سگِ عطار مراسلہ: 5 جون 2007 Report Share مراسلہ: 5 جون 2007 mujhay dukh hai key abhi tak sub members key sath login wala problem solve nhin howa.. per kuch khushi hai key kafi key sath ho gaya... main yahaan kuch tips share kerta hoon.. jin key sath hai woh is bat per khas tawajo kerein... kisi bhi board ya login site per COOKIE buhut hi aehmiyat rakhti hai.. jis ki wajah sey hamara PC humein us site server per REMEMBER rakhta hai.. jo IM ka problem chal raha hai woh yeh hai key yeh cookie drop ker deta hai. jis ki wajah sey user logout ho jata hai.. Pehlay tu yeh cookie create hi nhin ker raha tha jis ki wajah sey yeh masla kafi users key sath tha.. abhi cookie banata hai per ager IM ki dosri cookie ya baghair cookie key aik TOPIC bhi open ho jaye tu woh hamari login cookie ko drop ker deta hai jis ki wajah sey phir sey logout... is ko aap yon samjhye.. key ZAID ney aik topic post kiya... us ka yeh URL banta hai.. islamimehfil.info/forum/index.php?s=348dashfale934dsdsdke&showtopic=1601 is mein "s=348dashfale934dsdsdke&" yeh cookie address hai.. jo key zaid key PC per mojod hai.. aur yeh topic URL hai.. www.islamimehfil.info/forum/index.php?showtopic=1601 is mein koi cookie address nhin hai.. aub ZAID ney BAKAR ko chating per ya kisi zareye sey oper waley link mein sey koi bhi link send ker diya... aur BAKAR bhi IslamiMehfil per login hai.. tu woh dosri cookie wajah sey pichli login cookie ko drop ker dey ga.. ya baghair cookie wala URL send kiya tu woh NEW COOKIE bana ley ga. pas pichli cookie delete aur BAKAR logout... tu main apni pori koshish ker raha hoon key yeh problem solve ho jaye.. pas jab tak nhin hota.. koi bhi kisi dosrey link ko use na kerey.. kisi topic main mojod dosrey topic key link ko bhi use na kerein.. aur aap jab sey login howay aub board key kisi bhi link/topic per click kerein tu woh cookie ka address already liye howay hota hai.. is liye un per click kerney sey kuch nhin hoga.. Insha Allah Mujhay umeed hai key is tareqay sey members ka masla hal ho jaye ga... Wasalam Ma'Al Ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 6 جون 2007 Author Report Share مراسلہ: 6 جون 2007 Jin Users ney yeh Tareqa note ker liya hai.. aur us key bawajod bhi problem jari hai.. tu bara-e-madinah aagah fermain... Wasalam Ma'Al Ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 6 جون 2007 Report Share مراسلہ: 6 جون 2007 Piyaare bhai... mujhe log in ka masla nahi.. Imtiaz اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna مراسلہ: 6 جون 2007 Report Share مراسلہ: 6 جون 2007 Sag-e-Attar Bhai Ab Sahi Hai Meray Pass B Sha'ed Par ek dafa yani 1st time karna parta hai pehlay nahin karna parta tha Barhal JazakAllah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 6 جون 2007 Author Report Share مراسلہ: 6 جون 2007 Par ek dafa yani 1st time karna parta haipehlay nahin karna parta tha Itni zehmat mujhay bhi uthani perti hai.. balkey is sey bhi kuch zayada... Wasalam Ma'Al Ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna مراسلہ: 6 جون 2007 Report Share مراسلہ: 6 جون 2007 Bhai Sahib Ek Too Mujay Aor Mera PC Ko nazar Bohat Jaldi Lagti Hai Aaj Sara Din Logout nahin hoa kud bakhud but jesay hi yeah replay diya hai 5 times logout ho chuka hoon اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 6 جون 2007 Report Share مراسلہ: 6 جون 2007 Islami bhai aik problem hai ....... aur woh yeah keh main 2 dafa koshish kar chuka hoon new topic start kar ke kuch pics upload karney kee.... lakin kafi dair guzzarney key baad bhi upload nahi hooi balkeh page kee side per likha aa jata hai "Done"... iss ke bawajood pics upload nahi ho paati.. plz rectify the error... Imtiaz Attari اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 7 جون 2007 Author Report Share مراسلہ: 7 جون 2007 Done ka likha howa kahaan aata hai EXPLORER ki status bar per? Aur aap key net ki speed kesi hoti hai? kiya UP DOWN hoti rehti hai? ya Normal rehti hai? Wasalam Ma'Al Ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 7 جون 2007 Report Share مراسلہ: 7 جون 2007 admin sahib ye login pro phir hogai meray sath subah jab aik post kerni thi to add reply kernay per login error ajata ,phir login k baad 2bara ye pro 4 dafa kernay per sahi hoa or phir loading k baad "the page cannot be displayed" or abhi phir 4th time mein login show hoa hay werna her dafa redirecting k baad phir guest show hoti ab is ka kia karoon? wassalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna مراسلہ: 7 جون 2007 Report Share مراسلہ: 7 جون 2007 Dear Sis Is K Matlab Hai K Ap Ki Site K Page Ap K PC Main Sotre Ho Chuka Hai Ap Sab Cookies delete kar k ya agar Opera Use Karti Hain to delete All Private Data Kar dain Pir login hoon is say yeah problem hal ho jay gi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 7 جون 2007 Report Share مراسلہ: 7 جون 2007 Dear Sis Is K Matlab Hai K Ap Ki Site K Page Ap K PC Main Sotre Ho Chuka HaiAp Sab Cookies delete kar k ya agar Opera Use Karti Hain to delete All Private Data Kar dain Pir login hoon is say yeah problem hal ho jay gi main sab cookies del kerti hoon phir bhi ye pro hay or ab to itna ziada horaha hay k ager koi topic parhnay k baad wapas main page pe janay k liye back kerti hoon to log out hojati hoon ,or opera kia ? wassalam ma al ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Aarzoo e Madina مراسلہ: 7 جون 2007 Report Share مراسلہ: 7 جون 2007 mujhay bhe log in problem ho rahi hai bohat aaj ore na he private msges open ho rahay hain kitni bar log in bhe kia hai lekan اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ubaid-e-Raza مراسلہ: 7 جون 2007 Report Share مراسلہ: 7 جون 2007 Allah karay ye problem sub ka hal ho jaye. amen. nahi tu nigran e shora ka bayan hai. sabr kejye ajr kamaye. woh sub sun lain. abhi sawab kamanay ka buhut moqa hai. bayan sun ney key bad ap yeh sawab kama sakte hain. aur dua bhi kejye. dawa ke sath dua bhi zarori hai kay masla hal ho jaye. ameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Aarzoo e Madina مراسلہ: 7 جون 2007 Report Share مراسلہ: 7 جون 2007 jee aap nay kaha tou sahi hai main tou subha ka 10 say ziada bar login kar chuki hoon ore control panel bhe nahi a raha اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 7 جون 2007 Report Share مراسلہ: 7 جون 2007 Done ka likha howa kahaan aata hai EXPLORER ki status bar per? Aur aap key net ki speed kesi hoti hai? kiya UP DOWN hoti rehti hai? ya Normal rehti hai? Wasalam Ma'Al Ikram piyaare islami bhai... Done likha howa status baar main hi aata hai. aur mere internet kee speed bohat zabaradast hai.. "100.0 MBPS" Kindly solve the problem... Imtiaz Attari اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 7 جون 2007 Author Report Share مراسلہ: 7 جون 2007 Qasam Hai Key Mushqil Ko Mushqil Na Paya Kaha Hum Ney Jis Waqt Ya Ghous-e-Aazam Ya Ghous-ul-Aazam Madad Main ney aaj kuch changes ki hain.. jis ki wajah sey abhi waisi cookie nhin ban rahi jis ka address, bar main nazer aaye.<br>Aur main ney jahaan tak tajriba kya hai.. Login drop nhin ho raha abhi.. Alhamdu Lilah Bara-e-Karam comments dein... Wasalam Ma'Al Ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna مراسلہ: 7 جون 2007 Report Share مراسلہ: 7 جون 2007 Jee Bhaii Sahib Ab Sahi Hai Alhamdulillah JazakAllah 4 this اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 7 جون 2007 Author Report Share مراسلہ: 7 جون 2007 piyaare islami bhai... Done likha howa status baar main hi aata hai. aur mere internet kee speed bohat zabaradasthai.. "100.0 MBPS" Kindly solve the problem... Imtiaz Attari Abhi check kerein kya abhi bhi ho raha hai? Kiya kisi aur member key sath attachment ka masla hai..? Aur jab done likha howa aajata hai tu kis qisam ka masla hai.. kiya attechment wali jaga loading image animation display ho rahi hoti hai? ya koi error aata hai? aur aap images upload kertey hain ya koi aur file? Wasalam Ma'Al Ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 7 جون 2007 Report Share مراسلہ: 7 جون 2007 Done likha howa aaney ke bawajood, pic upload nahi ho paati. aur wahi window dobara aa jaati hai jo keh pahley hoti hai. yani without uploading.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 8 جون 2007 Author Report Share مراسلہ: 8 جون 2007 Done likha howa aaney ke bawajood, pic upload nahi ho paati. aur wahi window dobara aa jaati hai jo keh pahley hoti hai. yani without uploading.. abhi kuch dair baad try kejiye ga.. Insha Allah uploading ho jaye gi.. Wasalam Ma'Al Ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 8 جون 2007 Report Share مراسلہ: 8 جون 2007 Allah karay ye problem sub ka hal ho jaye. amen. nahi tu nigran e shora ka bayan hai. sabr kejye ajr kamaye. woh sub sun lain. abhi sawab kamanay ka buhut moqa hai. bayan sun ney key bad ap yeh sawab kama sakte hain. aur dua bhi kejye. dawa ke sath dua bhi zarori hai kay masla hal ho jaye. ameen phir to yahan speeches sec mein haji imran sahib ka ye bayan lagadena chahiye ta k ager members ko login pro ho to hathon hath bayan sun ker ajr kamanay ka moqa milay wassalam ma'al ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 8 جون 2007 Author Report Share مراسلہ: 8 جون 2007 Buhut hi achi tarkeeb hai.. INSHA ALLAH abhi masla tu nhin hoga.. phir bhi yeh tarkeeb achi hai... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Aarzoo e Madina مراسلہ: 8 جون 2007 Report Share مراسلہ: 8 جون 2007 jee JAZAKALLAH aaj boaht behtar hai boaht shukria jee اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔