Jump to content

Hadees had se na badhao ka jawab, Nabi (alaihi salam) ki tazeem-o-toqer


Ubaid-e-Raza

تجویز کردہ جواب

(bis)

 

(ja) Ubaid e Raza bhai nice post

 

Wahabi tau hur waqt iss ka rona rotay rehtay hain keh O jee barailvion nay tau RASOOL ALLAH (saw) ko ALLAH say milla diyaa aur kabhi kehtay hain ohoo ALLAH say bhi bharra diyya

 

pata nahin inhon nay ALLAH ki shan ki hudood kay baaray main kahan say parh liyya ya khud hi uss ki hud muqarrir kar dee hay keh KAHBARDAAR iss muqaam par ALLAH ki shaan khatam ho jaati hay iss say aagay nahin jaana

 

aur RASOOL ALLAH (saw) kay baaray main inn kay Babaaye Wahabiyyat Sadar ul Sudoor Shirk Saaz Company Ismail qateel apni Tafwiyyatul Imaani touheeed ka purchaar kartay huway likhta hay keh UNN KI TAREEF SIRAF BASHAR KEE SEE HEE KARO BALKEH USS MAIN BHI KAMMI KARO

 

aur apnay peer sahib koi mosoof ALLAH say mulaqaatain karwatay phirtay hain aur uss kay mureedon kay liye jannat kay entry ticket ki confirmation bhi laitay hain

 

aur Marsiyya Gangohi main Miraasi Mehmood ul hasan debunid nay apnay Gurru Ghantaal rasheed gangohi ko Aik aalim, Wali, Qutab, gjous , Sahabi, Anbiyya o russal kay saath tashbeeh di hay

 

aur BANI e ISLAAM ka Saani bhi keh diyya

 

aur aik jagah par tau khair say dil ki baat keh dii keh WOH MURABBI THAY KHALAAIQ KAY

 

 

aur jis kay liye yeh Miraasi pun kiyya tha uss nay Marsiyya khwan ko faasiq likha tha aur yeh bhi likha tha keh Imam Hussain (ra) kay Marsiyyah ki kutab jalla dee jain. laikin apnon kay Marsiyyah ki kutab zaroor chaapo

 

 

Anywayz yeh tau apni apni kismat hay jo jis say muhabbat karta hay ussi ki tareef karta hay

Hakeem ul Ummat Mufti Ahmed Yaar khan Naeemi farmaatay hain

 

Zamanay bhar ka yeh qaida hay

keh jis ka khaana ussi ka gaana

 

tau Naimatain jin kee khaa rahay hain

unhi kay geet hum gaa rahay hain

Link to comment
Share on other sites

  • 11 months later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...