Abdul Mustafa مراسلہ: 23 اکتوبر 2011 Report Share مراسلہ: 23 اکتوبر 2011 My question to Dar-ul-Ifta Ahlesunnat(Dawat-e-Islami): Zaid falahi kaam krne ka boht zehan rkhta hai,zaid chahta hai keh woh ek aisi tanzeem bnaye jo ilaqa mn safai rkhay kyun keh safai ko "Nisf" Emaan kaha gaya hai.lekin jab zaid se kaha gaya keh apni zaat par tawajjo do aur naiki ka raasta apnao aur buray kaamon se bacho,Namaz wuzoo ghusal aur deegar farayz uloom seekho,namaz ki pabandi kro wa'ghairaha lekin zaid ne kaha ke ALLAH bakhshnay wala hai jab woh ek fahasha aurat ko sirf pyaasay kuttay ko paani pilanay ki wajha se bakhsh sakta hai to mujhe bhe bakhsh dega,lihaza zaid is riwayt ko daleel bna kr mehaz falah ke kaam krta hai lekin Islam se duur hai.is daleel ki sharai hesiat kya hai aur shariat aisay shakhs ke baray kya kehti hai? for answer plz download this mp3 answer.mp3 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔