Madani Munna مراسلہ: 3 جون 2007 Report Share مراسلہ: 3 جون 2007 Ahleyan-e-Arab Ko Khajoor Beyhad Passand Hai Islam K Ibtadee Zamana Main Un Ko Baari Aor Browen Colour Ki Khajoor Passand Thi Wo Choti Kahjoorain Khana Passand Nahin Kartay Thay Ek Din Hazrat-e-Bilal Aajwah Khajoorain Farookhat Karney K Leyae Bazar Leyae Gay Yeah Khajoorain Kisi Ko B Passand Nahin Thin Is Leyae In Ko Koi B Nahin Kareedta Nahin Tha Chand Din Bad Hazrat-e-Muhammad Ka Wahan Say Ghuzar Hoa Ap Ney Hazrat-e-Bilal Say Poocha K Aaye Bilal Tum Kiya Farookhat Kar Rahay Hoo Too Bilal Ney Farmaya Aaqa Main Khajoorain Farookhat Kar Ney K Leyae Betaha Hoon Magar Aaqa Koi B Nahin Kareedta Ap Muskuraye Aor Farmaya Aaye Bilal Koi Nahin Kareedta Too Meray Aagay Baych Doo Mera Meethay Meethay Aaqa Ka Un Par Hath Rakhna Tha K Aaglay Din Say Bilal K Pass Loogoon Ka Itna Rash Hoo Jata K Khajoorain Baqi Bachti Hi Nahin Thi Aor Aaj Agar Koi Haj Ya Umrah Par Jay too Wo Aajwah Khajoor Lazmi Lata Hai Chahey Toori Si Kiyon NaLaye 2005 Main Jab Meray Ammi Abou Umrah Kar k Wahan Say Yeah Khajoorain Lay Thay Too Us Waqat Un Ki Price 1760 Rupay Par KG thi Main Ney Is K Baray Main Parha Hai K Is Say Saway-e-Mout K Baqi Tamam Bimarioon K Elaj Hoo Jata Hai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faizan e Attar@Madani Inaamat مراسلہ: 3 جون 2007 Report Share مراسلہ: 3 جون 2007 Assalamo Alikum ....bapa jan ki taraf sey.....khajoor key methey methey madani phool......inn ko par ker ap insha ALlah Azzawajal apni diet mein daily khajoor shamil kerna pasand karein gey..... http://www.dawateislami.net/services/libra...ol.asp?pam_id=1 aor ap ko apney buhet sey problems ka solution bi mil jaye ga .....insha Allah Azzawajal. wasalam. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Aarzoo e Madina مراسلہ: 5 جون 2007 Report Share مراسلہ: 5 جون 2007 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 22 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 22 ستمبر 2007 Allah (azawajal) aap ko jazaye khair ata farmaye.. post karney ka shukriya... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔