Jump to content

Nikaah-e-Muta


Shareef Raza

تجویز کردہ جواب

  • 1 year later...
bahi yeh hadeesein shia nahi manty

u Know???

2743[/snapback]

 

(salam)

woh Quran-e-Pak ki kayi aayat nhin mantey.. Aa Hadees tu bad mein aati hai.. aur Jamiya-ul-Quran Sayiduna Usman Ibn-e-Afan (ra) per buhtan bandhtey hain.. Allah (azw) humein bad mazhaboon key shar sey mahfoz fermaye.. Aameen Bajahin Nabiyil Aameen (saw)

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...
  • 1 year later...
Assalamualikum...

 

[Forbidden to you] are married woman, except what your right hand possesses. This Allah has written for you, and all other women besides these are permitted to you, so that you may seek them out with your wealth, seeking chastity and not fornication. So when you have contracted temporary marriage [istimt'atum] with them, then give them their words. There is no sin on you for whatever you agree to after this. Indeed, Allah is Knowing, Wise.

Al-Qur'an, Surah An-Nisa, Ayah 24

 

bhai yeh ayat hai Surah Nisa ki jis se muttah halal hua tha...ab dekhtay hain k aap ki tafaseer ki books mein kiya likha hai muttah k baray mein...

 

post-2598-1227046667.jpg

tafseer mazhari ka scan page hai jis mein kaha gaya hai k yeh ayat muttah k baray mein utari..

untitled.bmp

aur iss page mein bhi aap khud se perh lo k Hazreat Ibne Abbas muttah ko halal jantay hain aur baaki ashaab k baray mein jo likha hai woh mashkook hi likha hai....aur end mein likha hai k agar muttah k baray mein baat ki jaye to yeh ayat mansookh honi chahiye..i_bigsmile.gif

post-2598-1227046780.jpg

http://qurango.com/images/t1/645.jpg

yeh tafseer ibne kathir ka page hai jis mein likha hai muttah iotni baar halal hua aur haram hua etc...

post-2598-1227046818.jpg

http://qurango.com/images/t1/646.jpg

ibne kathir ne thori si dundi marnay ki koshish ki hai lakin aap yeh page perho ge to muttah ka mansookh hona aap ko bhi shuba mein daal de ga...ab yahan per pehli riwayat Mola ali a.s se hai k muttah khyber k din haram hua..phir sahih muslim se aik sahabi ki riwayat hai k muttah fatah e makkah k din haram hua..uss k baad 3rd riwayat Hajj tul widah ki hai k uss din Rasool Allah saww ne muttah haram kiya i_funny.gif meray bhai jis cheez mein itna shaq uss per koi kaisay yaqeen ker sakta hai

Link to comment
Share on other sites

post-2598-1227046996.jpg

ab yeh sahih bukhari k scan page hai jis mein muttah k halal honay ka likha hua hai...

post-2598-1227047077.gif

aur yeh vol 2 chapter kitab ul tafseer jis mein muttah k halal honay ka likha hua hai jo k ayat se halal hua...

post-2598-1227047188.jpg

aur yeh sahih bukhari vol 5 ka scan page hai iss page k hashiya mein allama wahid uz zaman ne likha hai k shaafi aur hanfi fiqah mein muttah ki hud nahi hai kiun uss ki hurmat mashqooq hai means k shaq hai k muttah halal hai ya haram iss liye inn 2 fiqhon mein muttah kernay ki koi saza nahi hai...

Link to comment
Share on other sites

Yeh to khair baat ho gaye ab dekhtay hain haram k baray mein to janab agar aap loag thora bohat ilm rakhtay hain to aap ko itna bata don k Allah k hukam ko Nabi mansookh nahi ker sakta...kisi bhi Nabi k paas yeh authority nahi hai k woh Allah k hukam ko mansookh ker sakay uss k liye ayat ko mansookh kernay k liye dosri ayat aati hai aur purani ayat aur uss ka hukam mansookh ho jata hai magar yahan per aisa kuch nahi hua...ayat aaj bhi wahin hai aur kisi ne bhi aaj tak iss ayat ko mansookh honay ka fatwa nahi diya to yeh kaisay ho sakta hai k ayat mansookh nahi hui magar uss ka hukam manssokh ho jaye ??

Dosri baat yeh hai k muttah k haram honay ki 90% riwayat Mola Ali a.s se hi kiun hain ?? jab k khyber k maidan mein to sab musalman mojood thay phir aik hi hasti se hi riwayat kiun jab k Mola ali a.s to pohnchay hi aakhri din hi thay...ab dekhtay hain k ahle sunnah k azeem writer imam bukhari kiya kehtay hain Mola Ali a.s ki riwayat k baray mein...

post-2598-1227047710.gif

imam bukhari ne likha hai ibne sareen se keh Mola Ali a.s se aksar riwayat jhoot aur ghalat hain...yahan per mein yeh nahi kehna chahta k yeh Mola Ali a.s ko jhoota keh rahay hain magar kiun k Ahle Bait a.s ka naam authentic hai aur iss ko golden chain kaha jata hai iss liye jhooti riwayat aur ahadees bana ker inn Paak hastion k naam se mansoob ker di jati rahi hai ta k duniya ko masla mashqooq lagay...iss liye yeh sab baatein ghalat hain...

post-2598-1227047992.jpg

ab yeh sahih muslim ka scan page hai jis mein likha hai k sahaba Rasool Allah (saw) k zamana mein bhi muttah kertay thay hazrat abu bakar k zamana mein bhi aur hazrat umar k awal zamana mein bhi magar baad mein hazrat umar ne aik masla per muttah haram ker diya...ab jab Allah ne haram nahi kiya,Rasool Allah (saw) ne nahi kiya,hazrat abu bakar ne nahi kiya to hazrat umar ko kon si wahee aaye ya unn per kon si ayat utari thi haram kernay ki ??

Link to comment
Share on other sites

  • 1 year later...

Janab Wald e Mutaa pher ye batao ke tomne apni zindagi me kitni bar mutaa kya or tomari kon kon si aulad mutae se nikli he or abi tomare ghar me mutaa khanio ke lye jaga he yani tom kisi ko kabool karo gae jo tomari bahan ya beti se mutaa kare mene ye sawal ek muntaqi dare se pocha he agr jawab na don gae to me yahi kaho ga tomare Shio ko ke tomare Ollma tom logo ke sat munafaqat kar te hen khod to mutaa kar ten he per apne izat ko mutaa ke lye nahi agae kar te.

Edited by Alteejani
Link to comment
Share on other sites

Janab Wald e Mutaa pher ye batao ke tomne apni zindagi me kitni bar mutaa kya or tomari kon kon si aulad mutae se nikli he or abi tomare ghar me mutaa khanio ke lye jaga he yani tom kisi ko kabool karo gae jo tomari bahan ya beti se mutaa kare mene ye sawal ek muntaqi dare se pocha he agr jawab na don gae to me yahi kaho ga tomare Shio ko ke tomare Ollma tom logo ke sat munafaqat kar te hen khod to mutaa kar ten he per apne izat ko mutaa ke lye nahi agae kar te.

 

jinabsuni jaisa ky me ny upper mutta ky baray me ye bat clear kr di hy k muttaumer or abu bakar bi krrty thy with suni hawala or ap ko ye bat btata chalu kymutta ab to nai magar zyada trr log paise ky liye mutta kya krrty thy or abubakar sahab ik muthti khajurr ky badly mutta kiya krrty thy samjy suni :lol:

 

 

 

 

 

Link to comment
Share on other sites

jinabsuni jaisa ky me ny upper mutta ky baray me ye bat clear kr di hy k muttaumer or abu bakar bi krrty thy with suni hawala or ap ko ye bat btata chalu kymutta ab to nai magar zyada trr log paise ky liye mutta kya krrty thy or abubakar sahab ik muthti khajurr ky badly mutta kiya krrty thy samjy suni laugh.gif

 

 

 

 

 

 

 

to go ya ab me ye samjo ke teri Maa, Bahne or Baetya muthi bar khajor ke lye mutaa kara ti henohmy.gif

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...