Jump to content

Wahabion Ka Naya War


Umar Taj Attari

تجویز کردہ جواب

yeh kon log hain, mera matlab hai Deo K Banday hain ya Ahl-e-Hadith ? yeh kaam inhi dodon mein se koi kerta hai.

Meelad to khud Aqa (saw) ne Peer ( Monday ) k din Rozah rakh ker manaya, sahaba ka manana ya na manana to ba'ad ki baat hai. ( in logon ko Eid k sahih ma'anon ka nahin maaloom, shayed in ko Rozah rakh ker koi "khushi" nahin hoti, kiyun k in paitu-on k khanay per pabandi jo lag jati hai )

khair yeh to nikaltay hi rahenge, jab tak End nahin ho jata, yehi hamara Imtihaan bhi hain.

ALLAH (azw) Apnay Piyaray Habib-e-Pak (saw) ki Na'alain-e-Mubarik k sadqay hum sub ko in k Sharr se mehfooz rakkhay - Aameen

Link to comment
Share on other sites

Q-1 , Answer:

 

Nabi Pak (saww) her saal sahaba akram k sath shuhada e ohd k mazaraat per jatay thay aor dua krtay thay.

Ref: ( Tafseer Kabeer by Imam fakher ud din razi, Tafseer Dure Manshoor by Imam jlal ud din sayooti, Shami jild -1 main Ibne Abi Sheeba se be ye rwayat manqool ha aor ye Hadees Zaeef b nahi ha).

 

Uper Hadis se ijtima ki shakal main naik logoon k mazaraat per ja kr dua mangna Nabi Pak SAWW aor Sahabaa akraam se sabit ho raha ha. Sunni Muslim b URS k moqa per ikathay ho kar Aoliya Allah k Mazaraat per jatay hain aor dua krtay hain. Is treeka ko urfe aam main URS kehtae hain.

 

Note: URS k moqa per jo La ilm aor Na samj loog dool bjana, bhangra dalna , aortoon ka beparda hona, sajda krana ya dosray ghar shari kaam krtay hain un ki hmaray Ulama ikraam baarha muzamt kr chukay hain. hum Sunni ghar shari kaamoon ko najaiz smjtay hain.

 

 

Tehreer main Koi ghalti ho gai ho to maafi ka talbgaar hum.

From. Rizwi Attari

Edited by Rizwi Attari
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...