Jump to content

QTV Dekhna kesa???


Madani Munna

Kiya QTV Dekhna Chahiye?  

24 members have voted

  1. 1. Kiya QTV Dekhna Chahiye?

    • Yes
      10
    • No
      14


تجویز کردہ جواب

mere khayal main ye topic kuch wrong side per chala gaya hay.

main ne complete posts pedhi bhi nahi hain.. start ki kafi posts pedhi or phir kuch bech bech main se jab topic check karne ka moqa mila.

 

(ia) ise dekhon ga or jo bat aisi hay jo nahi honi chahye thi use edit karon ga. baqi abhi mera khayal main mahol ko mazed sanjeda nahi karna chahye.

 

masla ikhtilaf e raye ka tha k qtv dekhna chahye ya nahi.. bech main kuch aise batain agayen........................ ab agar hum mazed aik dosre ko quote karte gaye tu mahol mazeed kharab ho jaye ga.

 

is lye filhal main ye topic closed kar raha hon. agar zarorat hoyi tu phir open kiya jaye ga. magar confirm nahi hay k open kya jaye.

Link to comment
Share on other sites

  • جوابات 77
  • Created
  • Last Reply

(salam)

Main Kuch Dino Sey Yeh Topic Dekh Raha Hoon... Ikhtilaf-e-Raye Ki Her Kisi Ko Ijazat Hai.. Mager Ikhtilaf-e-Raye Mein Yahan Kuch Masail Aise Bayan Howay Hain Jo Bayan Hona Munasib Nhin Tha.. InshaAllah (azw) Jald Unki Editing Ki Tarkeeb Ki Jaye Gi...

 

(azw)(al) Yeh Tana Tan Sunniyon Ka Forum Hai... Aur Sunni Aksar Mureeden Hotey Hain.. Tu Yahan Kayi Peer Sahiban Key Mureed Hongey... Mager Zyada Ter Ameer-e-Ahle Sunnat (dba) Key Mureed Yani Attari Hain...

 

Hum Mein Sey Aksar Mureeden Aadab-e-Murshid Nhin Jantey Hain... Aur Iski Wajah Sey Unhein Tareeqat Ki Rah Mein Na Qabil-e-Talafi Nuqsan Ho Sakta Hai...

 

Maktaba-tul-Madinah Ney Pehlay 5 Booklets Parts Mein Shaya Kiye.. "Aadab-e-Murshid-e-Kamil"

Phir Al-Madinah-tul-Ilmiya Ney Iski Takhreej Ker Key Aik Book Ki Shakal Mein Shaya Kiye...

 

Yeh Aisi Kitab Hai.. Key Her Mureed Ko Chahey Woh Kisi Bhi Peer Sahib Sey Bayt Hai Usey Perhni Chahye... Bas Hamari Zaban Per Mera Peer Mera Peer Hoo...

 

Main Us Mein Sey Chand Iqtibasat Post Kerta Hoon... Umeed Hai Sub Members Tawajoh Sey Perhein Gey Aur Phir Ameer-e-Ahle Sunnat Key Chand Malfoozat Add Kerta Hoon.. Umeed Hai Sub Tawajoh Sey Sunein Gey...

 

Yeh Kalam Imam Abdul Wahab Shairani (Aleh Rahma) Ka Hai.. Aur Unki Kitab "Al-Anwaar-ul-Qudsiya Fi Maarifat Qavaid Al-Sufiyah" Sey Akhaz Shuda Aadab-e-Murshid-e-Kamil Mein Naqal Hai...

 

maqam_malfozat_e_murshid.gif

murshid_key_hasideen.gif

12_aadab_e_murshid.gif

 

Madani Muzakira Number 172 Sey Question Number 4 Sey Kuch Hisa Cut Ker Key Post Kiya Hai..

 

Isey Sun Lein Aur Pora Suwal wa Jawab Download Ker Key Sun Lein Tu Mazeed Faida Hai..

 

Tv_Per_Jawabat.mp3

 

Aur Murshid Key Ferman Key Aagey Aankhein Band Ker Lein....

 

Murshid Key Ferman Per Jaan Bhi Qurban Hai

Murshid Meri Jaan Hai Murshid Hi Pehchan Hai

 

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

clothes pr jo etarazat howay hain main ne unka bare main likha hay k jaiz hay. ye kuch members ne jazbe main akar aisa likh dya. behrhal......... unka maqsad bhi ulema ki tohen nahi hay. husn e zan rakhna chahye. or husn e zan rakhne ka sekhne k lye nigran e shora ka bayan bad gumani or ameer e ahlesunnat ka bayan bad gumani haram hai sunna chahye.

 

(ja)(azw) aap ny meri Islah o Rahnumai Farmai.......me ny waqaee budgumani ki.......aur aap k farmany pr me ny in me sy 1 bayan suna (al)(azw) 2nd b sunun gi (ia)(azw) me bilkul aapki baat samaj gai hun........aap ny bilkul sahi farmaya hamen acha guman rakhna chahiye.......thnx n (ja)(azw) 4 guidence.....

 

me ny IM k jis jis membr sy b budgumani ki.......muafi chahti hun sb members sy.......bara e Madinah, Bara e Murshid (dba) Muaaf farma dain.......

 

aainda is sy bachnyyyyyyyyyyy ki koshish krun gi (ia)(azw).......

waqaeee ye buht barha EHSAAN hy Murshid ka k us ny_1 hamen itna piyara madani madani mahol diya......aur hamen ek dooosry ki islah ka zehen diya.......!!!! :lol::rolleyes:

 

sb logoo sy duaoon ki madani ilteja hy.........

 

JAZAKUMULLAHU KHAIRAN WA KASEEERAN KASEERA.......!!!

ALLAHUMMA ZID FA ZID....!!!!!!!!!!

اس نے نہیں بلکہ انہوں نے،شاید جلدی میں آپ سے صیغہ واحد لکھا گیا۔رضا۔

Edited by Raza
Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...