Nigah_e_Attar مراسلہ: 11 دسمبر 2011 Report Share مراسلہ: 11 دسمبر 2011 Q.1.islami behnow ke nazaz main jo rako main paown (feet )ko jhokanay ka kaha gia hai us say kia murad hai. Q.2.ortain sajdah kertay waqat paown (feet)ko right side per nekalain ge ya peechay ke taraf? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
ghulam e murshid مراسلہ: 12 دسمبر 2011 Report Share مراسلہ: 12 دسمبر 2011 yaha par jo pawon ko jhukane ke liye kaha gay hai waha muraad ye hai ki ghutne ko thoda sa mod kar aage ki taraf kar de jis se pawon teda ho jae ek dum seedha na rahe aap is ko is ko neeche padh le aur aap Sajdah ki baat yahi padh le. Zyaadah Ilam haasil karne ke liye is link par click kare Islami Behno ki Namaz (Hanfi) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Attaria786 مراسلہ: 12 دسمبر 2011 Report Share مراسلہ: 12 دسمبر 2011 (ترمیم شدہ) untitled.bmpsalam,bahi ham nay islami behnow ke namaz pori hifaz ke hai ye jo app nay farmaia hai k paoonw ko tyera karna hai asa nehi karna ...or dosri rehi baat ye k paoonw ko sajday main pechay ko niqalna hai ya right side pay to new addition & old addition main iss main faraq hai ...na janay kon sa sehi hai agar app karachi phone kar k poch dain to karam bala aye karam ho ga waslam Edited 12 دسمبر 2011 by Attaria786 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔