ke barey main to kuch kehna fazool hai.. kiyoon keh yeah log to mere nazdeek daira -e- islam

se kharij hai..

Link to comment
Share on other sites

(salam) bhai gggggg ap isay darulifta ahlesuunat say hasil kar lyan ...jawab man kitnay din lagtay han ...?aur sawal is tarha ki jiyea ga kay shia karbala banatay han aur us man mukhtalif cheezan jasay talwar ghora ya kashti ya bara ban kay us ko name data han hussain talwar ....husssani ghora hussani barra ....bhai jahan is talwar aur ghora ka pochiya ga wahan is hussani baray ya kashti ka bhi pochiya ga...jis say woh show karwata han kay ya hamyan imama hussan r.a ki taraf lay kar jay ga ...is ka baray man quran o hadith ka kya fasila hay??????????? fi-aman:
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...